loss ki soorat mn himat naen harni chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki soorat mn himat naen harni chayay
    dear friends mn tmam forex membran sa kehna chahon ga k loss aur profit business ka hissa hota ha aur apko loss honay pr himat naen harni chayay balkay loss ki waja tlash krni chayay aur woh ghalti dobara naen krni chayay jiski waja sa loss howa ho aur pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

    G han Loss ho sakta hay kesi be trader ko magar es loss ki waja se kabi be himat nahi harna chaye agar traders himat hi har jaye gey to us key ley kamyabi hasil karna asaan nahi hota hay, es ley hope ko strong rak kar traders ko trading karni ho gi, jo traders himat nahi harta kamyabi be esy traders ko hi mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

      Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se tension nhi leni chahiay balkay loss ka mukabla karna chahiay aur loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay kiun k forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
      • #4 Collapse

        Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

        Forex ak asa business hai jis mai loos hai is lia loos hona pr himat nahi harni chaya kiun ka loos hota rahta hai or agr accha knowledge ho tu loos recover bi ho jata hai is lia himat mat harian loos recover bi ho jata hai is lia gahbrama ki zarorat nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

          loss aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy loss ky bad saber karna ho ga loss hamy apne he waja sy hota hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik international or legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

            Himat nai harni chaiye Loss or profit to hty rehty hain life me focus kr k kam krna chaiye taky Agli bar loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

              mera bhi yahi khayal hai k jo loss k bad himat se kaam leta hai to wohi hamisha forex trading main kamyab hota hai kyun k ghaltion se seekhta hai our dobara woh ghalti bilkul nhi karta yahi ek kamyab trader ki kamyabi ka razz hai
              • #8 Collapse

                Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he acha sawal hai humko is main loss hota rehta hai hamein loss ki surat main bilkul nai ghbarana chy loss our profit iss business ka hissa hain hamein apny loss say sabaq hasil kerna chy loss he hamara bhut bara teacher hai.................
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

                  loss or profit to business ka hisa hoty hain hamy profit ko kusi sy accept karna chahey or loss ho jyny ki sorat main nimat nahi harni chahey hamy is ko sabar sy accept kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham again loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik world wide business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

                    Asalam o alikum Gee haan forex aik bohat acha business hai jab hum business krtay hai tu iss baat ko mind mein rhkni chaiy iss mein hum ko loss bi ho sakta hai business mein kamyabi hasil krna ka Lia knowledge or experience hona chaiy Aap ka pass experience nahi hota tu app acha business nahi Kar saktay kiss say Aap ko loss ho sakta hai iss Lia loss hona say Himat nahi harni chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

                      Yes friend Hamen chahie Claus ke Himmat Mein ham log Ko Dekhkar Ham Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham last Mein Pareshan Honge yaar ismein Himmat Nahin Karenge to kabhi bhi Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte Har Waqt Ham apna hi loss Karenge Forex mein se behtar hai ki Ham ismein Himmat Karke kam Karen aur kamyabi Hasil Karen.......
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki soorat mn himat naen harni chayay

                        jab ham koi kaam kerty hein to hamin loss bhi ho jaa hy or ham us sy himat haar jaty hein or hamin kaam kerny ka dill nahee kerta lekin hamin esa bilkul bhii nahee kerna chaiy balk himat sy kaa,m kerna chaiy or apny bussniss lo agy increase kerna chaiy jab himat sy kaam lein gy to agy bharin gy na hamin kaam kerny sy ager loss ho jaiy to hamin chaiy khe ham usy increSE kerny k liy or zeada khoshis kerni chaiy ku k khoshis krny waloon ki kabhii har nahee hotiu ,,,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X