Confused mind kay sath trading kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confused mind kay sath trading kerna
    Forex sae agar faida uthana ho tou forex mein hamesha relax ho ker aur her qisam ki perashanioun sae dour reh ker trading kerni ho gi aur agar aap ka mind kisi wajah sae confused hai tou uss surat mein aap ko koi bara loss ho sakta hai lehaza aise surat mein trading kernay sae ijtanaab kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confused mind kay sath trading kerna

    Forex pe ager trading ker rahay hn to kabhi confuse mind k sath trading start na kerain k pata nae kia ho ga mujhay earning bhi ho gi k nae kahin mujhy loss na ho jay to ap nay in batoon ko zehn mn nae lana aor open mind k sath mehnat karain baqi ap ko apni qismat k mutabiq phal milay ga
    • #3 Collapse

      Re: Confused mind kay sath trading kerna

      Bulkul sir apka bat tick forex ek fresh mind ka kaam hai aur humey chahiye k fresh mind say kaam kary kio k fresh mind k sath hum axha say acha earnings kar sakty hai kio k agar mind fresh na ho tu hum achi traha say trading nahi kar sakty fresh mind rakny say profitable trading hum kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Confused mind kay sath trading kerna

        Dear confused mind hamesha soch sae aari hota hai aur uss damagh mein aik hi waqt mein kae sochain gurdaish ker rahi hoti hain jis ki wajah sae woh kisi aik kaam per focus nahin ker pata jis ki wajah sae ussay her kaam mein nakaami hoti nai
        • #5 Collapse

          Re: Confused mind kay sath trading kerna

          forex ke karobar mein hum jab be confused mind ke sath trading kerty hein human humesha loss he hota he jis jke waja se hum forex ko chor dety hein is loss mein forex ka koi kasue nae hota he balky kasur humari apni mistakes ka hota he forex aik online karobar he jis mein hum mehnat kar ke life ke mushkalat ko par karty hein forex aik legal karobar he
          • #6 Collapse

            Re: Confused mind kay sath trading kerna

            forex ke karobar mein hum acha earn kerty hein or ye sub human confused hony se bachata he forex ke karobar mein hum earning ke sath learning be kerty hein forex aik online karobar he jis mein hum patience or fresh mind ke sath kam kerty hein forex aik esa system of earning or learning he jis mein hum mehnat kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum senior ko daekh ke mehnat kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Confused mind kay sath trading kerna

              Ji confused mind ke saath trading nahi karni chahiye confused mind ke sath trading karne se Hamein Kafi nuksan ho sakta hai isliye Hamein fresh mind ke saath trading Karni chahiye Hamein trading karne se pahle market ko achi Tarah Se analyse karna chahie ta ke Ham nuksan se bache sake
              • #8 Collapse

                Re: Confused mind kay sath trading kerna

                forex main kam karny ky liye hamary mind ka fresh hona bohat hi zada zarori hain agr ham is main loss hony ky dar sy is main confused ho kar is main trade lgaly gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy hamri hi galtio ki waja sy hota hain yai aik online ki dunya main aik king business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Confused mind kay sath trading kerna

                  forexs ke karobar mein kabi confuse mind wala kamyab nae ho sakty hein human forex ke trading market mein fresh mind wala trader kamyab hota he jis ke waja se hum kabi signal pe deyan nae dena chahy apny experience ko istemal ker ke trade ke best time mein lagana ke khud se analysis ker ke profit ko gain kerna chahy forex aik international karobar he
                  • #10 Collapse

                    Re: Confused mind kay sath trading kerna

                    hamy ache learning ky bad kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Confused mind kay sath trading kerna

                      Boss aap ki baat belkul durast hai aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien
                      tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko apne aap ko as mien sabit karna hota h
                      aur as mien khud k lyee umda life hasil karna hota h q k jab ham as mien kamyab hote hien
                      tu hi ham asal mien khush hote hien aur ham ko as mien confuse ho ker kaam nahi karna hota h aur mehnat karna hota h.
                      • #12 Collapse

                        Re: Confused mind kay sath trading kerna

                        confuse trader tab hi hota hay jab trader ko koe shak ho kay aisa mumkin nahi hay ya aisa possible ho sakta hay. jab trader ko kisi entry ya exit per pora yaqeen nahi hota to wo confused hi rehta hay aur isi doran ager koe trade kerta hay to us say loss ker leta hay. jab maret clear hoti hay to entry aur exit point boht wazeh nazar atay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Confused mind kay sath trading kerna

                          confused mind kay sath trading kerna say trader boht zayada loss kertah hay. que kay confused mind hamesha forex market ko dono side say dekh raha hota hay. is liye jesay market kisi height per ponch jati hay to trader buy ker leta hay aur market price down a jati hay to loss kerta hay aur down per sell kerta hay aur market forum up chali jati hay. is trah say wo marke kay kisi aik side per nahi hota jis say dono traf say loss leta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Confused mind kay sath trading kerna

                            forex main confuse mind k sath trading karna apna loss karna hai ya phir faida nai honay daina hai forex hamesha fresh mind mangta hai relax mind mangta hai acha mode mangta hai aap k brain ko strong and fresh mangta hai phir forex ka thik se faida uthaya ja sakta hai is liay apnay aap ko itna strong kar le k aap ka mind trading k doran confuse na ho jay is main apna hi faida hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confused mind kay sath trading kerna

                              Jo log Forex main confuse mind k sath trading karty Hain Tu unhen Forex main big loss hota hai AUR loss sy wo AUR ziyada confus ho jaty Hain AUR unka loss brhta jata hai isleay hamen chaheay k Forex main relax ho Kar fresh mind sy trading Karen aur Ghar bethy Achi earning kamain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X