Dear members, mera aap sab se ye sawal ha ke ab tak aap ne forex trading se kitna earn kia ha? Main to abi forex ko seekh raha hoo , thodi bohat real trading b karta hoo lakin abi tak itna profit earn nahi kia jise main withdraw karwa sakoo, aap sab apni rae dain is barey mein?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим