hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..
    dear main yeh baat khud bhi azmaa chukka hoon k hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna chaye q k jub tak ham koi over trading nai krtay hain tab tak ham markeet main bhi save hain aur ham earning bhi achi kr saktay hain is liye jub tak hamko hamaray knowledge k hisaab say koi acha signals nai milta hay tak tak hamko markeet main enter bilkul bhi nai hona chaye q k markeet main jub lose hota hay to inhe baaton say hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

    G han bro ap ki bat bilkul thk hy hum ko aony knowledge ke mutabik hi share kren aur koi bh aisy bat na share kren jo wrong ho aur jis ki waja se dosry member ko apny trading main loss ho is liy apny knowledge ja right use kren
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

      Ager traders apny knowledge aur exeprnec kay mutabiq he trading kiya Karin tu phir is say yaqeeni toor per trading mai improvement ayie ge aur traders ko apny knowledge ko barhnay per zaroor kam karna chaiye lakin ,Ap nay bohot he achi baat ke hai ke traders ko apny apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna cahiye .
      • #4 Collapse

        Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

        Forex main jab hm apni knowledge say kam karty hain to hi hm kamyab ho sakty hain is liyay hmaien cahiyay k dosroun ko delh kar kbhi bhi trading mat karain balky hmaien apny knowledge say trading karain to hi hm kamyab ho sakien gay aur hmari earning bhi achi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

          forex ke karobar mein human apni knowledge ke mutabik kam akrna chahy aik limit mein rah ke hum acha expwreience or prodfit gin kar sakty hein forex aik acha ro profitable karobar he is mein hum apni soch aor samj se acha bonus kamaty hein forex ka karobhar karna aik cofidentent trader ka kam he forex aik acha or legal karobar he
          • #6 Collapse

            Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

            Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge haan Yeh Baat bilkul theek hai ki Hamein Apne knowledge ki Hath Mera kar kaam karna sabse Jyada Jaroori hai Shiv ke Agar Hum Apne knowledge ke Haath Mera kar kaam karte hain tu Ham Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

              Risk hamaisha utna laen jitna ap afford kr sakaen hamaen trade hamaisha apny knowledge aur experience ko dakhty howe krni chaye agr hm apni bisat se berh kr trading krny krny ki koshish krean ge tu hamaen nuqsan hi ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

                G bilkul the kha ha ap NY humy apny knowledge ki limis k mutabiq he Kam karna chaye isi me hamara faida ha warna agr hum knowledge sy hat KR Kam Kary gy to humy loss ho Jay ga Jo bad me cover karna mushkil hota ha is leay jitna ap ko experience or knowledge ho us hisab sy market ko anlaysis KR k trading Kary warna jb out of the way kam Kary gy to ap ko loss ka he samna karna pary ga
                • #9 Collapse

                  Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear main yeh baat khud bhi azmaa chukka hoon k hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna chaye q k jub tak ham koi over trading nai krtay hain tab tak ham markeet main bhi save hain aur ham earning bhi achi kr saktay hain is liye jub tak hamko hamaray knowledge k hisaab say koi acha signals nai milta hay tak tak hamko markeet main enter bilkul bhi nai hona chaye q k markeet main jub lose hota hay to inhe baaton say hota hay.
                  Traders ko trading Hamesha according to account balance for traders confirmation ke sabse Karni chahiye traders ko chahiye ke woh kabhi bhi thoda knowledge hone par Jyada trading ka risk Na Le is Unki trading acchi Nahin Hogi
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

                    ji haan apNe bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain aur Jitna Hamare Paas knowledge Hain Hamein Apne knowledge ko dekh kar trading karna hai aur kaam karna hai Jitna Jyada Hum is main kaam karte rahenge utna hi Hamare knowledge Mein izafa Hota Rahega thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hamko apnay knowledge ki limits main reh kr kaam krna sab say ziada best hay..

                      G han bilkul hamen trading men khud pay believe karna chahey or apny knowledge pay bharosa karna chahey but kabi b over confident ni hona chahey kio k over confident say hamen loss hojata hy is lye hamen apny knowledge py bharosa kar k kam karna chahey phr hamen is business men kamyabi hasil ho sakti hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X