Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati
    friends meny is baat ko seekha hy yahan k koi bhi dost jo yahab kaam krta hy jitni mehnat krta hy usy utna hi uska sila milta hy yahi forex ka aik behtreen kaam hy jo jitna kaam kry ga itna usy faida mily ga kabhi asa nahi hota k kisi ny mehnat kam ki ho aur usy faida zaada hoa ho jo jitna kaam kry ga utna hi faida uthay ga is leay jitna ho saky mehnat kren aik doary k sath thanks lay day kr madad kren aur aagy barhty jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

    Dear friend app kha sawaal bikal theak ha jo log manaat krta hain humasha who log he kamyab hotaa hain iss lia huma Cahia ka hum maaat Karin orr forex main kamyab ho sakhy agr huma manaat ka sila na mila tho app ko pta chal jhana Cahia ka app ka nasseb main iss sa bhi achi cheez ho ghe
    • #3 Collapse

      Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

      dear mehnat ik aisi cheez hy ager tu hm log yi kisi bi kam mai kerty hy t ik tiame ata hy hy ky hm logo ko us kam ai lazmi kamyabi hasil ho jati hy mai ny europ mai aisy kai log daikhy hy jo ky ik hi cheez ky pechy kai kai salo tak lagy rehty hy bahut hi ziyada mehant kerty hy akhir mai lazmi un logo ko us mehnat ka sila milta hy or wo log koi na koi cheez ejad ker lyty hy tu yi forex kiya cheez hy hm log bi is mai lazmi mehnat kery gy tu hi faida mily ga or acha khasa profit bi hasil kiya ja sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

        G bahi forex mai agr hum mahnat krta hain tu hamari mahnat zayan nahi jati agr ap mahnat krta hain tu is ka pahl ap ko profit ki soorat mai milta hai is lia dear mahnat karian mahnat ka bina agr ap trading mai kamyab nahi ho sakta suhkriya
        • #5 Collapse

          Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

          Mhnata hamri is buisness my zaya naia hoti hy kii bhi shaks jitni bhi zeada is kam my mhnata krta hy us ko utna hi zeada faida hota ahay hama is my mhnata kry to phr is my hamay sahi faida bhi hota hy our ham is my bhot zeada caha profit bho kam sgty hy trading my agr ham mhnata zeada krty hy to bhot zeada hamay faida hota ahy agrbham mhnat zeada naia krty hy to pgr hamay shai faida naia hota ahy mhnatta ka hi ya kam hy sara
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

            G han forex main kisi ki mehnat bilkul zaya nahi jato yeh aik eysa platform hai ky yahsn jo bhi member jitni mehnat kary ga us ko utna hi zyada bonus milly ga agar hm forex ko apna business smajh kar is main mehnat karain gay to aur zyada acha kam ho ga aur hmari earning ithi hi zyada ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                forex mai agar hum mahnet sy kam kary gy to hamy bonus be acha mily ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                  Aapne bilkul sahi kaha hai Agar Hum Forex trading Mein mehnat Karte Hain Tu Hamari mehnat Zaya Nahi Jati aap kuch nahi aap hardworking Karen aapko output zaroor milegi chahy wo dyr sy mily ya jldi es sy pryshan na hoon
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                    G dear ap ny achi bat ki hy...sirf forex py he ni kahin b koe b forum ho us py mehnt hmesha acha response deti hy or kamyabi ki shkl min hmin result milta hy or forex min ye ksmyabi hmin achi earning ki surat min milti hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                      Ji haan bhai jaan aapne bilkul Hi Sahi kaha hai ke Hamesha main Jyada Se Jyada mehnat karna chahie Kyunki Jo Insan mehnat karta hai use mehnat Ka Phal Jarur Milta hai isliye Hamesha doston ko chahiye Kya Hamesha main Jyada Se Jyada Mein Naat Karen tar ke hum Apne Ghar Ke Ghar chart aur apne jarurat pure kar sake isliye main learning Karke arnica Silk Karni Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                        bhai jan apki bat bilkul thk hy kun k mhnat sy se duya ki her cheez ko aboor kiya jata hy kun k akser badsha h on ny bhi mhnat k zraye he poori dunya per mhnaten ki hain.isliye hmen chye k ham bhi jis maqsad kaily forex ko join kiya huwe a hy uskaily hmen mhnat kerni chye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                          G ah bhai app ne bohot achi bat ki he k forez me kbi mehnat zaya nhi jati or na sirf forex me bilke lifek kisi b feild me ager app mehant kerte he to app ko us ka sala zaroor milega chahy thori der bad mile lekin milta zaroor he is me koi shaq nhi k mehant ka sela milta he
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                            Yeh to seb janty hain leken phir bhi is per amal kerny main koi bhi serious nhen. Seb trading main short cut lagana chahty hain yeh janty hoey bhi keh trading main koi short cut nhen. Yeh aik aisa business hy jis main rozana ki base per seekhna perta hy. Rozana mehnat kerni perti hy. Jo trader aik goal set ker ky isko achieve kerny ki koshish main leg jata hy wohi is main surkhro hota hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me mehnat kabhi zaaya nahi jaati

                              Hi g bilkul Forex me mehnat kabhi zaaya Nahi jati mehnat kabi zaya Nahi Hoti ap ke mehnat Ka result ap ko zaror Milta hai is tarah Forex my b mehnat krny sy Tarah ap ke mehnat zaya Nahi jati humy Pak Forex my zada sy zada mehnat kr gy Tu Tu utna he hamary Leya Acha ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X