Trading jazbati logon ka kam nai hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading jazbati logon ka kam nai hai
    Trading kay doran ager traders apni trading kay decision jazbat mai aa karty hain aur loss ya profit honay ke baad jazbat mai aa kar jaldi jaldi trading position open karty hain tu phir iss trah kay traders ka forex business mai kamayabi hasil karna kafi mushkil hai. trading karnay ke liye emotions / jazbat ko control karna lazmi hai. iss baray mai app ka kiya khayal hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

    G han bilkul forex aik business hai sur business main emotions ki koi value nahi hoti agar hm apny emotions ko control main rakhain gay to hi hm forex main kamyab ho sakty hain forex main kamyabi ky liyay emotions ko control karna seekhain
    • #3 Collapse

      Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

      G haan sir apki bat thek ahin forex jazbati logoo k liy nahi hai is mein aik sabar karne wala log kam karna chaiye is mein sabar karne wale log hi kamyab hote hain ham ko is mein sabar k sath kam karna chaye tab ja kra pa is mein kamyb ho sakte hain aur is mein earning kar sajkte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

        trading humesha jazbad logo ko loss dati ha humain chaiye k hum jab be iss main trading karye toh humain iss main apna jazbaad pr control rakna chaiye thk hum iss main fidaa be hasil kar sakiye humain iss main kabi be zada overconfidence pata akr k trading kbi nahi karni chaiye humain iss main jazbad pr kahboo rakna chaiye thk hum iss main kamiyaab ho sakuye
        • #5 Collapse

          Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

          yes dear trading k doran kabi b jaldbazi nhe karni chahiye loss k chacnes 100% ho jate hain agar jalbazi say kaam lete hain tu forex un logo k liye bilkul b nhe hain jo jaldbazi main kaaam karte hain trading bhot he wait kar k karni hoti hain merekt main pin baar and or asy wasy py jo trader kaam karr rahy hain uso follow karna hain dear
          • #6 Collapse

            Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

            hamy jazbat mai aa kar kam nahi karna chahey forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain forex ak aam business ke nisbat acha business hain is mai hum apny boss kud he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

              g ahn ap ny bilkul sahi bat ki hai or main ap ki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jo jazbati tradors hoty hain wo kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain es liye kbhi bhi jazbati ho kar trading na karen es se apko loss hony k chances boht hoty hain or ap kbhi bhi apni trdaing main kamyab nahi oty hain jub tak ap jald bazi karty han or ap acha profot kbhi bhi hasil nahi kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

                forex mai kam kar ky hum bonus gain karty hain hamy is mai jazbt ko qabo mai rahk ky kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum isy apna profesional career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

                  jazbat mai aa kar kam karna matlab loss ko dawat dena forex aik international business hain is mai kamyab hony ky liye hamy jazbat ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account banned ho jy ga forex ak world wide business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Trading kay doran ager traders apni trading kay decision jazbat mai aa karty hain aur loss ya profit honay ke baad jazbat mai aa kar jaldi jaldi trading position open karty hain tu phir iss trah kay traders ka forex business mai kamayabi hasil karna kafi mushkil hai. trading karnay ke liye emotions / jazbat ko control karna lazmi hai. iss baray mai app ka kiya khayal hai ?
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business mein un logon ka koi Kam Nahin Hai Jo Apne emotions per control nahin kar sakte Kyunki isane lost bhi bahut jyada hota hai aur profit bhi bahut jyada hota hai isliye Ek emotional Bande ka Forex mein Gujara Nahin ho sakta
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading jazbati logon ka kam nai hai

                      hamy jazbat ko cover karna ho ga hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X