Account Ban Bhi ho jaaty hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Ban Bhi ho jaaty hen?
    friends meny aaj aik cheez notice ki hy kuch users if forum par ban bhi ho chuky hen to me ye pochna chahta hun k kis waja sy user ban ho jaaty hen kya aik khaas time k baad account ban hota hy ya kisi ghalti ki waja sy account ban hony kya reason hy kindly mujy guide kren kya ghalti ham log krtay hen to account ban ho jaata hy forex par kuch ehtiyaati tadabeer share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

    G han Hamara account Ban bhi ho sakta hai account band hone ki vajah Pak forum wale nahi batate lekin Pak forum wale account us Waqt hi block Karte Hain Jab Hum Rules ki halaf Vardi Karte Hain Jab Tak Hum rules ko follow karte hain uss Waqt Hamara account bane Nahin Hota
    • #3 Collapse

      Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

      ji haan Forex trading Mein Hamare account Ban bhi ho Jate Hain Agar Hamare Paas Sahi tarike se post na Karen Aur Hum Forex trading ke rules and regulations ko follow na karen to account block ho sakta hai isliye Hamein Forex trading ke Tamam rules and regulations ko Sahi tarike se read kar lena chahi aur Hamara account Ban Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

        g haan bhai account ban bhi ho jaaty hen forex par hamari kuch ghaltio ki waja sy account ban hoty hen matlab agar ham aik post ko doabara copy paste krty hen ya phr koi fazool post dobara repeat krty hen to account ban ho jaata hy
        • #5 Collapse

          Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

          g haan dear account ban bhi ho jaaty hen is uski waja copy paste posts krna ya phr fazool posts hoti hen yahan forrx managment baqaida check and balance rakhti hy fazo posts sath sath delete hoti jaati hen
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

            Yes brother forex pe account ban b ho sakta h uski many reason ho sakti h jesa k ap ny kisi post ya thread ko cpoy Kar k paste Kar dia.ya phr forex se hat Kar kisi mozu par bat cheer ki to apka account ban ho sakta h.
            • #7 Collapse

              Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

              forex aik online business hain ham is main trading karty hain or ham is main learning ky sath earning be hasil akr sakty hai hamy is main apni galtio ko avoid kar ky is main kam karna chahey agr ham is main apni galtio ko avoid nahi kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be ban ho sakta hain
              • #8 Collapse

                Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

                Mujy questions ki smj ni ayi dear koei bta dy ky account ky ban bhi ho jaty ha
                • #9 Collapse

                  Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

                  dear accounts k band ka kaam pehlay pehlay daikha gaya tha laikin ab bahut dair say kisi ka bhi koi account banned nai huva hay ,accounts tab he band hotay hain jub ham main say koi aisa members ho jo rules ki khilaaf warzi kary laikin ham ko har new member ko yahi advise krni chaye k sab say pehlay ziada say ziada rules ko parhana chaye aur us ka baad form main entery laini chaye jis say ham har baar rules ko follow krtay huvay agay barhatay jayengay aur hamko koi khatra nai hoga accounts k band honeka.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

                    jab hum forex ky rules ky kilaf kam karty hain to hamara account banned ho jata hain iis mai hamare sare mahnet zaya ho jate hain or hamara paisa be zaya ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi ho ga forex mai hamy apne galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey is mai hamara koi boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Account Ban Bhi ho jaaty hen?

                      forex mai hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agatr tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X