Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

    Bilkul bhai jaan aap ne bilkul sahi kaha jo insan achi khasi parhai k bad bhi job na kr saka q k os ko kbhi optiton hi nhi mila to wo bechara kahan jae ga.forex aik aesa plateform he jahan har kism ka banda digri holder ho ya labour wo yahan par mehnat kar ke mehnat ka silla fouri hasil kr sakta he.mehnat ziada kre to aik acha trader bhi ban sakta he or life achi guzar sakta he
    @xim@lik
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

      G han dear sahe kaha sp ny.acha trader b wahi hota hy jo halat ka samna krta hy loss jitna b ho brdasht krta hy or again again koshish krta rehta hy or akhir aik time ata hy jb failure us k aagy har jata hy phir wo kamyabi ka sfr shuru krta hy
      • #18 Collapse

        Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

        Ap ny tk bt ki ha ky ho trending krny waky hoty ha na wo himt or is my hm sb be oun ki trha he hm ko be himat ni krni chahey or is my wo mahnt pr mahnt krty ha
        • #19 Collapse

          Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

          ji friends.. ye bat bilkul thek hy aik Acha trader Kabhi bhi himat nahe harta. Acha trader bar bar apni ghalti sy sekh kar agy barhta hy or aik na aik din kamyab hota hy..jb taka Ap forex per apni mehnat jari rakhy gy tab tak Ap k pass achy sy acha bonus earn Karny k chances ho gy.. so, mehnat karty rahy or himat mat hary..
          • #20 Collapse

            Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
            DEARS agar ki acha trader hai jo expert ban gya hai wo kabi bi himat nahi harta hai aor sabr se kam leta hai q k sabr karta tu hi us ko as main profit hota hai q k jo acha trader nahi hota hai us ko kabi thora saa bi profit ya loss hota hai tu wo trade close kar dete hain hala kee aik acha trader aesa nahi karta hai woh sabr karta hai kee kab as main profit ho tu trade ko close kya jae aor us ko as main account wash hone ka darr bi nahi hota hai as liy tu woh as forex trading main kamyab hote hain ,,...
            Forex trading mein jo acche traders hain woh losco part of business samajhte hain aur vah loss ko Apne mind Par Nahin Lagte Hain isliye Agar aapko bhi forward trading karte hue loss Ho Jaaye Tu Jyada tension Na Le aur na hi Himmat Hare
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
              DEARS agar ki acha trader hai jo expert ban gya hai wo kabi bi himat nahi harta hai aor sabr se kam leta hai q k sabr karta tu hi us ko as main profit hota hai q k jo acha trader nahi hota hai us ko kabi thora saa bi profit ya loss hota hai tu wo trade close kar dete hain hala kee aik acha trader aesa nahi karta hai woh sabr karta hai kee kab as main profit ho tu trade ko close kya jae aor us ko as main account wash hone ka darr bi nahi hota hai as liy tu woh as forex trading main kamyab hote hain ,,...
              Profit and loss Forex trading ka important part Hai Kisi bhi trader go trading karte hue loss ho jata hai agar traders koloss Hoye to unko Himmat nahi Harni chahiye aur apne loss se learn karna chahiye
              • #22 Collapse

                Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k ek acha trader kabhi bhi himat nh hary ga agrha us ko loss bhi qu naho jay loss hony ki soort me wo himat nh hary ga balke himat sy kam ly ga or loss ko recover krny ki koshish kry ga
                • #23 Collapse

                  Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                  acha traer banne k liye wesy tu 2 3 saal lag jate hain thek tara merekt ko samjhne k liye kam say kam 3 sal tu lazmi lagte hain acha trader kabi himmat is liye nhe harta hain vo acha trder aone apn py contral rakhta hain and apne terget ka wait karta hain dear agar acha trader b besabri say kaaam le tu i thing i us main b kamyabi nhe hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                    yes dear koi b acha trader kabi b himmat nhe harta hain vo achi mehnat karta hain or achi mehant kar k he forex trading main aagy nikal jata hain dear is liye forex main kabi b himmat nhe harni chahiye
                    • #25 Collapse

                      Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Ek accha trader aur expert trader hota hai tu Hua Kabhi Himmat nahi Harte agar aap Kamyab Hona chahte hain aur aap acche trader Banna Chahte Hain To aapko chahiye kya aap Himmat kabhi bhi na haren Kyunki Jo Himmat karte hain Wohi Kamyab Hote Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                        Forex trading business main ik acha trader woh he hota hy jo kabhi bhi himat nahi harta bulkay try try again walay farmolay par amal karta hy kun kay loss or profit to dono he business ka hisa hyn or loss ko except kar kay agay barnay wala insan he kamyab trader kahlata hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                          Ji haan sir aapne bilkul right karave Pakistan Forex mein loss bhi hota hai to Hame mayus bilkul bhi nahin hona chahiye bol ke Hame Apne dost ko recover karne ke liye Apne weakness ko recover karna chahiye jisse Hum accha profit Bihar Shilpa kar Payenge aur Hamein loss ko bhi recaver kar Payenge
                          • #28 Collapse

                            Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                            har business k shuro shuro me loss lazmi hota hy q k ensan ko sekhny samajhny me time lagta hy aur jb ensan sekh jata hy to tbe business ka thek sy faida utha sakta hy aur jo b kam ho ensan galti kr k he sekhta hy agar ham shuro shuro me he hemat har jaen to kbe b mustakbil me kamiyab ne ho paen gy
                            • #29 Collapse

                              Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                              aapne bilkul sahi kaha hai ki Chhatra Kabhi Himmat nahi harta blke WO Mehnat ke saath kaam karta rehta hai aur vah aakhirkar us cheez mai kaamyaab hi hai. Main Jarur kaamyaab Ho Jata Hai
                              Visit My Profile
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Aik Acha Tareder Kabi Himat Nahi Harta Hai

                                Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul thik hai ek accha trider kabhi bhi Himmat Nahi hart Agar usko loss Hogi Jaaye To phir bhi minute Karke himth karta hai Mazeed mehnat karta hai Taake Kamyab hokar achha profit Haasil kar sake aur Kamyab trider Ban Jaye Ek accha trider kabhi bhi Na Kam nahi hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X