Can you really trade without emotions.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yeh to natural hota hy keh hr insan trading key doran emotional ho jata hy aur sometimes aggressive ho kar aur sometime happy ho kar jald bazi main decisions leta hy, jis ki waja loss ho jata hy. Hamain kisi bhi condition main emotional ko control main rakhna chaheye takeh koi big mistake na ho jaye aur aap ka bana banaya howa profit zaya na ho jaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      nahe mery bhae main easa nahe ker paa raha hoon main emotions lalauch k sath market main enter hota hoon jes ki wja say mujehy us main boht loss ho chuka hai our loss main hoon app ko bhe sachai k sath he us main kaaam kerna ho ga
      • #63 Collapse

        dear ye ho hi nahi sakta hay k trading karty time koi trader emotional na ho jaye jab b kesi trader ko loss ho jata hay us ka emotional hona ye insan ki fetrat (nature) me sahmil hay.
        • #64 Collapse

          aisa karna mushkil hota hai lekin karna parta hai agar naa kia jaae to phir ham profitable trade nahee kar sakte hain is lye trade main sab se pehle apne emotions ko control karna hota hai aor ye ham khud hi kar sakte hain apne aap ko samjha kar
          • #65 Collapse

            jee haan bhaii ma zaida tar tw apni emotions ko control rakhta hu ta k kisi kisam k nuqsan honay sy bach jaow but kbhi kbhi ma bh market ko daikh k emotions ma a jata hu aur ye emotions kbhi kbhi nuqsaan ban jatay hain is liyay hmain chahiyay k hm apni emotions ko control ma rakh kr trade krain
            • #66 Collapse

              Yes and its a very important thing and many people are saying this is the very good job of the world and i am happy because this is the perfect source of the world wide and i am happy because its job of the world wide international level business and i am happy to says you its good thing of the world wide organisation business and i am enjoying this job day by day.
              • #67 Collapse

                Hum forex market mai with out emotion trade kr sakty hai likan es kay lye zaroori hai k forex market ka knowledge aur experience ho tou hum forex market mai asani say emotion ko control kr kay trade kr sakty hai.
                • #68 Collapse

                  nahe g aisa ho nahe sakta k koi banda with out emotion trade kar lain . q k jab ham forex main order lagaty hai to us time tak ham sakoon se nahe baith sakty jab tak ham ko wahan se koi profit main excution na ho to is lai lazman emtion a jaty hai per ham apny experience se is ko kam kar skty hai .
                  • #69 Collapse

                    no kbi trade emotion ma na kary q ka asy ham ko loss b hu sakta hi as lya jb b trade kary husly sa kary awor himat sa kam la kar paher trade karni cahyea as trh ham ko loiss kam hu ga agr ham kasi dabao ma aa kay trade kary gay to ham ko loss sa koi na beacha sakta as lya Forex na ham ko itny achy trader dya hi an ka comment ham ko read karny cahyea
                    • #70 Collapse

                      ye possible nahe hai hum aksar trade emotions main aa k k kertaay hain jes ki wja say humean loss zeada hota hai our ager hum learning ker k karen to pher humean us main acha profit mily ga
                      • #71 Collapse

                        trading 1 business hai or mery khyal se agr hm es ko skills or experience k sath krain to hmain acha profit ho sakta hai easily.main abi tk to demo account use kr rha hu or mery khyal se agr hard work kia jay to kbi b hmy koi mushkil nhi ho sakti or hm emotions ko ignore kr sakty hain.
                        • #72 Collapse

                          emotions ke bina he businessman bana ja sakta hai or apne business ko successfully run kiya ja sakta hai aap agar is business me kamana chahte hain or yeh chahte hain ke is ke hote hue or kisi job ki aap ko need na rahe to forex me mehnat karen apne aap ko lalach se bacha kar rakhen jitna ho sake mehnat karte rahen to phir aap is market se lagtar kamate reh saken ge .
                          • #73 Collapse

                            emotion kay baghir trading mumkin nai hai kion ke ager insan trading karin gaay tu emotion zaroor involve hon gaay trading mai b . lakin asal baat yeh hai ke traders ko try karine chaiye ke in ke trading mai emotions ke involvement kam say kam ho tu woh ziada achi trading kar sakin gaay . traders ke emotions per jitna ziada control ho ga trading mai b itne he achy result mily gaay.
                            • #74 Collapse

                              dear trading mein ap emotion k sath work nahi kr sakty is liye hamesha trading mein kamyab earning k liye apko hamesha ek acha trader banana zarori ha jis sy ap bohat he acha profit earn kr sakty ho or kamyab earning kr sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Bikul ni app emotions k bina trade kar he ni sJte ho Sp jab b trade karte hi app emotional ho he jate ho app ka thora b loss ho jye ap usu time emotional ho jate ho
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X