Himat kabhi mat haaren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat kabhi mat haaren
    salaam frndz forex trading me hamen kabhi naqami ka samna hota hy to kabhi kamyaabi ka hamen kabhi bbhi himat nahi harna chyd hamesha koshish kren k confident ho kar apna kaam jaari rakhen mehnat kren uar aagy barhty jaaen yahi asal waja hy forex me apko hamesha mehnat darkaar hoti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat kabhi mat haaren

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear hamen har kam me he mahnat karni hoti hai tab he ham kamyab ho sakty han agr ham mahnat nhe kren gay to na to ham learning kar sakty han or na he ham earning kar sakty han so hamen earning kay lye pahly mahnat karni hogi learning me
    • #3 Collapse

      Re: Himat kabhi mat haaren

      sahi kaha ap ny himat nahi harni chye hamen hamesha mehnat k sath kaam krty rehna chye yahi kamyaabi ka aik asaan asool hy mehnat krty rehna aur himat kabhi mat harna forex par har wo memebrr kamyaab hota hy jo kabhi himat nahi harta aur mehnat krta rehta hy
      • #4 Collapse

        Re: Himat kabhi mat haaren

        g han himat mat hare forex trading me bohat sare log loss karte hai bohat kam log aise hai jo is kam me profit karte hai jo log is kam me profit karte hai wo is kam me bohat mahnat karte hai or himat nahi harte har waqat kuch na kuch seekhte rahte hai hume b himat nahi harni chachahiye balke mahnat karte rahna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Himat kabhi mat haaren

          Sir apka bat thick hai kio ka humey chahiye k himat kary aur hemit nahi harna chahiye jetna ho sakty mehnat karna chahiya tub humey kamyabi mely ga mehnat karna bahot zarori hai is business mein agar koi mehnat nahi karta tu kamyabi hasil nahi ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Himat kabhi mat haaren

            waqee hamen kabhi himat nahi harni chye kyun k himat haar gya wo kabhi kamyaab ni ho skta is leay hamesha koshish kren k mehant krty rahen apko zaror kamyaabi mily gi forex me kamyaabi k leay apko mehnat ki zarorat hoti hy mehnat himat krty rahen kamyaabi zaror mily gi
            • #7 Collapse

              Re: Himat kabhi mat haaren

              G han forex main hmaien kbhi bhi himmat nahi harni cahiyay balky agar loss ho jata hai to hmaien cahiyay ky dobara aur zyada mehnat say kam karain ta ky loss bhi recove ho jayay aur hmaien acha profit bhi milly is liyay forex main kbhi bhi himmat mat harain balky koshish jari rakhain to hi kamyab houn gay
              • #8 Collapse

                Re: Himat kabhi mat haaren

                ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai k ap sab khariyat se honge friends ager hamein loss ho tu forex main hamein bilkul bhi himat nai harni chyy balke bas apni mehnt jari rakhni chy
                • #9 Collapse

                  Re: Himat kabhi mat haaren

                  Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay friends hum ko caehyh k hum kabi be forex may himat na harin bulkay hum ko caehyh k hum jo be trade hamary against jati ha us ka dut kar muqabala karin aur long term forex ko enjoy karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Himat kabhi mat haaren

                    han himat mat hare forex trading me bohat sare log loss karte hai bohat kam log aise hai jo is kam me profit karte hai jo log is kam me profit karte hai wo is kam me bohat mahnat karte hai or himat nahi harte har waqat kuch na kuch seekhte rahte hai hume b himat nahi harni chachahiye balke mahnat karte rahna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Himat kabhi mat haaren

                      G han dear boht he achi bat ki hy ap ny...mehnat or himmat ye 2nu cheezin kbhi b insan ko nakami min ni chorti blky struggle kr kr k taraqi ki nehj pr pohncha deti hn jahan ka insan sochta b ni hy...islye himat na harin apni trf sy puri mehnt krin sila ALLAH PAK ny dena hy or wo kisi ki mehnt or himat ko zaya ni krty...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Himat kabhi mat haaren

                        Walaikum ussalam g himmat kabi nahi harni chaye nakami k bad hi kamyabi milti hai isliye hamesha mehnat kertel rehna chaye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X