big LOS size KABHI na LAGAE

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    big LOS size KABHI na LAGAE
    bhaio as main agar ap big lost szie rkho gey tu ap ko as main zyada tar loss hi hota rahe gaa as liy main ap sab se ye kahna chahta hon kee as main ap big lot size ka istmal na kare agar kamyab hona hai tu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: big LOS size KABHI na LAGAE

    G dear big lot size mai aksar humain jub lose hita hai tu bhut he zayda ho jata hai jis ka koi hal ni hota hai beghaira pachtawaye kay kay tu us se better hai kay hum lot size kam rakhain tak hum lose bhi kam ho baki rhaye profit ki bat tu profit kabhi bhi kam ni hota hqi
    • #3 Collapse

      Re: big LOS size KABHI na LAGAE

      Dear friends forex mein jo hamesha chotay lot size pe trade lagayen or big lot size pe kabhi trade na lagayen q k big lot size pe apko loss ziada ho ga es liye koshesh Karen k small lot size use Karen
      • #4 Collapse

        Re: big LOS size KABHI na LAGAE

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut hi accha trading karna chahte hain to Hamein bahut bada lot size nahi Lagana hota hai agar hum bahut bada lot size lagayenge to Hamein bahut hi bada nuksan ho sakta hai aur hum Pakistan Forex mai apna account recovery bhi nahin kar sakte isliye mai aap se Yeh Kehna Chahta Hoon Ki Hamein Jitna ho sake utna Chhota lot size Lagana Hoga Hamein nuksaan bhi bahut kam Hoga Aur Hum Apna account bhi jaldi recover kar sakte hain thanks
        • #5 Collapse

          Re: big LOS size KABHI na LAGAE

          G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear hamen is me ahtiyat sy kam lena chahye agr ham is me profot earn karna chahty han to hamen is me lot size kam sy kam use karna chahye qk is me bhot risk hai is tarha sy hamara account bhi safe rhy ga or ham profit bhi earn karty rahen gay
          • #6 Collapse

            Re: big LOS size KABHI na LAGAE

            Mere dosto ye hakikat he kay ap ne ager big size lot lagani he oar loss se bachna he to apny experiences oar analysis ka estamaal karain warna big size lot na lagain ager loss se bachna he
            • #7 Collapse

              Re: big LOS size KABHI na LAGAE

              Aapne bahut acchi baat ki Hai Hum Mein Se Kuch bhai Jyada profit earning karne Ke Chakkar Mein Big Lots Aisa Laga Dete Hain Jiske bad unko last ka Samna karna padta hai aise log video hote hain unko greediness nahi Soye Nahin chahi. Diglossic Lagane ke bad hota hai ki Hamare Paas margin bahut kam hota hai aur Hamein loss karne mein bahut Aasan Nahi Hoti Hai. Isliye Chota lot size chose Karen aur Jyada der tak ka profit earning Karte Rahe.
              • #8 Collapse

                Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                dear mai ap ki bat sy agree kerta hu waqi ager hm logo ny big lot siza use ki tu lazmi hm logo ko us ka loss kafi ziyada ho sakta hy kiyo ky ager ap nazer doray tu ap ko samjh a jay gi ky forex mai j bi loss kerty hy wo lazmi sirf or sirf 2 hi waja sy hota hy ik tu yi ky wo log is bary mai koi knowledge nahi rekhty hy laikn wo log lazmi ager bari lot ky sath trade kerty hy tu phr lazmi hm log forex mai loss hi kerty rahy gy kiyo ki is mai bri lot ap ko hamesha nukhsan hi dy gi.
                • #9 Collapse

                  Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                  G haan Bhajan aapne bilkul sahi kaha hai kya Hamein Big Lot size ko Kabhi small nahin karna chahiye Kyunki Agar Hum istemal Karenge to hum loss Ka Shikar Ho Jayenge isliye Ghar Hame loss Se Bachana Hai Tu Hamein ya Kam Nahi Karna chahi
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                    DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main kabi bi lot size ziada na lagaey q k agar ham as main lot size ziada lagae gee tu ham as main kabi bi as main se profit earn nahi kar sake gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main hamesha lot size km h rakhe
                    • #11 Collapse

                      Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                      Dear friend aapne bilkul sahi kaha hai agar Hum Jyada lot size ko istemal Karenge to is Hamein Jyada loss bhi ho sakta hai isliye hamein chahiye ki hum kam se kam lot size ko Rakhe jisse Hamein loss bhi kaam Hoga aur profit bhi kaam Hoga lekin Hum trading karte rahenge Agar Hamein loss bhi hota hai tu hamuse Asani ke sath recover bhi kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                        Yes boss ham ko agar as mien trade kern h tu ham ko kabhi b as mien lot size ko zyada asmtal nahi kerna hota h agar ham as mien zyada lot size ko astmal kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee k ham ko as mien jab kaam kerna hota h aur ham ko as mien trade kerna hoa h aur jab ham as mien zyada lot size astmal kerte hien tu as ka matlab h k ham as mien lalach kerte hien aur ham kamaee nahi ker sakte hien as lyee ahtyt kerna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                          Bhai jan apki bat thek hai ham ko is mein big lot size nahi lagane chaiye agar ap is mein big lot size lagate hain to ap is mein apna loss kar wate hain ham ko is mein ihatyt se trade karni chaiye trade kar te waqat jald bazi nahi karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain .
                          • #14 Collapse

                            Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                            Dear friend ap ny sahi kaha hai lot size hamesha km rakhen kiun ky lot size km huga to los bhi km huga ur agar ham los six bara rkhty hain to loss bhi zyda hu sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: big LOS size KABHI na LAGAE

                              Sir hum ko as mien aa ker kabi bee big lot ko use nahi kerna hota hai qk as k bhut zyada side effect hien agar hum as mien aa ker big lot use kerty hien tu as ka asar yeh ho ga k as mien hum ko bhut jald loss hony lag jaye ga or jab hum ko as mien aa ker loss ho ga tu hum ko as mien aa kr earning na ho saky gi as lye hum ko forex mien aa ker khud ko big loss say safe rakhna hota hai or hum ko as mien aa ker her qadam ko dakh ker rakhna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X