New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?
    Dear brothers forex trading men new traders shuru men ziyada tar loss hi hota hey iss ki waja yeh hey k unn k pass acha trading experience nhi hota iss liay woh market ka sahee analysis nhi kar saktay aur loss k dar se ghalt trade laga detey hen jiss ki waja ziyada loss ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

    jee han ap sahi kah rhy ha forex par trading karta howa sab trader ko hi start par loss hota ha wo loss is waja sa hota ha ku ka un logo ko pas forex par trading karna lka nbara ma itna zada experience nai hota ha aur un logo ko is loss sa ghabrna nai chayai aur in logo ko is recover karna ki koshish karni chayia aur un ko koi be trade open karna sa pehla demo account par pratice kar lani chayai
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

      Dear bro new trader ko start main loss is liy hota hy ke un ke pass experience aur knowledge ni hota aur wo market ko ziada ni janty lkn time by time un ko experience hota jata hy aur wo knowledge hasil kerty jaty hn aur is tara un ka loss kum ho jata hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

        G haan bilkul dear aap nay sahi kaha hai.Ziada ter new traders ko apnay kamm experience honay ki wajah sey loss hota hai.Forum kay bhi new members jab pehli baar bonus ata hai tou uss bonus say theek tarah sey trading nahi ker patey jis ki wajah sey account bhi wash ho jatey hain or uss kay baad aglay kuch month uss loss ko he recover kertay rehtay hain.Trading soch samajh or achi tarah seekh kay he shuru kerni chaiye
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

          Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m starting m aksar trder ko loss q hota h Mary khyal k mutabiq naya member aik tu inexprcnce hota or dosra wo bhoot jaldi m hota h wo chata h wo roto rat kamyab ho jay likn koi bi km ya bussiness ho is m kamyab hona bhoot mushkal h q k
          Har cheez ko hasil krny m time lagta h
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

            Hi new trader trader starting Mein Aksar loss hota hai uski vajah aaya hai ki uske paas kaam experience hota hai kam experience ki vajah Se Usko nuksan hota hai Shuru Shuru Hone par hai koi baat nahin Shuru Shuru Mein To Buxar ke saath Aisa Ho jata hai par Ahista Ahista uske paas experience aa jata Hai Jiski wajah se use nuksan kam aur fayda Jyada Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

              forex aik online business hain is main new traders kam knowledge or experience ki waja sy loss main jaty hain is liye agr ham is main new hain to hamy is main expert ho kar is main kam karna chhaey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil akr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

                forex mai agar hum new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai suro mai hamy loss hota hain lakin wakt ky sat hum kamyab ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

                  dear firends new trader ko start main loss kam expereince aur kam knowlegde ki wjaa sy hota hai is leay ju bhi forum par ne member ata ha usko yeh guid karna bohut he zrori hota k pehly wo achi tarh say forex ko learn karay aur demo account par tab tak practice karay jab tak usko expereince nahi ho jata aur apny app par confidence nahi ho jata k wo profti kar saky ga phir he wo real account main trade kar k profit lay sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

                    G dear ap ny thek kaha hy...jb b hm koe kaM start krty hn jis ka knowledge ni hota wo pehly loss min he jata hy or yahi kam forex py b hota hy ...agr hm new hn hmin kuch b pta ni hy trading ka rules ka to hm ghltian krin gy or loss to hona hy phir...
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

                      new traders ko start main itna knowledge i hota or nah hi wo forex ka experience rakhty hain or bgair knowledge kay trades laga daity jis saai ay unhen loss ka samna karna parta hai is lea hamen sab say pahly isko achee tara sekhna chaea or iska bht acha knowledge rakhna chaea ksi senior teacher say contect main rahen or phir trades lgain is tra ham loss main jany say bach saktu hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko starting men aksar loss kiun hota hey?

                        Dear frend jab hm forex ko start karty hai to hmaray zahrn mai bus aik he bat hoti hai or wo hoti hai forex mai earning jis k chakar mai hm ye bhol jaty hai k hm forex sy earning sy pehly hm forez mai learning b bhot zaruri hai .jo hmari loss ki sab sy bhari waja banti hai jo log forex mai earning sy zayda learning ko importent daty hai uny kabi b loss ka samna ni karn parta.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X