Emotional traders in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional traders in Forex
    Forex is a technical and scientific business. ... Emotions are good but not in business, forex or stock trading. If you are an emotional person, you should not try forex trading unless you learn to control your emotions and use your knowledge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional traders in Forex

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me hamen forex trading business me do chezon pe dehan or control karna chahye ek to hamen apny lalach pe control karna hoga qk lalach aesi buri chez hai jo hamry earn kye hoy profit ko bhi waste karwa deta hai 2nd trading me hamen apny emotional pe qabo rakhna chahye qk is me hamen loss ki sort me mazeed loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Emotional traders in Forex

      Dear friends forex may emotional trader kabi be kamyb nahe hotay bulkay ko be banda forex may emotional hoo k trading karta ha to kabi na kabi nuqsan ke zad may a jata ha aur us ko loss k sawa kuch nahe milta aur us ke sari trade loss may chali jati hain.
      • #4 Collapse

        Re: Emotional traders in Forex

        Dear friend ap bilkul thik keh rhy hain forex trading aik business hai ur business men kabi bhi emotional hu kar kam nhi karna chye bilky relaxed rhen market analysis key bad trade lagen ur profit ke sat los key bhi khud ko ready rkhen.
        • #5 Collapse

          Re: Emotional traders in Forex

          dear mai ny jo andaza kiya hy wo yi hy ky is forex ki market mai chand chezy aisi hoti hy jin per ager hm log kam kerty hy tu bahut hiasani ky sath hm log is riski kisam ki market per kam ker sakt hy wesy ager daikah jay tu forex mai jo main chezy hy jin per hm logo ka control ka hona bahut zarori hy un mai sy ik yi hy ky hm logo ko apny emotion per control kerna bahut hi zarori hota hy tabhi hm log ap ni trade ko sahi simat mao dall ker acha khsas profit haisl ker sakty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Emotional traders in Forex

            dear friend forex trading mn emotional trader kbi kamyab naen hotay jo trader emotional ho kr trade lgatay hn woh hmesha loss k sath apna account bhi wash krwatay hn aur jo apnao emotions pr control rakhtay hn aur hmesha soch smjh kr trade lgatay hn woh hmesha kamyab hotay hn
            • #7 Collapse

              Re: Emotional traders in Forex

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Garam Pakistan Forex mein bahut hi accha trading karna chahte hain toh main kabhi bhi emotional hokar trading nahin karna hoga Agar Hum emotional hokar trading Karenge to Hamein Pakistan Forex mein bahut bada nuksan ho sakta hai isiliye Hamein kabhi bhi trading karte waqt emotional Nahi Hona chahie thanks
              • #8 Collapse

                Re: Emotional traders in Forex

                Dear friend aapne bilkul sahi baat ki hai agar koi trader emotional hokar trader Karega to voice Mein Kabhi Bhi Kamyab nahi ho payega aur Jyada Se Jyada loss Hamesha hi Ke Hum trade karte hue Apne emotional par kabo market Kochi to analyses Karke free-trade Lagaye
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional traders in Forex

                  Dear friends forex trading main emotional log kamyab ni ho skty forex trading main wohi banda kamyab hy Jo cool mind r saber k sath trade kr k apni earning krty hy jaldbazi ni krty r lalch ni krty. Is ly him ko chahye k ziada mehnat krain r be loyal to trade to earn more.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional traders in Forex

                    Forex aik business hai aur is main emotions log kbhi bhi kamyab nahi ho sakty business main emotions ki koi value nahi hoti is liyay hmaien cahiyay ky forex main kam karty howy hm apny emotions par control rakhain aur dhayan aur tawajo say forex main kam karain to hi hm kamyab ho sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional traders in Forex

                      bhai jan agar ap is mein trade kar te hain to ham ko is mein apne emotion ko cotrol karna chaiye apko is mein mehnat karni chaiye is mein apko mehnat karni chaiye agar ap is mein mehnat kar te hain to ap is mein kamyb ho sakte hain aur ap is mein profit earn kare sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional traders in Forex

                        yes dear main aapki baaaat say agreee karti ho forex main agar emotional khatam kar lete hain tu mazeeed or b kamyab ho skte hain forex main emotional wale trader 90% wale loss wale trader main aa jate hain dear is liye agar emotional pay contral nhe kare gy tu forex main haar trade maina loss lazmi mil skta hain emotional wale trader kabi b kamyabi ki taraf nhe jah skte hain dear
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional traders in Forex

                          Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m emotional trder in forex mary khyal h k emotional treder forex m kamyabi hasil ni kr skta h q k forex m kamyabi experience se or hazr demagi or hardworking se hoti h is ly hmy ziada mehnt krni ho ge ta k hmy ziada profit mely or hm acha future bna skay or beathr zindgi guzar skay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X