Trading k leay kya zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k leay kya zarori hy
    Dosto duniya main aasa kohi kam nahi hay jo baghar knowledge aur bagher exprence k kar sakian instaforex main tu exprence aur knowledge k baghar aap profit hasil kar he nahi sakta hain aur exprence aap trade per zayada sa zayada kam kar k he hasil ho sakta hay us k laya aap demo account bana kar be trade kar saktay hain jitni zayada trade karan ga utna he exprence aur knowledge hasil ho ga jis sy ap profit gain kr skty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k leay kya zarori hy

    Dear friend ap ki bat se agree karti hun forex men trading key liye zaruri hai key ham apny knowledge ur experience ko improve kren zyda se zyda practice karen ur forum pe bhi time den forum bhi hamri learning ka zariya hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k leay kya zarori hy

      bilkul bhai Apne thik kaha hai trading ke liye mehnat bahut Zaruri Hai Kyunki forx py Jab aapke paas Mukammal knowledge aur experience nahi hoga ap profit earn nahin kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Trading k leay kya zarori hy

        Dear member forex trading ky liyay experience aur knowledge bahout zaroori hai agar hmary pas market ka knowledge nahi ho ga to hmaien loss ho sakta hai aur is ky ilawa agar hmaien experience ki kmi ho gi to trade main loss ho sakta hai is liyay trading ky liyay knowledge aur experience bahout zaroori hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading k leay kya zarori hy

          sir trading k liya mehnaat bhot zaroori ha trading k liya humera pas knowledge or experince wagra yeh sub cheza hona bhot zaroori ha tab he hum iss main kamiyaab ho sagtye hain jab humera knowlegde inn chezo main acha ho ga humain chiaye k hum inn main zada sy zada mehnaat karye thk hum iss main kamiyaab ho sakuyee humain iss main zada mehnaat akrni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading k leay kya zarori hy

            trading k liya mehnaat bhot zaroori ha jab hum iss main mehnaat karta hain toh hum iss main bhot kam waqat main iss main trading karna seek lata hain lakin humain trading k saat saat demo account ko be use karna chaiye Q k us main tab he hum kamiyaab hota ha jab humera pas acha sy trading k related knowledge ata ha humain iss main mehnaat zada krni chaiye thk hum iss main kamiyaab ho sakiyee
            • #7 Collapse

              Re: Trading k leay kya zarori hy

              Forex trading business main ap Kay pass trade karnay kay liyay market Ka knowledge hona baht zaroori hy kun kay agar ap market Kay baray main nahi jantay to ap trade nahi kar saktay ap ko chahiye Kay market Ka knowledge rakhayn
              • #8 Collapse

                Re: Trading k leay kya zarori hy

                yes dear hum forex me exprience or knowledge kay begair bilkul b forex se profit earn nehi kar saktay hain dear bina analysis kay aik ya 2 trades profit chali jati ha phr bad me loss consistent profit earn karnay kay liey knowledge ki need hoti ha jo ap is forum se hasil kar saktay hain or demo account me practice kar kay exprience gain kar saktay hain is tarah ap ki trading profitable ho sakti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k leay kya zarori hy

                  forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is ma part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex aik real buisness hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k leay kya zarori hy

                    g haan bhai jaan apne thek kaha k trading kliy zarori hai k hamare pass experience aur knowledge hona zarori hai aor as main hamare pas agar knowledge hai tu ham as main kam tu kar sake gey likn ham as main se earning kamyabi se earning nahi kar sake gey as liy ham ko chhiy hai ke ham as main knolwged kee sath sath experience bhi hasil karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge aor ham ko as main ache se bhi kam karna chahiy hai aor agar ham as main kam karte hain aor ham ko chahiy hai kee ham as main bophat hi zyada as main se experience aor knolwgedge hasil karne ki kushsh bhi karna chahiy hai aor ham ko as main aik acha members ban kar bhi kam karna chahiy hai aor ham ko is mein experience hona zarori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k leay kya zarori hy

                      Boss ham ko as mien trading mien kamyabi k lyee hamain as mien sirf mehnat karna hota h aur ham ko as mien her bar jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h aur ham ko kamaee kerna hota h jo b mehnat kerta h us ka as mien as ka sila zaror milta h as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien kaam karna hota h.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k leay kya zarori hy

                        hanji bhai sahi baat hai kay dunia main aisa koi kaam nahi hai k jo bgair sekhy ajay har kam karny kay les us kam ko sekhna parta hai us main dil lgaana parta hai us ka knowledge or experience iktha karna parta hai phir he he ham us kam mainn sucessful hoty hain bilkul same forex bhe yahi hai kay jab tak is main dil nahe lgao gy isko time nahi do gay to ap is main kamyab nahi hio saken gay is lea is main kamyab hony kay lea bohat sara knowledge lain or ziada say ziada experience share karenj
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k leay kya zarori hy

                          Ji haan dost bilkul sahi kaha trading ke liye sabse jyada jaroori to hamare paas ja hai ki hum is par jyada se jyada knowledge aur athentic information ke sath work Karen then phir hi Ham is business par acchi earning kar sakte hain aur Pakistan forex t9 sabse badiya business hai jald earning karne ka bus is main aapko acche se taiyar karna hogi aur trading karna hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k leay kya zarori hy

                            dear brother ap ne achi bat share ke hae main ap se bilkul agree karta hun..trading ke liye expeience bahut zarori hae jo ke hum demo account se le sakte hain ya phr koi senior member apko guide kar de to or bat hae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k leay kya zarori hy

                              Dear forex trading ky liyay experience aur knowledge bahout zaroori hai agar hmary pas market ka knowledge nahi ho ga to hmaien loss ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X