Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.
    Aslam o alikum dosto mein seniors members say ek sawal puchna chahata ho k forex mein humey lose kis waja say hota hai aur resion kia hota hai. Lose ki wajohat darja zail hain
    1 hum stop lose option istamal nahi karty
    2 ek time mein zaida trade open karna
    3 ek din mein ameer ban nay ka sochna
    4 lalach karna.
    5 apny balance k hisab say lots size nahi big lots size use karny say
    Dost in chizo say humey lose melta hain forex business in chizo k zehn mein rakty howy hum acha profits kama sakty hain in 5 option ko nazar mein rakna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sakhi پيغام ديکھيے

    Forex trading Mein loss traders ko Unki mistakes ki wajah se hota hai to bolo SBI traders kohi nahi aayega bahut Sare traders Jab trading Karte Hain to Bina Gali aur experience Kehi trading Karte Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

      G dear forex trading mai humain lose diya ni jata hai balkay hum apni ghaltiyon ku waja se lose kartaye hain kiyu kay ager trade ko theak tareeqaye kay sath lagaya jaye tu humain kabhi bhi lose ni ho ga balkay humain profit zaroor ho ga kuyu kay trade theak laga ho ga na
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

        Loss hy sirf apni wja sy hi hota ha hum kisiii wja sy trading ky decision sai trha sy nai lyte tw hmy lossyho jata ha hmri information my kami hoti ha lack of knowledge ki wja sy b humy aksr loss hota ha or sometime aokooo loss apki luck ki wja sy hota ha is liye ziyda sy ziyda experience or knowledge hona bht zarori ha forex trading k liye is sy ap earning sai triky sy kar skty hain or humy forex trading my apne emotions ko control my rkhna chahye loss my himat nai harni chahye
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

          forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam busienss ke nisbat acha businesss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

            Dear sir aap ne bilkul theek Kaha Hamein loss isliye Diya Jata Hai Kyunki aap mistakes Karte Hain aur apne mistakes ko recover Nahin karte hain Agar Hum Apne mistakes ko recover Karte Rahen to Hamein kabhi bhi loss Nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

              forex aik world wide business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar skt hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                forex trader main koi kisi ko loss nhn daita is main kisi koqaid nhn hai k app kahan trade lagao to is main loss koi nhn daita yeh hamari ghaltyoon ka nateeja hota hai jis say hamain yeh loss bhugtna perty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                  forex main jab ham galti pay galti karty hain or isy durst kiye bager hi lalach ky sath kam karty hain zada bonus earn klarny ky liye aik waqt zada trade open karty hain to hamy loss ho jata or hamara account be wash ho jata hain ham 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham gar beth kar be is main kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                    Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Hamen Forex Mein loss Na Ho To Ham kabhi bhi profit nahin kar sakti hello Samay Hota Hi rahata Hai agar Hamen loss Nahin Hoga To Ham Apne lost Se sikhe Kaise Kyunki Jab Ham aaenge Nahin to jeet ka maja Kaise aaega
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                      Assalamu Alaikum dear Forex member bhai aapki baat bilkul sahi hai lekin main sirf Itna Kahana chahta hun ki agar aap market ko analyses kiye bagair trade Lagate Hain To aapko launch hoga to vah Aapka hi Galti hai agar aap ek din Amir Banna Chahte Hain lalach Karenge market ko analyses Kiya Gaya trade Karenge tabhi aapko loss ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                        g han bhai jaan agar ham as main kam karte hain aor ham as main se earning karna cahte hai tu hamein cahye hai kee ham as main ache se kam kare and ahemin as min bohat hi zyada mihnat karna ho gaa ta ke ham as main se earning kar sake and hamein as main dil laga kar kam karna chahye tu hi ham as main se earning kar sake ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                          Bhai loss dia nhi jata loss ho jata aik world wide market hai Kia PTA chalta baqi loss mostly hamari ghalti say ho ta maemrket NY to AP y trend k hisaaa say chalna hota jis traff trend usi taraf market
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein lose kio humey dia jata hai.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sakhi پيغام ديکھيے
                            Aslam o alikum dosto mein seniors members say ek sawal puchna chahata ho k forex mein humey lose kis waja say hota hai aur resion kia hota hai. Lose ki wajohat darja zail hain
                            1 hum stop lose option istamal nahi karty
                            2 ek time mein zaida trade open karna
                            3 ek din mein ameer ban nay ka sochna
                            4 lalach karna.
                            5 apny balance k hisab say lots size nahi big lots size use karny say
                            Dost in chizo say humey lose melta hain forex business in chizo k zehn mein rakty howy hum acha profits kama sakty hain in 5 option ko nazar mein rakna chahiye.
                            Waalaikumsalam yes sir hm khud hai in points ki wja se loss krty hen. agr hm in points ko avoid krn to hmara loss ka ratio km se km hota jaeyga or akhar kaar hmen sirf kabhi kabhi hi loss ho ga. is ley hmen chahey k lalach se b bacen,stop loss use krn or small lot size choose krn or market k mutabik khud ko b updated rakhen. yani k deep analysis k bad hi trading krn.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X