Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???
    G my dear fellows mai ye khaina chata hun kay ager hum se forex mai koi ghalti ho jati hai tu humain chaye kay hum apni us ghalti ki waja se seekhain aur next time care full rhain tabhi hum aik achaye trader ban saktaye hain kiyu kay koi bhi trader ye ni khaye sakta hai kay kabhi us se forex mai ghalti ni howi ho gaye ghalti zaroor hoti hai har aik se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

    han ap bilkul theek kah rhy ha forex ho ya real life mistakes to insan sa hi hoti ha aur ham logo ko in mistakes par rohna ka baja in mistes sa sabak seekhnay chayia aur is tyra hi forex par ham logo sa jab be mistake ho jati ha to ham logo ko ik acha trader ki tyra in mistakes sa sabak seekhnay chayai aur un mistakes ko kabhi be dobra sa repeat nai karni chayai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

      G ham bahi sahi kaha ap na insan tb tk learn nahi krta jab tk khalti nahi krta is lia forex mai khalti s huma learn krna chaya ta ka huma dobara woi kahlti na karian or hum acchi earning kar sakia kahlati bi ak teacher ka kam krti hai kahlti jab forex hoti hai tu hum os s kafi kuch learn ke sakta hain ka kahlti kiun or kab or kasa hoi or ahinda kia karain ka kahlti na ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

        hamy forex mai apne har aik mistake ko avoid karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

          g bilkul forex main infect koi b business ho hum galti say hi sikhty hain or jub tak hum koi galti ni karen gay tab tak hum seakh ni payen gay or practice karny say hi hum galti karty hain or isi galti say hi hum seakhty hain is liye humy practice karty rahna chaye ta k hum expert ban jaen .
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

            haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hai Ke Main Insaan mistake se hi Sikha Hai hamein chahiye ki hum mistake 9 Karen aur is main kahan par hainAgar Hamein earning karna hai to isliye Hamesha hi kya Hum isme pura Dhyan De
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

              forex ke karobar mein humen apni galtion se he sekhna chahy forex aik successfull karoba rh ejis mein hum earn ker ke achi learning be kerty hein forex aik kabi na band hony wala karobar he jis mein apni gation se kamyabi ka rasta nelkalty hei forex aik legal karobar he jis mebary bary momalik trading kerty forex aik acha or kamyab karoba he jis mein hum mehant se apni jaga banaty hein
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

                g han forex main nhi kisi bhi kam main kamyabi tab hi banda hasil karta hai jab tak us kaam main ghaltian banda na kren is tarhan agar ap se koi ghalti ho jati hai to preshan na hon mehnat jari rakhian ghaltion se hi insan seekhta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai gjalti he say insan seekhta hai???

                  agar hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasa koi or business nahi hain forex mai hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex mai hum ache learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain forex aik international business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X