kya mai over trading Karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya mai over trading Karni chahiye
    ji haan Maine aap se Pucha hai ki agar Hum Pakistan Forex mein over trading kar sakte hain Agar Hum overtrading karte hain tu hamesha hi kya main Pakistan Forex mein bahut hi jyada Mat Karna chahie Agar Hum overcrowding Karte Hain To Hame bahut hi bada nuksan ho sakta hai lekin Hamein aur trading bilkul bhi nahin Karni chahi Agar Hame overtrading karni hai to Hame bahut hi jyada knowledge Hasil karna hoga aur senior se Mashwara karna hoga FIR Hum accha trade kar sakte hain aur profit psle kar sakte hain overtrading ke sath aapka Kya Khayal Hai is baare mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya mai over trading Karni chahiye

    Ji haan bilkul aap overtrading kar sakte hain lekin iske liye aap ko chahiye kya Pehle Apne knowledge experience ko improved current RBI office mein accha kamyabi Hasil kar sakte hain mein chahiye ki Humne Suna kar Jyada Se Jyada mehnat karo aur Apna experience knowledge for improved Karte rehta Bihar mein Samachar profit, Payenge
    • #3 Collapse

      Re: kya mai over trading Karni chahiye

      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke hamein chahiye ki Hum overtrading Na Karen Kyunki Agar Hum ismein over trading Karte Hain To Hamein loss ke alava kuch bhi nahin Hota isliye hamein chahiye ki hum isme over trading Nahin Karen take ke Ham loss Bach jay thanks
      • #4 Collapse

        Re: kya mai over trading Karni chahiye

        Dear friend app bikal theak kha raha hain lakin mara kihal Main huma ziada over treading nai krne Cahia kio ka iss sa humare health problems main bhi asrr pharta ha iss lia huma Cahia ka hum maaat Karin orr forex main kamyab ho sakhy
        • #5 Collapse

          Re: kya mai over trading Karni chahiye

          Boss ham ko kabhi b as mien over trade nahi kerna chahye q k jab ham as mien zyada trade kerte hien tu ham ko as mien lalach ho jata h aur jab ham ko lalach hota h tu ham as mien zyada kamana chahte hien as lyee hamara account wash tak ho sakta h as lyee ham ko over trade nahi kerna hota h.
          • #6 Collapse

            Re: kya mai over trading Karni chahiye

            Dosto overtrading bilkul bhi nahin karna chahiye Agar aapko is main kaam karna hai to aap ko ek planning ke saath kaam karna chahiye Jab aap ismein planning ke saath kaam Karenge to Aapka overtrading automatically khatam ho jayega aur aap ek accha trader bhi ban sakte hain Ek planning ke hisab se chalne se
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: kya mai over trading Karni chahiye

              Bhai jan humko forex mein over trading nahi karni chahye aur humko is mein over trading kare hain to humi mein apna loss karwate hain aur humko is mein apna hisab se hi is mein kam karna chahye aur forex mein ap zada mehnat se hi is mein kam kar skate hain
              • #8 Collapse

                Re: kya mai over trading Karni chahiye

                G ni hm ko over trending ni krna chahey over km krny sy or nuksan hota ha is ky km laga ly tread zada ni
                • #9 Collapse

                  Re: kya mai over trading Karni chahiye

                  g haan bhai jaan a[pp ne thek kaha hai as main ham ko kabhi bhi over trading nahi karni chahiy hai q k agar as main ham over trading karne gey era matlab hai kee as main agar ham zyada trading kare gey tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gey
                  • #10 Collapse

                    Re: kya mai over trading Karni chahiye

                    Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m kamyabi hasil krny hmy kabi bi over trdng ni krni chayee ta k hmy ziada loss na ho or hm ziada profit earn kr skay or beathr zindgi guzar skay is ly hmy ziada mehnt krni ho ge ta k hmy ziada knowledge mily ga or hm ziada profit earn kr skay gay
                    • #11 Collapse

                      Re: kya mai over trading Karni chahiye

                      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ka business trading karte waqt samajhdar se karna chahie isme zyada overtrading Nahin Karni chahie Agar Hum zyada overtrading Karenge tu to Hamein loss hoga isliye loss se Bachana chahi Itihas se Soch Samajh Kar samajhdar se A trading Karni chahi Taake Kamyab hokar acchi earning Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kya mai over trading Karni chahiye

                        ji haan bhai jaan aapne bilkul theek haan lekin main aapko apni Hriday na Chahta Hoon Ki Pakistan Forex Mein Hamein kabhi bhi overtrading nahin karna chahie Kyunki Agar Hum overtrading Karenge toh am loss ka shikaar ho jayenge Aur Hum Kamyab nahi ho Payenge
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: kya mai over trading Karni chahiye

                          DEAR FRIEND ham ko as main ziada trades nahi lagna chahiy hai ham ko chahiy ha kee ham as main jab bi trade lagae tu ham as main apne balance ke mutabik hi ham as main tradng kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main ache se kam karna chahiy hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kya mai over trading Karni chahiye

                            koe kaam bhi hy us kaam main kaamyab hony ka us karobar sy naffah kmany ka koe na koe tariqah zaror hy jen ko apna kar us karobar main kaamyaabi hasel ki ja sakti hy to forex main kaam karny wala or fforex forum py trading karny waly ko trading sy paisy kmany ky lie bary tariqy sy chulna parhy ga yaeni over trading sy buch kar ayci trading lgae ga jes main us ko yaqin ho naffah hi ho ga nuqsan ni ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kya mai over trading Karni chahiye

                              je bilkul trading aik nasha ha, jis ma log market ma in hi rehtay hain aur trading kartay rehtay hain is ko over trading kehtay hain to over trading k boht saray nuqsanat hain jaisay
                              a. over trading ma ham market ma in honay ma jaldbazi kartay hain jis se hamain loss ho sakta ha,
                              b. trading skills develop ni hoti hain,
                              c. fifty fifty chance hotay hain profit ka
                              d. mind upset rehta ha,
                              e. mind ko relaxation ni milti,
                              f. ziadah tar market ko identifying karnay ma mistake hoti hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X