Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?
    Dear brothers forex trading men her kisi ko profit nhi milta aur ziyada tar logon ko loss hota hey lekin agar musalsal loss hota hey tu forex trading ko chorhnay ki bajay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur demo ko real account samaj kar practice karen ta k ziyada se ziyada experience hasil ho ta k dobara loss nah ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

    G han bilkul agar hmaien forex main musalsal loss ho raha hai to is ki aik wajha hmary experience ki kami bhi hai is liyay agar loss ho raha hai to trading ko mat chorain balky demo account py practice start karain aur experience gain karain aur kuch time practice ky bad dobara trading karain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

      dear brother profit aur loss business ka hissa hota ha forex trading mn agr apko bar bar loss hota ha to is sa preshan ho kr forex ko chhorna naen chayay balkay loss ki waja tlash kr k uska hal krna chayay ta k dobara loss na ho aur ap profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

        Dear bro forex trading aik complicated aur tough business hy ager ap ko musalsal loss ho raha hy to himmat mut harin bulkey mazeed learning kren aur ager koi kami hy to us ko pora kren forex trading aik aisa business hy ke jis main start main her trader ko loss hota hy lkn jo loss se seekhta hy wohi kamyab bh hota hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

          dear bhai hume bilkal be esa nai krna chaiye hume agr bar bar lose hota ha tu hume apni mistake ko fallow krna chaiye mistake se faida hasil krna chaiye is main agr hum knowledge se kam krein gy tu hume nuqsan nai hoga hume is main zada se zada menat krni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

            Agr kisi Forex trading Mein musalsal loss ho raha hai tu usko chahiye keva Bharat reading ko achi Tarah sikhe Forex trading ki learning Karen aur experience asel Karen Kisi experience wale trader ko musalsal last ho raha hai to usko Kuch Din ke liye reading stop Karde Ne chahiye aur mind ko fresh karna chahiye phr dubara fresh mind ke sath trading kare.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

              G ni dear humain jub bhi lose ho tu humain us se seekhna chaye kiyu kay ager hum seekh jataye hain tu humain lose kam he hota hai lose aur profit humaraye hath mai hota hai age hum achaye se learn karain tu hum lose pay qaboo pa sktaye hain es mai koi shak ni hai per humain forex ko kabhi bhi chorna ni chaye
              • #8 Collapse

                Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                Nahi kabi nahi loos hona pr forex ko nahi chorna chaya dear members huma mahnat krna chaya ta ka huma loos kum ho or loos hona pr huma learn krna chaya loos ak accha teacher hai dear member loos hona pr forex ko chor jana buzdili ki neshani hai is lia loos hona pr forex ko mat chorian suhkriya
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                  no sir humain iss main kabi asa nahi karna chiaye Q k har ak daar k agye jeet ha humain chaiye k humain iss bat kah kahyaal rakna chaiye k humain iss main loss ho ga zaroor aaj nahi toh kal loss paka ha humain iss main loss hona k soorat main kabi be confuse nahi hona chaiye humain chaiye k hum iss maintori or mehnaat kar k iss main woh mistake be clear ka laa jis k waja sy hum apna loss karwaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                    Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m musalsal loss ki waja chor dana chyee likn mary khyal k mutabiq forex ko kbi ni Chorna chayee q k worldwide bussiness ha is ly hmy ziada mehnt krni ho ge ta k hmy ziada loss na ho or hm ziada profit earn kr skay or beathr zindgi guzar skay is
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                      forex aik online business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik legal business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                        Mere piyare bhai jan her bande ko forex main profit nahi hota es main kise ko loss aur kere ki profit hata hai.agar kese ko her waqt loss hota hai to es ko chaye k wo bar bar apne khushish kare kabhi na kabhi wo kamyabi zaroor hasil kar le ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                          G ap ne bilkul thek kaha.forex ma har keci ko profit nhn hota or jisko profit na ho us ko trading chorni nhn chahiye balke or practice krni chahiye demo pe or nae nae stratigies check krni chahiye ahista ahista kamyab ho jate hen log or agar ap ko loss ho gya or lagataar hota raha to ap trading chor kr ose pura nhn kr sakte.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                            Dear member aapne bilkul right kaha hai agar Hamein musalsal loss ho raha hai to iska matlab hai ki Hamare Paas knowledge or experience se bahut hi kam hai aur hum market ko achi Tarah Se Na Lage nahi kar pa Rahe Hai Jiski wajah se Hamein loss pe loss ho raha hai isliye Hamein demo account par Jyada Se Jyada practice karni chahiye Taki Hum Apni weakness ko control kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya musalsal loss ki waja se forex ko chor dena chahiay?

                              Forex mai musalsal loss ka multab ya nahi k ap es business ko chor dey.Mai tou ap ko suggest kro gy k ap es business msai learning krey aur mehnat krey. jis key bad ap loss ko control kr sakty ho aur ap market mai profit hasil kro gy. Aur loss nahi kro gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X