sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.
    ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai k ap sab khariyat se honge hamein chy k ham forex pe any ka timetable bna lein sara waqt forex ko na dein iss say ham forex say monh mor sakty hain q k sara din aik he kaam ker ker k bnada thak jata hai akhir kaae usy yeh kaam chorna parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

    walikum salam dear forex mai ap ko tabhi kamyabi milti hy jab ap is mai kehan t kerty hy lehaza ag er ap jitni ziyada mehant kery gy ap utna ziyada hi is mai kamyabi hasil ker sako gy wesy ager ap is mai sara din lagy rehty ho tu ap ko kafi uktahat ho sakti hy is liay lazmi is bat per amal kery ky apan ik time table bana ly or us ky hisab sy hi is market mai kam kery ager ap pak forum per post kerty hy tu bi ik time ky sath kam kery.
    • #3 Collapse

      Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear mery kheyal me posting me hamry pory din me 2 sy 3 hour lagaty han or rhi bat trading ki to hamen apna ek target set kar lena chahye or jab wo hamra target pora ho jata hai to hamen mazeed trading na kren is tarha sy ham ham apna time bhi bacha sakty han or earning bhi ho jay
      • #4 Collapse

        Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

        Walaikum Assalam bro bat ap ny thek ki hai lekn min itna kehna chaho ga k hm itna time forex business ko zroor dyn k hmyn end py acha bonus mil jay or hmari trading k doran acha profit ho jay itna time tu zroor dena chaye hr hal min is liye sara ni tu adhy sy zada time forex business k liye zroor nikalna chaye
        • #5 Collapse

          Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

          waslam..boht he achi bat ki hy bhai ap ny...start krty time to josh min i.san kehta hy k wo din min 50 postin krta rhy ga daily base py lrkin agr 3 sy 4 din ye routine rkhi jay to ye boring jam lgny lgta hy q k sara din isy time dena prta hy ..islye thora time din pr roz din
          • #6 Collapse

            Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

            G hum ko apna ka Puri mehnt aur twaja sy krna chaheay aur Puri knowledge k sat ansar deny chaheay ha ya zrori nhi k hum hr waqt forex PR jwab Dy jesy hi AP ko time mily AP es PR kaam KR sakty hn aur apni juob ko achy sy KR sakty Hy esbk sat AP apny dusty kaam b KR sakty hn forex yahi to hum SB Jo sahult Dy RHA Hy k jb b AP ko time mily AP apna kaam KR lo
            • #7 Collapse

              Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

              jo kaam bhi kia jata hy us kaam ko karny ka ayk tariqah or us ko karny ka ayk taim hota hy afr us kaam ko us taiming or us tariqy sy kia jae ga to us main insan kaam yaab ho kar naffah kmaya ja sakta hy or agr na to taiming ka khayal rakha jae or na hi kesi hesab sy chala jae to in sorton main insan us kaam ko us karobar ko thik tariqy sy ni kar pata to mutlub yeh hy keh forex ko utna waqt din jetna diny sy ap ko forex ky sath del chuspi bhi rahy or us sy naafah bhi hasel hota rahy
              • #8 Collapse

                Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                Agar tou forex sae income lani hai tou phir forex ko time dain gay tou hi kuch hasil ho ga aur agar hum forex ko time nahin detay tou phir hum forex mein kamyab kaisay ho sakytay hain forex ko zaroor time dain aur mehnat sae kaam kerain
                • #9 Collapse

                  Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                  Forex ma kamaybi smart work se milti ha na k hard work se is lye hamain smart work karna chaye, thodi trading karain lakin ashi trading soch samajh kar k market ma entry lain is ma hamara ziadah faidah ha, bajaye yeh k ap over trading karain, market se chipkay rahain to is ma ap ka ziadah loss ho skata ha, is lye aik timetable k sath market ma in houn, thoda relax houn, fresh mind se market ma work karian is se ap ki trading skills ziadah develop houn gi,
                  • #10 Collapse

                    Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                    G han forex aik eysa business hai jis main hm jitni zyada mehnat say kam karain gay utni hi hmari earning achi ho gi lihaza hmaien forex ko time to daina hi ho ga lekin ap ki bad b aik had tak theyk hai agar hm sara din forex py kam karain gay to hm ukta jaien gay is liyay time table set kar lain par mehnat say kam karain
                    • #11 Collapse

                      Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                      Gee haan aap ki baat theek hai forex ko humain aik schedule kay mutabiq hi time dena chahyea aur agar hum koi aur kaam ker rahay hain tou uss kaam ko bhi zaroor time dain lakin koshish kerain kay forex ko jitna zayada time dae saktay hain dain
                      • #12 Collapse

                        Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                        G dear es mai koi shak ji hai kay hum forex ko jitna bhi waqat daitaye hain apni marzi se ddaitaye hain aur forex mai koi time table tu hai ni kay humain atna time daina chaye kiyu kay forex ko ager daily 2 ghantaye bhi diye jain tu kafi ho jataye hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: sara waqt forex ko na dein iss say ham kaam se monh bhi mor sakty hain.

                          hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paiosa kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X