never depend on your luck all time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2821 Collapse

    G Bilkul brother apki bat theak hai luck hameesha kam nhi ata mehnat hameesha kam ati hai hame hameesha luck k uper chor kar mehnat ko piche nhi karna chahiye apni hard working karni chahiye ziyada mehnat karege to hum ek ache trader ban sakhte hai luck k piche laghe ge or mehnat nhi karege to piche hojaege
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2822 Collapse

      forex mai hum apny experience ke basic py kamyab hoty hain hamy luck par kabe be truest nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey
      • #2823 Collapse

        Re: never depend on your luck all time

        forex mai kuch log samjty hain jin logo ke luck ache hote hain wohe kamyab hoty hain lakin asa nahi hain hamy har wakt luch par depend nahi karna chahey hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
        • #2824 Collapse

          Re: never depend on your luck all time

          luck bi tou hamesha sath nai deti hoti hai so hamain is k bary main pahhly learning karni ho gi aur kisi bi waqt kam kar sakty hain aur is main depend nai hona chhaye hamain loss bi ho sakta hai so hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay
          • #2825 Collapse

            Re: never depend on your luck all time

            forex mai kabe be luck par itbar nahi karna chahey hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha munafa hasial kar ky apne zarorto ko ko asane sy pura kar saky gy yai aik international business hain
            • #2826 Collapse

              Re: never depend on your luck all time

              ji mein ye nahi kahta ke luck ki hamari zindgi mein koi ahmeyat nahi hai leken luck har waqat hamare sath nahi rehat hamen luck par barosa karna chahey lekan kisi had tak forex ke businece mein luck kam or experince zada depend hota hai luck har waqat sath nahi deta is leye never depend on ludck all time
              • #2827 Collapse

                Re: never depend on your luck all time

                yes bro you are right forex tradign main luck ni chalta hain or ager chalta hai to boht hi kam logo ka wo bhi aik ya do bar.ya aik boht risky or hardwork mangna wala busiess ha is mein ap ko hardwork krna parta hain tab ja ap kamyab hota hian.ager hum is ko just luck pa depend krta howa join krin ga to ya hamari galti ha.forex mein hardwork krna boht ahm hai.
                • #2828 Collapse

                  Re: never depend on your luck all time

                  Jo b trader bana knolwedge k ,,bana exprince ,without demo account practice k treading krta srf ya soch k Mari luck ache hy mai successed Kr jhn ga tu ya ose ke Galat soch hy,, forex 1 br tu luck chl sakti hy ,,agr ny market ma Zinda rhna chaty ho tu luck bajy ,,knowledge or exprince and skill ke basic Pa treding kro
                  • #2829 Collapse

                    Re: never depend on your luck all time

                    Ap ki opinion bilkul ser ankhoon per. Luc her daffa insan ka sath nahin deti ia liey proper terike se trading kerni chahiey take bad main ap ko puchtana na pery.
                    • #2830 Collapse

                      Re: never depend on your luck all time

                      is forex main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur kisi bi waqt trade kar skaty hain ta k hamain market main loss kam ho saky ga auur hamain is say loss bi kam ho saky ga aur is say
                      • #2831 Collapse

                        Re: never depend on your luck all time

                        luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k rules ko mind main rakhna ho ga ta k loss kam ho sakty hain aur depend nai rhna nai chhaye so hamain is k bary main knowldge ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain
                        • #2832 Collapse

                          Re: never depend on your luck all time

                          is forex main planing kar k hi hum run kar sakty hain aur depend ho k bi kam nai kar skaty hain is main loss bi ho sakta hia so hamain apni mehnat say hi trade karni ho gi ta k hamain is forex main kam karny main bi faida ho saky ga
                          • #2833 Collapse

                            Re: never depend on your luck all time

                            luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main knowldge best ho ga tab hi hum run kars katy hain aur time ka koi bi issue nai hai is forex main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main greed ko avoid karna ho ga
                            • #2834 Collapse

                              Re: never depend on your luck all time

                              hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur time ka koi bi issue nai hai is forex main achy say trade karny main bi koi mushkil na ho gi aur sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2835 Collapse

                                Re: never depend on your luck all time

                                ji bhai jaan forex trafdinge mein profite hasil karne kelye har bar apka luck sath nehi deta kunke sabi ka luck acha nehi hota hai isleye luck sirf kabhi kabhi sath deta hai is leye kabhi bhi luck ke barose tradinge nehi karni chahey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X