Loss hone par Hosla kabhi na Harain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone par Hosla kabhi na Harain
    Dear members, dunia ke kisi b business mein loss aur profit sath sath chalte hain, kabhi zyada loss to kabhi zyada profit, aur forex to aik bohat bada online business ha jis mein loss aur profit ka ratio b bohat zyada hota ha, ismein kamyaab hamesha wo hi rehta ha jo loss se kabhi nahi darta aur hosla nahi harta , isi liye loss ki waja se kbhi apna dill na chota karain balke har bar himmat aur hosle se agey badhne ka sochte hue mehnat jari rakhain to kamyaabi aik din zaroor hamara muqdar bane g.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

    G bilkul business koi b ho us m profits aur loos to hota hi Hy lekn hum ko hemat nhi harni chaheay balky apni koshish ko jari rhkna chaheay aur aur mehnt sy apna kaam krna chaheay aur kamyabi hasil krny ki koshish krni chaheay aur PR mehnt ka phal zror milta Hy es ly loos huny pr hum ki hemt nhi harni chaheay
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

      Bahi forex ak asa business hai jis mai loos zayda hai or agr ap tohra expert hain tu ap ko profit bi hota hai is lia agr ap ko forex mai loos ho jaya tu hosla nahi harna chaya kiun ka loos huma learn krwata hai ka hum na kia mistake ki hai or kasa is mistake ko door kia jaya is lia dear member loos hona pr huma apna ap ko control mai rakhna chaya apna hosla nahi harna chaya
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

        Jee mere bhai koi bhi business he us main loss oar profit to zaroor hota he es liay forex main bhi loss zaroor hota he laken hemmat mat harain forex ap ko profit zaroor deta he
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

          Dear friend forex trading men agar los hujae to hosla bilkul nhi harna chye bilky aik new umeed key sat start Lena chye .us k liye zaruri hai analyse kar liya jae mistake Kahan hui.ur Wu mistake repeat bhi na hu.
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

            G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain hamai forex market Mai agar loss hojaye to hamai hosla nahe harna chaye balkai hamai mazeed mehnat karni chaye takai hamara jitna loss hua hai ussko ham recover Kar Sakai agar ham apni ghaltyo say seek kar trading karaingay to yaqenan kamyab ho saktay Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

              forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain jab hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy lo sky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

                forex mai loss hony ky bad be hamy har nahi manne chahey loss sy learning haisal karne chahey forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain loss ky bad hamy next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

                  g haan bhai jaan as main ham ko loss hamesha greed ki waja se hota hai aor agar kisi ko lossn ho raha ho tu ham ko us ka hosala barha na chahiy hai as main ham ko as liy loss hota hai q k ham as main greed karte hain as main greed hamra khass doshman hai as liy agar ham as main greed kare gee tu ham as main kamyab nahi ho sake ge as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare aoer hamesha greed se bach ke rihna chahiy hai aor ham ko as main hamesha lot size km rkhna ho gaa aor as main lot size km rakhe gey tu ham ko agar loss ho gaa tu as main km hi los ho ga jis ki waja se hamra account ash nahi ho sake gaa agr as main account ko bachna hai tu as main greed se bachna ho gaa aotrr kamyabi ka rsta ye hio hai as main mihnat aor bonus zyada hasil karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

                    Her loss ky bd profit ho skta ha ager him log hardwork kre gye or ager him log hardwork kre gye to him logo ko loss hi nhi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

                      Yes boss ham ko as mien agar nuqsan ho jata h tu ham ko as mien himaat nahi harna hota h agar ham as mien himaat harte hien tu ham as mien kamyabi hasil nahi ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien as lyee her bar kaam karna hota h aur ham ko kamaee kerna hota h.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone par Hosla kabhi na Harain

                        G Haan trading me aksar loss hony ki soorat me traders bht ziyada stress lete hain aur emotional ho jaty hain.. Forex me trading karty huwe Humesha sabar karein aur loss hony ki soorat me kabhi b hosla nai harna chahiye bulke mehnat kar k achi trading karni chahiye..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X