Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna
    Dear friend main app sa khana cahta hoo ka forex main kuch log asaa hota hain jin kha loss ho jy tho who himat haar jhata hain orr forex ko chor datha hain iss lia huma Cahia ka cahay jo bhi ho jy forex ko nai chorna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

    Forex main jab hamain loss ho jata hai tou ham dishurt zarur hoty hain lekin loss ki waja sy forex jo hamary pas earning ka bahot acha source hai usy chor nehi dena chahiay ky forex main loss hamari apni mistakes ki waja sy hota hai hamain apni mistakes ki correction kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

      dear friend forex trading aik bahot achha aur profitable online business ha is mn agr kbi loss ho jay to forex trading ko chhorna naen chayay balkay pehlay sa ziada mehnat krni chayay aur jis ghalti ki waja sa loss howa ho dobara aisi ghalti naen krni chayay ta k hmesha profit hasil ho
      • #4 Collapse

        Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

        bohat acha sawal ha ager hum ko apni trading or earning continue raknee ha to per hum ko chaheya ka hum forex ko kabhi be ignore na karaa q ka ager hum es ko ignore karta ha to per hum ko achi earning be nhi hoge or hum ko experience be hasil nhi hoge esleya hum ko forex pa work continue rakna chaheya to best earning hoge...........
        • #5 Collapse

          Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

          Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h jo bi ho forex ko na choro m ap.ki bat se itafq krta ho agar hmy loss ho jay ga tu hm disappointed zoror ho jaty h lukn is ka moqsad ya ni k ap ko forex ko kahir abad kh dy ya koi achi bat ni h bulky hmy determine hona chayee
          • #6 Collapse

            Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

            ji aapne bilkul sahi Kaha Hamein is business Ko Nahi chhodna Chahiye isme Hamein mehnat Karni chahiye haan Ye Kaisa business hai jis mein Hamein mehnat Kafi karni padti hai par koi baat nahi koi bhi Hum business karne minute ke bagair woh nahi ho sakta mahanadu Karni hi padhti hai is wajah se hamein chahiye ki Ham Dilbar dance Tana ho aur mehnat Karen aur is business ke sath Jure Rahe
            • #7 Collapse

              Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

              Dear Forex trading business Mein start start mein problem Hoti Hai market ki samajh nahi aati market Mela score face karna padta hai lekin Dil Bardaasht Nahin Hona chahie Parekh ke sath attach Rahana chahiye Har Koi Fark Mein Kamyab ho jata hai agar Pak se Sath attach Rahe aur mehnat karta Rahe apni mistake se sikhenge tu jaldi Kamyab Ho Jayenge...
              • #8 Collapse

                Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                G bhai bilkl thek kaha hy ap ny...forex jb hm buisness consider krty hn to loss or profit to lazmi hngy is min q k ye buisness ka hosa hy islye loss sy dissheart ni hona blky hamesha seekhna hy or mustkil kam krna hy aik din to hm b seekh jaingy or profit earn kr skin gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                  Dear Member

                  Loss hamesha ap ko experience deta haj jis ka mtlb profit hai skills use kren loss ki soorat mein us se faida uthaen next time k pye strategy bnaen apko zaroor profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                    Forex trading Kyunki Hum ghar par bhi kar sakte hain 5 State Bank yeah yeah Hamare liye bahut jyada mat business hai Kyunki Hum kattaya business Mar kar sakte hain Ek Aisa Aisa Bhi Nahi Hai Kyunki bahut thi logo ke liye ek accha Sa business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                      dear forex ko chorna ya na chorna ham pay koi lazm nai hay yeh aik business hay jo is main achi karkardagi krta hay usay yeh business bahut achi tarha say earning daita hay aur jo is main time pass ki koshish krta hay usay is main acha khasa lose ka samna krna parta hay is liye ham yeh ham pay he depend krta hay k ham nay agar is main mehnat aur knowledge say kaam krna hay to hamko is say achi rozi roty milay ge aur agar ham nay is main timepass ki koshish ki to yeh ham lose day ga aur ham har haal main isay chornay pay majboor ho jayengay q k koi bhi lose ko bardasht nai kr sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                        hamy forex ko corna nahi chahey hamy aik time table bana kar rozana forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hu is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain or ismai hamara koi be boss nahi hain
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo bhi ho jy lakin forex ko nai chorna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
                          Dear friend main app sa khana cahta hoo ka forex main kuch log asaa hota hain jin kha loss ho jy tho who himat haar jhata hain orr forex ko chor datha hain iss lia huma Cahia ka cahay jo bhi ho jy forex ko nai chorna
                          Trading Karke profit Gaya loss kisi ko bhi ho jata hai agar aap ho trading Karke loss vaje to aap Soch Rahi ke aap desert Na Ho Aur na hi Himmat Hare bulke apni mistakes aur losses se learn Karte Rahe Jab aap apne a losses Elan Karenge to achhi trading kar se rahenge
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X