Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai
    Sir ji mai aap se Yeh puchna Chahta Hoon Ki Hum stop loss or take profit Kyon Lagate Hain se Hamein kya fayda ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

    Stop loss and take profit lgana just aik safe side hay wo is liye k Ap ka account wash na ho jaey trading krty hwy security tips ko ignore nahin krna chahiye ye sb zrori hay aisa krny sy ap safely trading krain gay
    • #3 Collapse

      Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

      Take profit yani TP aur stop loss yani SL forex trading kay tools hain aur inn ka trading kay dauran use bahut zaroori hai apni trade ko safe kernay kay lye aur agar hum trading mein yeh use nahin kerain gay tou humain trading mein loss kay kay chances bahut zayada hoon gay
      • #4 Collapse

        Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

        Dear bro forex trading main take profit aur stop loss dono hi bahut important tools hn jo ke trader ki sahulat ke liy bnay gai hn expert trader subh hi ye dono tool lazmi use kerty hn stop loss trader ko bady loss se bachata hy jub ke take profit automatically ap ka profit secure kerta hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

          Dear Stol loss to account ki safety k ly use hota h aur take profit sy account ko improve krny mn help milti h. Es k elawa ye options apko bound hony sy bachaty hn. Jaisa k trade olen ki, dono limit select kr dain aur phir offline ho kr apna koi bi kaam krain. Apki trade jis end pe bi lgi, khud hi close ho jay gi. Profit agr na bi ho lakin stop loss ap k balance ko zayada decrease hony sy safe krta h.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

            Emotions Forex trading made emotions job the Aate Hain is Waqt Hum achchi trading nahi kar sakte isiliye Forex trading main Hamesha shop loss aur take profit ke sath kaam karna hota hai agar Hum stop loss aur take profit ke saath kaam nahi karenge to hamare andar emotion aa jayenge Aur Hum acche trading nahin kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

              Mein take profit use kerta hoo or stoploss use nahi stoploss lagane se hamesha loss hi hota agr ap us ko hold ker lo to prices dobara usi price per aa jati hai
              • #8 Collapse

                Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m take profit or stop loss q zorori hain i m totally agree with you forex m trding take profit or stop loss bhoot zorori h q k ya sb se best tools h jo expert trding k ly use krty h stop loss ap ko loss se beach h jab k take profit ap ko profit delata h
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                  Stop loss sa ap ka loss stop hota ha market ki opposite move ki soorat ma ap ki trade close ho jati ha and take profit sa ap pko profit mil jata ha our ap ki trade profit ma close ho jati ha thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                    Forex mein stop loss aur take profit iss lye zaroori hain kyun kay yeh humaray account ko loss honay sae bachatay hain aur agar hum apnay account ko loss sae bacha saktay hain tou zaroor bachana chahyea aur uss kay lye take profit aur stop loss ko lazmi use kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                      Bhai jan agare ap is mein take profit use kar te hain aur ap is mein take profit lagate hain aur apka take profit hit ho sakkta hian aur apk ai msine trade close ho ja te hain agar ap is mein stop loss kagate hai haim to apka account wash ho jane se bach jat a hain ham ko apko is mein ihatyt se take profit aur stop loss lagana chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                        Boss ham as mien jab apne aap ko mehfoz rakhna chahte hien tu ham as mien in dono ko astmal kerte hien as lyee ham ko chhaye k ham as mien stop loss k sath take profit ko b astmal zaror karian agar ham as ko astmal kerte hien tu ham her bar apne aap ko bare nuqsan sy bacha sakte hien aur her bar kamaee ker sakte hien.
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                          Juna bhajan aapne bilkul theek kaha hai aur main aap ko apni Hriday na Chahta Hoon Ki take profit aur top 10 lagana lazmi hai Kyunki Agar Hamare do account hai tu Agar Ek Main loss ho raha ho to dusre net profit ho raha Hota Hai Is Tarah ya Dono lagana better hai
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                            DEAR agar ham as main take profit aor sttop loss ko use nahi kre gee tu ham as main kamyab bi nahi ho ge wo aese ke agar ham as mai stop loss ka use nahi kare gee tu hamra account aesa karne se wash ho skata hai nahi tu stop los hamre account ko bohat bary loss se bacha skata hai aor agar ham kisi din hamra computer hamre sath nahi hota hai tu ham ko zyada profit ho raha hota hai tu hamrae pahchne se pahle hi wo as main market hamre mukhalif simat main chali jaty hai tu fyada tu nahi hona naa agar take profit hota tu ham ko as main profit ho jata aor khud ba khud close ho jata
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit aur stop loss Kyun zaroori hai

                              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke pura padh liye Jaruri hota hai ki Hamara account was hone se save Hota Hai Kyunki Agaram take profit nahi Lagate Agar market Jada Upar Neeche Hota Hai To Hamara phone was ho jata hai isliye Hamesha hi kya Hum Jab Bhi trading take profit Laga kar Pher trading Karen thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X