What do you do when you are losing?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    jab mara bhae asi condition hoti hay to maray dost insan parashan to ho he jata hay kay mara nuksan he ku hota ja raha hay lakin main to yea he mashwara doon ga us wakt sabar kanri chaheya aur investment band kar dani chaheya
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Salam friends, :rolleyes: If someone is losing continuously then there is lack of knowledge towards forex trading, he should learn it properly and have to gain knowledge of forex trading.
      • #303 Collapse

        Koi kuch nahi kar sakta jab trade loss ma chali jati hay siwaye sabar aur himat na harny kay aur mjy jab loss hota hay to ma thora review karta hu kay agr loss ko profit ma kesy change karu to ma us kay opposite trade open kar deta hu wo bhi double amount ma jis sa mera loss bhi cover ho jata hay aur profit bhi kuch na kuch gain ho hi jata hay
        • #304 Collapse

          main yeh achi trah se janta hon ke forex trading business main loss bhi ho sakta hai aor profit bhi , isliye agar mujhy jab loss hota hai to main profit ki bhi umeed rakhta hoon aor preshan nahen hota hoon kun key loss and profit business ka hisa hai
          • #305 Collapse

            well i just started trading but have not experienced loss yet so can not say any thing about it but if i will face loss then i will try not to do that mistake again.i will try to learn more and i will try to learn a lesson from my mistake so that in future i can avoid that mistake..i will trade again with new passion.
            • #306 Collapse

              janabb me apko ek bat batadu ke jb tak ap kisi bhi kam me apna loss nai karte hai tab tk apko akal nai ati hai so mere dosto agar apko trading karne ka shok hai to apko chaiye ke ap trading ki knowlage hasil kare or apne apko is kabil banaye ke ke ap trading ki har market ko samaj sake or achi tarha trading kar sake ok dear...
              • #307 Collapse

                mein tu kuch der k liye kaam chor dene ko prefer krti hoon and take a cup of tea and relax then again join to work dekhein yahan thore patience ki zaroorat hoti hai aur es main ap bagair knowledge k kaam nhi kr skte aisa nhi k apko net pe games play krni ati hein tu ap forex trading bhi easily kr lein ge no dear es k liye apko forex trading k bare main learn krna ho ga
                • #308 Collapse

                  bhai me jab bhi loss khata hun me bohat ziada careful ho jata hun or apni trading per or ziada dehan dene lag jata hun me forex ko dil se bohat like karta hun or is business ko kabhi chorna nahi chahta hun or iski rozana practice karta rehta hun or is ko learn karne ki koshish me laga rehta hun ....
                  thanks
                   
                  • #309 Collapse

                    when i made huge losses , i want to learn the main reason for which the losses occur.after finding the reason of losses ,i try to solve the problem and start trading with new strategy.
                    • #310 Collapse

                      dear mera to nazriya he ye hai k ye aik business hai or profit or loss business ka hissa hotay hain. aap ko loss to hota hai pr bardaasht krna chahye or apni ghaltion sy seekhna chahye. or dear new ideas ko sochna chahye or implement b krna chahye. phr aap kamyaabi hasil kr he letay hain aik na aik din.
                      • #311 Collapse

                        business ma loss hona ik normal bt hai, forex m jitna acha ap earn kartey ho utna hi loss bhi hoskta hai, forex ma loss to completley avoid to ni keya jaskta par loss k risk ko kam zaror kea jasakta hai market ko analyis kar kay. aur starting ma kam invest kar k bhi bhi loss kay chances ko kam kea jaskta hai.
                        • #312 Collapse

                          dear forex trading aik buisness hay aur es business me loss aur gain to hota rehta hay aur agar humain loss ho jae to humain himat nahin harni chahiye balke demo account bana kar practice karni chahiye aur apni galtio ki theek kar kay loss ko recover karna chahiye.
                             
                          • #313 Collapse

                            What do you do when you are losing?

                            hum zyda tar lossing ke chance tab hote hain ke hum market ko learn nhi karty aur na he anlysis ko parhte hain is liye hum galt trade ly bethe hain to sara kuch lose karna parhta hai
                            • #314 Collapse

                              forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap log learning ke bagar apni raqeem ka naqsan ker sakte hain iss lye agar ap forex tarding main earn kerna chete hain to ap ko chehe ke ap learn ker ke hi trade kero then hi ap kamyab ho
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                jab bi ap for ex trading ma loss ker rehy hoty hn then ap ko ghussa bi ata ha aur ap heart bi hoty ho q k ap ka loss bi hota ha...but ap ko ap[ni un mistakes ki terf dekhna chahye k kin mistakes ki waja se ap ko loss howa aur ap ko un mistakes ko overcome kerny ki khosis kerni chahye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X