Kiya hum honge Kamyab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hum honge Kamyab
    kya Hum Honge Kamyab kya aapko lagta hai Yeh Sab fizool Hai kya Hum Apna time Barbad kar rahe hain aur kya kaam karna Bata Nahin usse to achha hai koi aur kaam karne Aisa bilkul nahin hai agar aapne mehnat ki to uska phal bhi Jarur milega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hum honge Kamyab

    Ji haan sir aapne bilkul sahi Kaha Hai Hamein hardworking Karke kamyabi Hasil karna hoga Kyunki Agar Hum is main kaam karna chahte hain tu hamesha Mein Naat kar raha hoga Agar Hum mehnat Karenge to Inshallah Hum accha Baneshwar profit ka Mange isliye main hardworking karna hoga aur Hamein learning Karke Aana zaroor Hasil Karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hum honge Kamyab

      agar hum kamyab hona chatey hain to hamy first off all learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hum honge Kamyab

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hum kamyab ho sakte hain our is k liye forex main hamari mehnat bahut hi zarori hai is liye forex main hamein himmat our mehnat k sath work karna chahiye jis se forex main hum success ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hum honge Kamyab

          G Han hum forex trading main kamyab ho saktey Han woh bhi is tarah kamyab ho saktey Han k hamain chahye k real Account pe investment KR k trading KR k profit kamanay k lye phly hum sub ko forex trading k baray main analysis, candles aor relative strength index K BARAY MAIN KNOWLEDGE AOR EXPERIENCE banana ho ga...
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hum honge Kamyab

            ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Ham Kamyab ho sakte hain Hamen kamyabi Hasil karne ke liye Sabar aur mehnat ki Jyada jarurat Hoti Hai Tabhi Ham Ko Kamyab hone ka ummid hota hai isliye Hamen chahie ki Ham se Jitna jyada ho sake utna hi jyada mehnat Karen thanks
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hum honge Kamyab

              Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalach Karte Hain To traders ka profit Bhi Na loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahie ki trading karte hue Hamesha reasonable profit banaen aur Jyada profit banane ki greed na Karen is loss ke chances badh Jaate Hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hum honge Kamyab

                Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Karen aur sabse Jyada knowledge Hasil Karen Kyunki Jab Hamen knowledge aur ham Manati Honge To Ham ise Jarur Kamyab kar sakte hain aur ham bhi Kamyab ho sakte hain aur Agar aapko Kamyab hona hai tu sabse Jyada mehnat Kiya Karen aur knowledge or experience ko sabse Jyada aur badhaen
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hum honge Kamyab

                  Main samajhta hun ke short term trading ke Jyada benefits new traders ko hi hote hain Kyunki vah Sambhal trading Kar Ke Saman profit banaa sakte hain aur FIR apni trade close kar dete Hain Jab Ke experience aur Bade traders ko short term trading ka Jyada fayda Nahin Hota Kyunki Jab aap planning Karke trading karen to long term trading Karni chahie
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hum honge Kamyab

                    yes dear ager ap forex main kamyab hony ka yakeen rakhty hain aur ap ky pas asa confidence hai tu app aik din zror kamyab hoty hain confidence hony ki waja say he app froerex main success hoty hain kyon ky ap ko apni ap par yaken hota hai ky ap aik din forex main zror kam hon gay jiss say ap ko kamyabi bhi milti hai aur iss main double mined hota hai aur apny uper aitbar nahi rehta ha wo he iss main fail hota hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hum honge Kamyab

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehran Ali پيغام ديکھيے
                      kya Hum Honge Kamyab kya aapko lagta hai Yeh Sab fizool Hai kya Hum Apna time Barbad kar rahe hain aur kya kaam karna Bata Nahin usse to achha hai koi aur kaam karne Aisa bilkul nahin hai agar aapne mehnat ki to uska phal bhi Jarur milega
                      G hn bhai kioo nai ap bhi to kamyab hoskty hn yaha har koi kamyab hoskta ha q k ya business hi aisa ha or iss mn kamyabi zamanat hoti ha juat apko thori struggle manat kRna parti ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X