What do you do when you are losing?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Well agar ham kabhi loss ki situation main fas jaate hai to hame bas us situation sai kaise bahar aana chahiye yahi sikhna chahiye uske liye yaa to phir aapne stop loss use karna hota hai yaa phir aapn hedging bhi kar sakte ho loss ki condition main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      main jab bhi forex main loss karta hon to main ghabrata nahi.bal ke wos ghalti se sekhne ki koshish karta hon.jis ki waja se mujhe loss howa hay.kyun ke isi taran hamara experience barta hay.
      • #123 Collapse

        jab bhi main tyrading kerta hon forex market men mujhy some time loss bhi ho jata hai or main is ko cover up kerta hon or zyada trading ker k is ley main forex men achi earning ker lleta hon or main is se buhat hi zyada happy hon.
         
        • #124 Collapse

          meray bhai jaan meiray khayal k mutaabik ager aap ko loss ho bhi jata hai tou aap ko iss business mein dill ko chota nahi kerna chahiye aur iss per aur ziyada achi strategy k saath working kerni chjahiye tah k profit hasil ker sakien.
           
          • #125 Collapse

            Ager trader apni mistake ko repeat kar k loss karta hai tu yeh dangerous bat hoti hai trading mai k trader ney apny past se kuch nahi seekha.,Behtar hai jab b loss ho jaey trader apni mistake or trading ka review lay jis se us ko kafi little and huge mistake milay gi or kafi cheezay aisay b hogi jo us k loss ki waja bani like proper analysis ka na hona,wrong leverage and volume,greed or bhout c cheezay jo trader k weak point hai.Mujey huge loss nahi howa because mai proper stop loss use karta ho little loss jab b hota hai tu woh mai apni mistake ko door karta ho or again repeat nahi honay daita.
            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
            • #126 Collapse

              Dear forex may aap loss is waja say kartay ho kay aap kay paas market analysis nahi hoti or aap apnay luck par work kartay ho jabkay forex may rozana luck kaam nahi karta iss kay liya aap ko market ko samaj na hota hay.
              • #127 Collapse

                forex trading aik risky business hi jis main ap ko loss bi hota hi boaht se log iss main apni raqeen gawa chuke hain agar ap naqsan se bachna chete hain to ap ko learn kerba ho ga then ap iss kabal ho gye ke proifit hasil ker loo
                   
                • #128 Collapse

                  hello my dear i think in the forex trading business when i am getting big loss from forex trading business we want to recover after getting big loss from forex trading it is a very good profitable online business i like this business.
                  • #129 Collapse

                    jab mujhy loss hota hy to mein forex trading ko dobara demo mein account mein learn karna shuru kar deta hon or posting karna start kar deta hon taky mera bonus bhi ban jaye or practice bhi hoti rahy.
                    • #130 Collapse

                      ye ap nay bohat he achia bat share ki hay forex main hamain jab bhe loss hota hai wo hamain aik sabaq daita hay kay ham forex main next kaya karain jis say hamai profit ho aur he loss kay bad aik acha trading kay experience hasil hota hay hamain
                      • #131 Collapse

                        jab bhi main trading kerta hon to main loss ko samny rakhta hon phir hi tradig kerta hon is ley mujhy zyada loss nahi hota hai or main middle trading kerta hon jis se ager loss ho bhi jay to kam hi hota hai is ley mujhy difficulty nahi hoti hai.
                           
                        • #132 Collapse

                          jab muje forex trading main loss hota hao tu pir main kafi kafa hota ho but pir main apni mistake daike ker uno ko sodarta ho aur pir aik achi ummed ky sath dobara trading kerny lagta ho.
                          • #133 Collapse

                            agar hamay loss hota bhi hai to hamay mazeed learn karna parayga or hmarai trade otni hi improve hogi so loss bhi life me ata hai to osay accept karna chahye.
                             
                            • #134 Collapse

                              meray bhai jan jab mein iss business se loss hasil ker leita hoon tou mein iss ko recover kerney k liaye bohat hi ziyada barey lot size ki trade laga deta hoon iss se ya tou account wash ho jata hai ya phir recover ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Asallam o Alekum, yaar jab loose honey lagtey han paisey tou dil tou karta hai kay sur diwaar mein ja k maru , jab kay sab samjh kay market news ko analyis bhi karliya graph bhi parh liya phir bhi mazeed opposite direction mein graph jaye tou gusa aata hai aur itna tym bhi lag jata hai sab kartey wakt

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X