Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.
    Kafi saray traders learning bohot he achi kar laite hain aur trading strategy b apny liye bohot he best type ke develop kar laite hai . lakin iss kay bawajood b profitable trading nai kar sakty hain aur profir hasil nai kar sakty hain kion ke in mai patience ke kami hoti hai aur woh khud apni strategy ko b follow nai kar sakty hain.iss liye Jab strategy develop ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin tu tab he profit b hasil ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

    brother kise bi strategy per kam kerny sy pehly mira tu mashwara hy ky hm logo ko lazmi us ko pehly demo per practice hi kerna best rahy ga kiyo ky is forex ki market mai yi nahi pata chalta hy ky ky market ny achanak kis terf bhag jana hy tu lehaza ager hm logo ny trade lagai hy tu asani ky sath hm log us strategy y ko jab pehly demo per kam ker ly gy tu kafi achi practice ho jay gi tu loss ka ansaer bi kafi had tak kam ho jata hy jis ki waja sy achy signal mill sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

      G dear bilkul theak bat ki ap nay kay ye zaroori ni hai kay humari stargy har bar he kam aye balkay baz dafa humain es mai bhi lose ho sakta hai yani kay startegy naqam ho saktaye hai tu humain sabar se kam laina chaye
      • #4 Collapse

        Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

        G hain bhai jan kiye aise log hain jo apna loss karwate hain aur is mein zada mehnat se hi is mein kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat se hi is mein ka karna chahye aur forex medin zada mehnat tabhi kar sakte hain jab hum is mein earning kar akte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

          Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m jab stargey develop ho jay tu phir ousy patience k sth use karo i m fully agree with you alot jani maray khyal k mutabiq forex m trding k Doran
          Baaz dafa apni hi banai hui Stargey loss m dakal diti h
          Q k market ki movements ka pata ni lagta h is ly hmy bari lot lanay k ly zorori hmra pass prosper plan ho
          • #6 Collapse

            Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

            G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear trading me sab sy ahm cheez sabar hai agr ham trading me sabar sy kam nhe len gay to ham trading business me kamyab nhe ho sakty han lehaza hamen apni startegy ko azmaty hoy sabar sy kam lena hoga tab he hamen kamyabi mil sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

              Ap ny tk bt ki ha ky hm sb is my km krty ha to saber kana Chaya or jb be trading krty ha to boht he zada soch smj ky he trading krni chahey
              • #8 Collapse

                Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                forex aik bohat bara business hain hamy ache strategy bana kar kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                  forex mai ham ache strategy bana kar isy use kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                    G han bhai bhut achi baat ap na share ki ha agar hum baar baar apni stargety change karty ha our dekty ha k kisi ak syregety ma humain faida ho raha ha to per humain usi ko apnanan chaheye ta k baar baar nayi stargety apna k hum apna nuqsaan na ker betty our per hum ak hi strgety ko apnaly our zayada greed sa bachy thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                      Dear member of Anantapur write Ka Ghar Humne Ek strategy Banai hai tu hamesha hi kya Ham pahle use Bhim account per practice Karen aur Agar Hamari strategy team account mein bhi Kamyab Hoti Hai To Hame real account mein use strategy ko istemal karna chahiye jisse Hum accha profit Kama Payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                        forex mai hamy statergy bana kar market mai enter hona chahey hamy patience ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa buisness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab strategy develops ho jaye tu phir patience k sath iss ko use Karin.

                          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Agar Ham Forex Main Kamyab Hona Hai To Hamen Forex Main Bohat Ziyada Mehnaat Karna Hoga Pher Ja Kar Ham Forex Main Kamyab Honge Agar Ham Mehnaat Nhi Karen To Kamyab Na Mumkin Ho Jay GI To Hamen Chahiye Bohat Ziyada Mehnaat Karen Phr Kamyab B Honge....

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X