Wo log jinhain post karnay kay doran wait karnay ka message ata hai isay zaror parhai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wo log jinhain post karnay kay doran wait karnay ka message ata hai isay zaror parhai
    Dosto boht say log shekayat kar rahay hain kay ap ko post kartay hoye wait ka message ajata hai is ke kya waja hai ? Main ap ko batata hon kay is ke kya waja hai is ke waja hai kay ap nay boht say spam thread banaye hain ap kabhi apnay threads key tadad daikhain... sab logon ko yahan lagta hai kay thread bananay say bonus zeyda ata hai aisa nahen hai jo thread banay hoye hain unhain repeat karnay say ap ka bonus zeyda nahen hoga balkay ap ko post karnay key limit ajaye ge.

    Thread bananay ka matlab hota hai kay ap kisi ssay koi question puch rahay hain ya share kar rahay hain kuch .. lakin yahan par har user nay 200 say uper thread banayen hain jo kay sab spam hain ya repeated hain..

    Is ka hal :


    Is ka hal sirf yahe hai kay ap nay jo spam threads banayen hain unahin check karain kay wo kahain pahalay say forum main mojod tu nahen ager hain tu un key neshandahi kar kay ap moderators ko batayen apnay repeated thread ka link send kar kay or unhain kahain kay usay delete karday takay ap aram say post kar sakain..

    ager hum apany forum ko spam say bhar dain gayy tu hamara bonus kam hota jaye ga or aik din ya forum ban kardea jaye ga phir ap aram say ghar baith kar tv dekheya ga..

    Please thread bana bana kar forum main spamming mat karain shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wo log jinhain post karnay kay doran wait karnay ka message ata hai isay zaror pa

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Twouch پيغام ديکھيے
    Dosto boht say log shekayat kar rahay hain kay ap ko post kartay hoye wait ka message ajata hai is ke kya waja hai ? Main ap ko batata hon kay is ke kya waja hai is ke waja hai kay ap nay boht say spam thread banaye hain ap kabhi apnay threads key tadad daikhain... sab logon ko yahan lagta hai kay thread bananay say bonus zeyda ata hai aisa nahen hai jo thread banay hoye hain unhain repeat karnay say ap ka bonus zeyda nahen hoga balkay ap ko post karnay key limit ajaye ge.

    Thread bananay ka matlab hota hai kay ap kisi ssay koi question puch rahay hain ya share kar rahay hain kuch .. lakin yahan par har user nay 200 say uper thread banayen hain jo kay sab spam hain ya repeated hain..

    Is ka hal :


    Is ka hal sirf yahe hai kay ap nay jo spam threads banayen hain unahin check karain kay wo kahain pahalay say forum main mojod tu nahen ager hain tu un key neshandahi kar kay ap moderators ko batayen apnay repeated thread ka link send kar kay or unhain kahain kay usay delete karday takay ap aram say post kar sakain..

    ager hum apany forum ko spam say bhar dain gayy tu hamara bonus kam hota jaye ga or aik din ya forum ban kardea jaye ga phir ap aram say ghar baith kar tv dekheya ga..

    Please thread bana bana kar forum main spamming mat karain shukrya.
    Sahi kaha dost ap nay main kudh ya daikh raha hon kay log sirf threads banatay hain or shekyat kartay hain kay unhain wait karna parta hai mujay tu posts kartay hoye kabhi wait karnay ka error message nahen aya main jitni chahon din main posts karta hon kyon kay main nay threads kar kay forum main spamming nahen ke ap ka boht shurkya kay ap nay itni achi post kar kay hamain agha kea.

    اب آن لائن

    Working...
    X