Loss recovery ak mushkil marhala

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recovery ak mushkil marhala
    Dear members apna loss recover karna ak mushkil marhala hota ha es ma sabar ko our zayada karna chaheye ta k mazeed loss na ho kion k aksar log loss ko ak din ma recover karny ki koshish karty ha our vo mazeed loss kar bet ty ha lehaza tora tora kar k arram sakoon k saat loss ko recover karna chaheye thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recovery ak mushkil marhala

    Hum new traders ke saath Yahi masla Rehta Hai Pahle To Ham Sara month mehnat Karke bonus Hasil karte hain aur japaness Hasil ho jata hai to trading karte ho Ve loss ho jata hai aur FIR Hum use loss kohi recover Karte Rehte Hain aur Hamara account vage ho jata hai humei chahiye ki Ham Forex trading ko sikhane samjhe aur expert logo ko follow Karen
    • #3 Collapse

      Re: Loss recovery ak mushkil marhala

      Dosto forex trading may loss zaror hota hai jub ap shoro shoro may forex trading karty hain is k bad loss ko recover karna ap k lyey mushkil hota hai lykin ap bohat sekty hain loss kam zindagi ka hassa hai to is ko bardash karky hain to ap dobara forex ko recover issane sy kar sakty hain or kamiyab hotakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss recovery ak mushkil marhala

        dear mai ap ki bat sy agree kerta hun waqi forex mai asal kam jo bahut hi asani ky sath hm log kerty rehty hy wo loss kerna hi hy or apny account ko wash kerwana hi hy ager hm log is ko soch samjh ker kery gy tu mai samjhat hun ky kafi asani ky sath hm log acha kama sakty hy wesy ager forex mai ap yi sochty hy ky jo loss kiya hy wo hm log cover ker ly gy tu mia samjhat hun ky kafi mushkil ho sakta hy kiyo ky forex mai loss jo ho jata hy us ky chaker mai na perhy tu best rahy ga.
        • #5 Collapse

          Re: Loss recovery ak mushkil marhala

          G bilkul dear lose jub ho jata haibtu us ko recover karna bhut mushkil ho jata hai tabhi recover hota hai jub ap ko sabhibtrade theak lagnaye chaye ager aik bhi trade ghlat lagta hai tu humain lose ko recover karnaye mai bari dushwari hoti hai tu humain lose se bachnaye ki koshesh karna chaye
          • #6 Collapse

            Re: Loss recovery ak mushkil marhala

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex trading karte hain aur Hamein trading karte hue bahut hi bada nuksan ho gaya hai to Hame loss record karna hoga Agar Hum Apna loss recover nahin kar sakte to Hame kya kya mai senior se Mathura Karke Pakistan Forex trading Karni Hogi FIR Hum Apna loss recover kar sakte hain aur Inshallah profit Hasil kar Sakenge thanks
            • #7 Collapse

              Re: Loss recovery ak mushkil marhala

              Traders ko jab loss ho jata hai or usay recover kernay ki koshish kertay hai jiss mai jaldbaazi ka element bohat ziada ho jata hai.Forum kay bonus say trading kertay huay jab kisi member ko loss hota hai tou phir wo loss ko jald sey jald recover kerna chahta hai takay dobara profit mai ajaey or iss mai mazeed mistakes kay chances barh jatey hai jo loss ko or ziada barhnay mai izafay ka baes bann jatey hain.Iss liye loss recover mushkil ho jaati hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                Gee Dear aap k7 baat bilkul theek hay ky jab loss ho jata hay too iss ko recover kerna muskkil hota hay kun ky loss jabhota hay too members tension main aa jatay hain jiss ki waja say loss recovery main masllha aajata hay oor members ghalat trade laga layty hsin
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                  Dear frnds forex ma agar loss ajata ha to issy recover krny k liye time to lagta lakin iss k liye apki practice or planing full honi chae taky ap apna loss recover kr saken lakin aksar aisy log hoty hain jo loss recover krny ki lalch ma bary bary trade lgaa laity hain or phr ziada loss uthaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                    jee han ap sahi kah rhy ha forex par jitna profit ha is ma utna hi loss be ha ia liya hamay loss sa bachna ki koshish karni chayia aur agr hamay loss ho be jata ha to is ko recover karna boht hi muskil ho jata ha ku ka us waqt ham log tension ma aya jata ha aur ham logo ko us waqt sabtr ka sath kam karna chayia aur hamay mazeed loss hona ka dar be hota ha us waqt
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                      g han sir bhot sy log hain joh forex main apna loss karwa lata hain hoir woh iss kam ko close be kar lata hain humain yeh kabi be nahi karna chiaye humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye posting zada sy zada karuye thk hum iss main kamiyaab ho skaiye humain loss ko bol jana chaiye bouns k tera zada dihaan dana chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                        Loss recover Kiya Ja sakta hai agar Kisi Ko loss ho gaya hai to usko chahiye kaise hua Apne dost ko recover karne ki koshish Karon Koi Aisi strategy create Kare jisse uska loss recover Ho Jaaye aurva future Mein profit karne lage
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
                          Loss recover Kiya Ja sakta hai agar Kisi Ko loss ho gaya hai to usko chahiye kaise hua Apne dost ko recover karne ki koshish Karon Koi Aisi strategy create Kare jisse uska loss recover Ho Jaaye aurva future Mein profit karne lage
                          Ha ap ny tk bt ki ha dear ky jn kn ka loss hova hita ha wo frind ky say mil kr loss ko recover kya kry or ma be asy he kr rahi ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                            g haan bhai jaan ap ne bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna chaheya takaa hum ko achi earning ho sakta es leya hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda or ha hamare hard work kabhi waste nhi hote hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss recovery ak mushkil marhala

                              G haan bhai jaan ap ne bohat ache baat ki hai forex men agar ache kamyabi hasil krni hai to pehle apni learning ko mazboot kren kyun kee learning forex men kamyabi hasil krny k liye aik buniyad hai Jab hmari learning strong hp jae ge tab hmare liye earning ko gain krna aur apni trading ko kamyab bnana asaan ho Jay gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X