Education or Patience; which is essetial for success in Forex.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Forex trading mein kamyab hony k leye education orr patience dono important hin education bhot zroori hy orr patience aik emotional point hy orr emotional point ko trading sy dor rkhna hi bhtar hota hy but ap jtny patience sy kaam krin gy utna profit earn krny mein aasani hu gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      dear jab ap apnii life ko enjoy karo... forex aik behtreen kam hy jo ap ko boht he kam waqt mai apnii life ko set karne k liye success hasil karo aur apnii life ko b set kar k chalo...
      • #123 Collapse

        bhai jaan is business main success hony k liye yeh zaruri hai k hum is main patience bhe rakhain and is k elawa hamain is business ka knowledge and experience bhe hona chaye ta k hum ek success trader ban saky.
        • #124 Collapse

          Bhai jab tak forex kay baray main education nai ho gi aap ki us waqat tak aap kasay earn kar saktay hain, aur patience to bohat bad ki bat hay, sabar to aap nay us waqat karna jab aap trading ko seekh kar trading kay qabil hojayn ,
          • #125 Collapse

            humein is kaam ko sabar k sath karna chahiye koi jald bazi nahi karni chahiye,greed nahi hona chahiye,humein is kaam ko seekhne k bad he karna chahiye,aur phir demo pe ziyada say ziyada practice karni chahiye,hum isko jitna ziyada learn kar k krein gay utna he acha trade kar skein gay
            • #126 Collapse

              bilkul theek kaha brother apny me apki bat se 100% agree kerti hon forex trading k business me aany se pehly iski bohat si knowledge aur education leni bohat zarori hoti hai hai is liye forex me seekhny k baad hi aana chahye
              • #127 Collapse

                Assalam o alaikum friends, education aur patience dono hi success k liye bohat zarori hay, agr in mein set bohat aik bhi cheez hay, lekin bohat hi achi cheez ye hay k hum dono pe focus kartey hain, to hum kaamyaab ho Jaen gay, trade mein bohat zarori in cheezon ka hona zarori hay
                • #128 Collapse

                  iss business myn hmyn cahhye k hmyn donoo cheezein per he dehaan deina chahye ,, patience oor education donoo he iss business myn main hein oor bohat zaroori hein success honne k liyee ye donoo agar hum kr ln tuu bohat suceess milley ge ...
                  • #129 Collapse

                    forex trading jahan buhat potential profits denay wala business hay waheen is me sound knowledge ke bhi buhat zarurat hoti hay or iskay saath saath ap ko patience se bhi kaam lena hoga iskay bina market me survival tuff hay
                    • #130 Collapse

                      Bhai jna mai apko btana chahoo ga k dono hi cheezay bohat zroori hoti hai forex market mai trading krnay k liye.Q k agr trading say related knowledge gain na ki jaye to acha experience nhi milta hai or agr experience nhi hoga to trader profitable krnay mai kamyab nhi ho paye ga or patience less ki soorat mai trader ko loss ho skta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #131 Collapse

                        education ho tou hum forex trading jald he seekh jate han lakin education must nahi hai bus thori knowledge chahiye computer orforex trading ki or jahaaaan tak baat hai paitence ki tou sabar humhe bahot kamayab banata hai forex main q k iss bsuienss main sabar se he profit hota hai isliye he hum scalping or heding use karte han.
                        • #132 Collapse

                          mery khyaal say trading main education ka bhi role to hai.agar daikha jaey to har ik field main education ko importance di jaati hai.forex trading main bhi education ki boohat importance hai.agar aap educated hain to phir aap kay liey market ko samjna easy hai or aap achi earning bhi kar sakty hain.
                          • #133 Collapse

                            There are two main things in this business of the forex trading that you should always keep in mind while trading that is you should have proper knowlege of trading and 2ndly should should have proper level of patience in order to get proper profit.
                            • #134 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum ye dono cheezan he forex trading kay business me important hoti hen aur apni apni jagah par dono ki zrorat hoti hay aur ager koi educated be ho aur wo patience say is business ko karta hay to aur be acha earn kar sakta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Education of the paksitan forum trading agar pakistan forum trading agar ap pakistan forum trading agar ap
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X