forex may greedness nahe chalti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex may greedness nahe chalti
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kr rahy ho gay dear friends forex may greedness nahe chalti hum ko forex may greedness k bhair he trade karni caehyh ta k hum forex may zada say zada kamyb ho saktin aur achi trading kar saktin kau k greedness account wash kar dayti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex may greedness nahe chalti

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat hsear ki hai dear mery kheyal me lalach business ka or insan ka sab sy bara dushman hai is me hamen is sy dur rahna chhaye agr ham aesy he lalach karty rahen gay to ham is business sy khabhi bhi kuch bhi earn nhe kar sakty han
    • #3 Collapse

      Re: forex may greedness nahe chalti

      Greed Matlab lalach agar ham karaingay to zyada kamanai ke chakar Mai ghalat trade lagayengai aur barai barai lots lagayengai jo loss ka sabab banaingay aur hamara account wash hoga Matlab ye ke greed say kuch be hasil nahe hota hamai aisay cheezo say guraiz karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: forex may greedness nahe chalti

        yes dear koi bi kam ho ager tu ap us ky ander lalch ko rekhty hy tu mai samjhat hun ky kabi bi ap ko us mai profit hasil nahi ho sakta hy is liya ager profit ko hasil kerna ho ap ko lazmi apny ander sy is lalch ko khatm kerna ho ga kiyo ky yi lalch bary bary logo ko kharnb ker dyti hy or road per la ker khara ker dyti hy is liya forex bi ik riski kam hy tu is mai tabhi kamyabi hasil ho skati hy jab I sk bina lalch ky soch samjh ker trade ki jay tu acha faida mill sakta hy tabhi ap ko profit bi hasil ho sakta hy.
        • #5 Collapse

          Re: forex may greedness nahe chalti

          Ya business is our business hai isme agar koi greedy hota hai to Hua is business Mein nuksan Karta Hai is business Mein Hum Jitna Chahe alag kar sakte hain Yahi baat hai ki hum log Giridih ho Jate Hain Jab Hum Rules ko follow Karenge to hum achchi trading kar Sakenge rules ko follow karte hue hi acchi earning ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: forex may greedness nahe chalti

            Forex business main jo b greed krta hai usy hmesha loss he hota hai Q k es business ko krny k liye hmary pass skills ka hona bht he zarori hai.jb tk hm market ko smjain gy nhi hm kbi b es main kamyab nhi ho skain gy.es business ko hmain full grip k sath smjna ho ga or dekhna ho ga k kaha se hm market main enter ho skty hain or kesy earn kr skty hain.demo account ko use kr k hm kafi achi learning kr skty hain or apny greed ko control kr skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: forex may greedness nahe chalti

              ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai k ap sab khariyat se honge yeh bat bilkul theek hai k forex main greedness nai chalti insan ko sabar krna chy har waqt aik pesy ki bhi lalch nai krni chy lalch se bhut nuqsan hota hai lalch insan ko andhy kunway main le jata hai.
               
              • #8 Collapse

                Re: forex may greedness nahe chalti

                lalchi trader forex mai kabe be kamyabe hasial nahi karty forex aik world wide business hain hum is mai amount invest kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hamy ache learning ky bad lalch ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex may greedness nahe chalti

                  Yes sir hamain forex mien aa ker hum ko as mien aa her bar greed nahi kerna hota hai jab hum as mien aa kr greed karty hien tu hum as mien aa ker earning generate ker skty hien as lye hamian as mien be had tak karna hota hai or hamain as mien apny lye greed ko chor ker thory profit per guzara karna hota hai or earning per earning kerna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex may greedness nahe chalti

                    Forex main nakami ki wajah greedness bhi ban sakti hai kyon k jo log business main havas karte han woh kahi nahi mistake kar jate han jis se in ko loss hota hai to hamein chahiye k hamein lalach nahi karni chahiye balke aram sakoon or emaandaari k sath kam karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: forex may greedness nahe chalti

                      hum school main story parte the lalch buri bula hai lekin mujhay haqeeqat main forex main hi pata chala yeh kitny bari buri bhala hai aisa mere sath 2 year pehlay howa tha us waqat shuru main market daily fast nai hoty thi profit hi nai ho raha tha main apna plan or rules tor kar boht zaida trade laga kar chote chote pip profit cut karna shuru kar diay jis ki wajah se mera account wash howa
                      • #12 Collapse

                        Re: forex may greedness nahe chalti

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han forex main greeedness nai chalti hamein lalch bilkul bhi nai krni chy q kay lalh insa ko andhy kuway main le jata hai ham ham thori si lalch ker kay bhut sara apna nuqsan krwa dety hain lalchi insan kabhi kamyab nai hota iss liy hamein kabhi bhi lalch nai krni chy ju kuch hamary naseeb main hota hai wahi kuch hamein milta hai.
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex may greedness nahe chalti

                          Forex main agar hm lalach say kam karain gay to hm is main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty hain kyun ky agar hm lalach say kam karain gay to hmaien hmaisha loss hi ho sakta hai forex me kaamyaabi hasil karny k liye zaroori hai k hm mehnat say kam karain aur kbhi bhi lalach mat karain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X