Forex or time ki Kadar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex or time ki Kadar
    Jiha doston Hamein Forex trading Mein kaam karte hue timetable Bana Lena chahiye Jis Ke Andar Highway Hamein Forex trading Karni chahiye aur Apna time Gaya nahin karna chahi balke Forex ke bare main knowledge Hasil karte hue Hamein Jyada Se Jyada experience Hasil karna chahi Ta Ke Hum Forex trading Mein Kamyab ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex or time ki Kadar

    Agr tu koi free hai aur koi job na koi business nahin karta Tu usko Chahiye keva full time Forex trading khode Apna time waste na Karen Apne time ko use Karen aur Forex trading co secant Forex trading Ek bahut hi accha business hai agar Hum is business ko Sikh Jaate Hain Tu Ham is main acchi earning kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex or time ki Kadar

      Dear frnds forex aik international profitable business ha ap log jitna iss ma mahant krty hain apko utna kch forex sa milta ha ap jitna time forex ko dain ga ap k liye utna bhtar ha forex ma aik time table k sath kam krna chae or rugalar work krna chae apny time to zaya ni krna chae
      • #4 Collapse

        Re: Forex or time ki Kadar

        dosto kuch log forex trading ki waja sy kud ko badal pahain hain kiyou k forex international business trading hain hammary or dosray mummalik may time ka faraq hoto hain is tarhain hum time k mutabik kam kartain hain forex trading ka jub hum trading may masrof hoty hain to time ka pata he nahi chalta
        • #5 Collapse

          Re: Forex or time ki Kadar

          Dear bro ap ki bat bilkul thek hai..aisy log jo forex ko learn karny k liye daily basis per time table ko follow karty hain wo achy traders banty hain..hum forex ko learn karny main jitna ziyada time lgain gy utna ziyada hum kamyab trader bnain gy.. forex main kamyabi trader k knowledge aur experience per depend karti hai.jitna ziyada trader ka experience aur knowledge hota hai utna ziyada trader kamyab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex or time ki Kadar

            Yes sir hum ko as mien aa kr time ki qadar kerna hota hai agar hum as mien aa ker time ka qadar kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker her bar time ko importnace dena hota hai or hum ko as mien aa ker khud k lye fully try krrna hota hai or hum ko her bar as mien earning kerna hota ha.
            • #7 Collapse

              Re: Forex or time ki Kadar

              forex aik online business hain is main time ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is main time ki qadar karni chahey ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain or acha profit hasil akr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex or time ki Kadar

                G bhai aapne theek kaha hai hi ki Hamein Waqt ki Qadar karna chahie Kyunki Jo Waqt ki Kadar nahi karta Waqt se Hamesha Piche Chod jata hai aur jo Piche chhut jata hai wah Kabhi Kamyab nahi ho sakta Kyon ka Waqt Ke Sath Chalna bahut Zaroori Hota Hai isliye Forex mein aap ek target bana le ke itna time Humne Forex ko dena hai Is Tarah aap daily base par Forex main kaam kar sakte hain aur achi earning bhi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex or time ki Kadar

                  forex aik online business hain is main time ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is main apny qamati time ko zaya nahi karan chahey hamy is main mehant or sabar sy kam karna chaey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain is mian hamara koi be boss yai teacher nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex or time ki Kadar

                    forex mai hum jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum agar is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex or time ki Kadar

                      Forex trading business main time ki bohat zyada value hai. Jo trader time ki value ko samjhty hain wo kabhi loss nahi karty aur acha profit gain karty hain. Forex main agar timely trade ko open kiya jay aur close kiya jay to maximum profits milta hai lakin agar dair sy trade ko open kiya jay ya analysis late kiya jay to na to zyada profit hota balmy aksar auqaat loss bhi ho jata hai....
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex or time ki Kadar

                        Forex trading aik aisa business hay jis main trader ko reward boht acha mil jata hay aur trader ko baray baray losses ko pora kernay ka moka milta hay. is liye forex ko seekhnay main dair nahi kerni chahye aur is ko mukammal knowledge seekhnay ki zarorat hoti hay. is say hamen baad main achay profit hota hay aur hamari trading sahi tarah say hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex or time ki Kadar

                          g han bha jan forex trading main time ki boht ahmiyat hai q k aghr time par hum kam karengy tu he hum es bsuiness ko achi trah se kar skty hain es k liye best soluion yahi hai k hum har chez ka aik time table bna len q k jub hum time table set kar lengy tu pher hmain osi ko follow kar k apna kam karty rahna cahhye tu mera khyal hai k hum forex ko bara smoothly move kar skty hain or es ko smjhny main bhi hmara time ayse e lgta rahy ga q k decipline ks ath kiya gya kam kbhi bhi khrab nahi hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex or time ki Kadar

                            Ji haan Sharabi bilkul Hi Sahi kaha hai ki Hamesha Pakistani Fox mein time ka Kadar karna chahiye Agar Hum Pakistani Fox mein time ka Kadar Nahin Karenge to hamesha main nakum Rahenge isliye Hamein is ka Kadar karna chahiye Kyunki Agar Hum iss Qadar Karenge To Ham Kamyab hi Jayenge Saliha Mein iska Kadar Jarur karna chahiye aur time par kaam karna chahie tha ki hum accha paise Kama Sakte

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X