Lose trading ka hisa hai so don't wary about it???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose trading ka hisa hai so don't wary about it???
    My dear fellows assalam alukum dear sub members kaisaye hain mai ye khaina cha rha tha kay aksar hum nay daikha hai kay forex trading mai humain jub lose hota hai tu hum bhut he zayda emotional ho jatye hain aur parshan bhi ho jatye hain tu humain aisa ni karna chaye balkay sabar kay sath apnaye kam pay focus daina chaye kiyu kay kamyab wo he hotaye hain jo gir kay sinbhaltaye hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lose trading ka hisa hai so don't wary about it???

    walakium salam ao sahi kah rhy ha forex par jitna proift ha is ma utna hi lose be ha is liya ham logo ko jab be profit hota ha ham log boht hi khush hota ha aur jab ham log ko is ma loss hota ha to ham log tension ma aya jata ha aur over trading karna ki koshish karta ha jis ki waja sa un logo ko aur loss hota ha is liya ham logo ko forex par sabr sa kam laniya chayai

    اب آن لائن

    Working...
    X