Avoid over trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid over trading
    Overtrading karne se traders ko sirf nuksan hi hota hai traders ko chahiye ke Hamesha ek time par ek hi trade open Karen Kabhi Bhi overtrading Na Karen is loss hi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid over trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: azam777 پيغام ديکھيے
    Overtrading karne se traders ko sirf nuksan hi hota hai traders ko chahiye ke Hamesha ek time par ek hi trade open Karen Kabhi Bhi overtrading Na Karen is loss hi hoga
    Overtrading traders ki bahut badi mistake hoti hai aur overtrading karne se traders ko Hamesha loss hi hota hai traders ko chahiye ke Hamesha trading karte hue ek time par ek hi trade open Karen
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Avoid over trading

      Dear forum members forex forex trading aik risky aur dangerous business hy jub bh koi trade lagany lago to juldy mut kro soch samjh ker trade open aur over trading kabhi bh mut kro week main chahy aik hi trade keon na lagany pady aur jub bh over trading kro ge loss hi uthao ge
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Avoid over trading

        G dear ager forex mai hamesha kamyab trading karni hai tu humain chaye kay hum kabhi bhi over trading na karain kiyu kay over trading se humain hamesha he lose howa hai aur safe trading se faida tu humain hamesha safe trading he karni chaye tu better hai
        • #5 Collapse

          Re: Avoid over trading

          g han sir humain chaiye k hum iss main over trading sy parheez karye jab hum iss main over trading akrta hain toh humain us kah koi fidaa nahi hota humain chaiye k hum iss main apna target set kar k chaliye jab hum iss main apna target set kar k chalta hain tab hum iss main kamiyaab ho sagtye hain humain iss main over posting nahi akrni chaiye humain chaiye k hum over posting sy avoid karye
          • #6 Collapse

            Re: Avoid over trading

            g han humain chaiye k hum iss main over trading kabi be na karye jab be hum iss main over trading karta hain woh iss main loss he akrta hain humain chiaye k hum apna target k sahaab sy chaliye humain apni ak stratgy rak akr chalna chaiye jis main hum kamiyaab ho sakuyee humain over trading sy avoid karn chaiye thk hum apan loss control kar sakuyee
            • #7 Collapse

              Re: Avoid over trading

              hamy over trading nahi karne chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha buisness hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to be hamy loss he ho ga forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Avoid over trading

                Forex aik bohat hi dilchasp business ha jis ka aik apna nasha ha, ziadah tar trader profit k chakar ma bohat ziadah trading kartay hain, woh har waaqt market ma in rehtay hain, to overtrading ka bhi bohat ziadah nuqsan hota ha, ap ko aik routine se kam karna pdata ha, is lye over trading se avoid karain, rest karain, zehn ko cool, fresh rakhain, soch samajh kar k trading karain q k har waqat trading karnay se mistakes ho jati hain jis ki wajah se loss hota ha,
                • #9 Collapse

                  Re: Avoid over trading

                  Forex trading business main had main agar hum acha profit hasial karna chahity hyn to humain chahiye kay ik time par ik he trade open karyn or is ko time dyn zayada trading ko avoid karyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Avoid over trading

                    forex aik unique business hain hamy forex mai over trading nahi karna chahey hamy aik time table bana kar market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Avoid over trading

                      over trading ko avoid karna bohat zarore hain hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X