posts karny ka kya faida hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts karny ka kya faida hy
    salaam meny abho tak takreeban sab new threads hi open ki hen koi post nahi ki siway chand aik k mujy kya ye ap bta saktay hen k in dono me kya fark hy aur kya krba zaada behtr hy forex me zaada kaam konsa count hota hy threads ya posts kis cheez ki value zaada hy bonus k leay aur kam sy kam kitni posts krny chye hamen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts karny ka kya faida hy

    Post karne ka fayda Hota Hai ke Hamein Forex form wale bonus Dete Hain jitni Jyada Hamari post se Honge utna hi accha Hamein bonus Milega hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada posting Karen aur quality wali posting Karen achha bonus Hasil Karen aur acchi trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: posts karny ka kya faida hy

      G dear posts ka humain bhut zayda faida hota hai kiyu kay es cheez ka he humain acha bonis milta hai tu zaroor hai kay hum zayda se zayda posts waghaira karain chaye ta kay hain acha bonis mil sakye aur h acha profit laye skain
      • #4 Collapse

        Re: posts karny ka kya faida hy

        G post krny ka fayda yahi hai k hmy acha bonus mil jata hai agr hmari posting achi hogi or miyar k mutabiq hogi tu hmy acha bonus mil jay ga or hm trading bhi achi kr lyn gy agr hmy acha profit hasil krna hai tu hmy lazmi posting krni Hogi ni tu bonus ni ly sky gy
        • #5 Collapse

          Re: posts karny ka kya faida hy

          ASLAMOALIKM dear friends umeed hai k ap sab khariyat se honge aj ka sawal hai k posts ka kya faida hai post krny se ham trade k mutaliq bhut kuch seekh sakty hain our iss se hamein bonus milta hai jis se ham trade ker sakty hain . our profit hasil ker sakty hain .
          • #6 Collapse

            Re: posts karny ka kya faida hy

            Dear aap ki baat droost hay ky posts kernian ky fida too hota hay ky jab ham pooery mahiny posts kerty hain too iss ky badly main hamain bonus malta hay jiss say ham trading kerty hain oor trading main jo profit hota hay woo ham darw kertky hain
            • #7 Collapse

              Re: posts karny ka kya faida hy

              Forex m posting kro gy bonus mily ga na mery bhai.ap achi or mayari posting kro or daily ki limit 50 h.ap maximum 50 Kar sakty hn.jitni ziada posting ap Karen gy utna hi acha apko bonus milta h.post k sath ap thread b creat karty rahen.
              • #8 Collapse

                Re: posts karny ka kya faida hy

                post krny sy apko bonus milta hy asal me threads aur posts ka kaam same hi hota hy new thread aap tak shuru krty hen jab ap ny koi naya topic shuru krna isi trha post ap tab krty hen jab apko kisi ki thread py jawab dena ho
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: posts karny ka kya faida hy

                  forum par posting karna ka boht sa faida ha ik to is ka ya faida ha ka ham logo ko forex ka bara ma knowledge wagra milta rahta ha aur us ka sath sath ham logo ko forum par posting karna ka acha bonus be milta ha jis ka sath ham log achi trading kar sakhta ha aur achi trading karna ki waja sa ham log acha profit earn kar sakhta ha aur khamayb trader ban sakhta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: posts karny ka kya faida hy

                    dear post tu lazmi karni hoti hain agar post py thanks aate hain tu bhot he achy hain or haaar member ko chahiye k post kare post agr 1000 1200 hogi tu acha bousn mil skta hain post lazmi karni hoti hain thread say ye fiyda hota hain k apki thread page py nazar aati hain or post say ye hota hain k post main page py nazar nhe aati hain dear
                    • #11 Collapse

                      Re: posts karny ka kya faida hy

                      post karna kah bhot fidaa ha hum jab be posting karta hain humain month k bad us account kah bouns be milta ha humain iss main mehnaat karta rahna chaiye thk hum iss main kamiyaab ho sakiyee humain iss main mehaat ko kabi be nahi chorna chaiye or humain month main 1500 post k limit rakni chaiye tab he humain acha bouns milta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: posts karny ka kya faida hy

                        G dear post krna boht zaruri hy is sy bonus milta hy or jitni ziyada postin hngi utna acha bonus mily ga or hm achi trading kr k.acha profit kna skty hn ...agr postin km hngi to bonus b km my ga or trading b kuch khas ni ho sky gi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: posts karny ka kya faida hy

                          Dear friend posting karne ke bahut Sare fayde Hain Hum Yahan posting Karke na sirf acha bonus hasil kr sakty hain balke Iske saath saath Hum Apna knowledge or experience dusron ke saath share kar sakte hain aur dusron se bhi hasil kar sakte hain aur us se experience hasil kr k Hum Apni trading ko successful trading bana sakte hain isliye Hamein form par posting must Karni chahiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X