Mistakes me se experience hasil karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes me se experience hasil karna chaye
    Trading me jab be ham se mistake hoti hay aur loss ho jata hay to esy mistakes me se experience hasil karna chaye, kamyab trading karna etna asaan nahi aur agar ham mistakes ko hi ignore kar dia karen gey aur apny mistakes me se koi be experience hasil karny ki koshish nahi karen gey to trading me kamyabi bahot mushkil se hi mil saky gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

    G hann dear boht achi bat.ki hy ap ny...mistakes hoti he hmin sikhany.k lye hn or agr hm.un ko ignore krty jain to kbhi b ni.seekh skty or hr bar bad luck py chor kr loss krwa bethin gy
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

      Dear bro forex trading main almost subh traders hi mistakes kerty hn lkn jo trader in mistakes se sabak sekhty hn wohi kamyab bh hoty hn aur wobi in mistakes se experience bh hasil kerty hn keon jub hum aik mistake kerty hn to wo mistake khud hi ap ke liy experience ban jaty hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn hr kisi sa ghaltian hoti rehti hn lekin aik achha trader hmesha loss sa bhi seekhta ha aur jis ghalti ki waja sa loss howa ho wo ghalti dobara kabi naen krta to hmesha kamyab rehta ha
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

          Forex trading main mistake ko note krain aur en ko door kernay ki kosish krain lakin trading main kam kernay ka experience bhi ho pher mistake kam hotin hain aur agar mistak ho bhi jay to pher daikhain k mistake kyun hui hai kyunk market ziyda ter lalch ki waja say hotin hain ya kam experience, yan overtrading, yan overconfidence ki wja, emotional say bhi galti ho ker loss hota hai esliya mshnat say ksm ker k kamyabi hasal krain.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

            Assalamualaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai koi bhi kaam Karen mistake ho jati hai aur Hum Apni mistake se bahut kuch Sikh sakte Agar Forex trading k Business mein loss ho jata hai koshish Karni chahiye apni mistake ko note Karen Jis mistake ki wajah se a loss Hua Hai wa Galti dubara na Karen Is Tarah koshish karte rahenge to Hamein bahut zyada experience ho jayega Aur Hum trading Karke accha profit Hasil kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

              Forex trading business main woh he kamyab members hyn jo apni mistakes ko note kartay hyn or phir in say experience hasial kartay hy woh shakas kabhi bhi agy nahi bar sakta jo apni mistakes ko ignor karta hy ap bar bar woh he mistake repeat karta hy
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain jab hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nhi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

                  Yes jab ham as mien kabhi kio galti kerte hien tu ham ko as mien seekhna hota h aur ham ko as mien Her bar forex mien mayar ko nazar mien rakhna hota h jab ham as mien mayar ko nazar mien rakh ker trade ya posting kerte hien tu ham as mien zyada acha bonus hasil kerne k haqdar ban jate hien as lyee ham ko mayar ko dakh ker hi kaam karna hota h agar ham as mien mayari postig kerte hien tu ham as mien acha bonus hasil ker sakte hien aur ham as mien khud k lyee as mien kuch na kuch kamaee kar sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien sab cheezo dakh ker kaam karna hota h as lyee as mien ham ko kaam karna hota h aur ham ko galti nahi karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

                    G Haan aap ne theek Kaha hai Hume humesha apni mistakes se seekhna chahiye aur apni mistakes ko improve karny ki koshish karni chahiye. Forex me hum bht si ghaltiyan karty hain Lekin Hume chahiye k hum apni ghltiyon ko improve karein aur Un se experience hasil karein ta k Hume faida ho aur hum dubara Un ghltiyon ko repeat na hony dein..
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

                      mistakes ke waja sy hamy siraf loss hota hain hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes me se experience hasil karna chaye

                        Dear aap ka Sawal mujhe bahut pasand Aaya Hamein chahi ki mistake mein se kuch experience Hasil Karen Taake Agli Bari Hum Se mistake Na Ho Hamein chahi ke main zyada mehnat Karen aur success Karen Agar Hum hardwork Nahin Karenge to Hamein bonus kam milega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X