Loss ya profit kaam py fark ni prna chye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ya profit kaam py fark ni prna chye
    Frndz forex mien aa ker es bat ka qail hoon k agar hamain forex mien a aker trading mien loss ho jata hai to hamain es mien aa ker dil chota na kerna chhaye q k loss or profit aik dosry k sath sath chalty hien es lye hamain forex mien aa ker hamain yeh bat na sochna chhaye k es mien hamain her cheez say azad ho ker kam kerna hota hai ager hum forex mien trade ko stop ker dety hien to wo bee hamain halat ko dakh ker he stop kerna hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

    Dear friend ap ki bat thik hai. Baki tamam business ki tarhan forex trading business men bhi profit bhi hu skta hai ur los bhi to hame dono conditions key liye ready rehna hai profit ya loss ka hamre kam pe asar nhi parna chye.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

      G han bilkul forex main loss aur profit dono hi forex ky parts hain is main hmaien loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai is liyay loss ya profit ko khud par sawar mat karain balky apny kam py concentrate karain jitni tawajo say kam karain gay utna hi jaldi hm kamyab houn gay
      • #4 Collapse

        Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

        han ap bilkul sahi kah rhy ha forex par ham logo ko profit aur loss dono hota ha aur forex par ham logo ki trading ma koi be faraq nai parna chayai beshaq ham logo ko loss aur profit ho aur ham logo ko forex par apna emotions ko control kar ka hi trading krani chayia aur aisa trading sa hi forex par earning possible ha aur ham acha trader ban sakhta ha
        • #5 Collapse

          Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

          G han dear ap bilkul thek keh rhy hain.business main loss ya profit hota rehta hai.isi tarah forex main bhi loss aur profit hota hai..forex main agar loss bhi ho jaye to naumeed nhi honi chahye forex per work karna nhi chorna chahye. jo log forex main jald hi naumeed ho jaty hain un ka forex main kamyab hona mushkil ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

            G sahi kaha ap ny loss ho ya profit hmy apna kam jari rkhna chaye apni posting krty rahyn or or trading jari rkhy loss or profit hota rehta ha uski tension ni leni chaye or hmy apna kam jari rkhna chaye or koshish kryn k jo loss ho hmy usko recover kryn
            • #7 Collapse

              Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
              Frndz forex mien aa ker es bat ka qail hoon k agar hamain forex mien a aker trading mien loss ho jata hai to hamain es mien aa ker dil chota na kerna chhaye q k loss or profit aik dosry k sath sath chalty hien es lye hamain forex mien aa ker hamain yeh bat na sochna chhaye k es mien hamain her cheez say azad ho ker kam kerna hota hai ager hum forex mien trade ko stop ker dety hien to wo bee hamain halat ko dakh ker he stop kerna hota hai.
              Trading Karke traders Book Profit Hoye loss for traders Hamesha apni trading se learn karte rehna chahiye aur mehnat Karke trading Karni chahiye hardworking Karke trading nahi karenge to profit Mein hi hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

                yes dear agar hum sab trader ko loss ya profit hota hain tu humhain chahiye k kabi b dil chota na kare hum profit adn loss dono hamari life ka hissa hain dear profit and loss forex main hota rahy ga dear forex main agar loss milta tu koi b forex na karta is liye loss haar mil jy tu humhain chahiye k hum next koi b trade opan kare tu soach smajh kar kare and thek entry point say kare
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

                  forex mai agar hum acha knowledge or experience hasial kar ky kam kary gy to hamy acha profit milta hain or agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

                    g haan bhai jaan main ap ki bat ko manta hon as main jo logh kar karte hain aor jo as main mihnat se kam karte hain woh hi as main kamyab hota hai aor jo as main mihnat nahi karte hain wo kabhi bhi as main kamyab nahi hote hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as main hamesha mihnat se kam karte rahe tab hi ham as main kamyab trader ban sake gey aor ham aghar mihnat se kam nahi karte hain aor as main time pass hi karte hain tu ham as main kabhi bhi amyab nahi ho sake gee as liy ham ko kamyab hone kee liy mihnat karna ho gaa aor haan an dono main farq zaror hai loss aor profit main
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

                      hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy loss ko or profit ko qabol karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ya profit kaam py fark ni prna chye

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai jab kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X