Trading karty time ghalti nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karty time ghalti nahi karni chaye
    Trading karty time market me ghalti ham se ye ho jati hay key news ko ham bilkul be nazar andaz kar key trades open kar lety hey news ko nazar andaz karny ki waja se technical analysis be hamy loss se nahi bacha sakti hay agar es mistake par control hasil kia jaye to traders ko kabi loss nahi ho sakty ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

    G han jaby trading current news ko Jahan Mein Rakhe Kyunki Agar Hum news Ka Dhyan Nahin Karenge to Hamein nuksan ho sakta hai forex market mein news ka effect bahut jyada hota hai market ki movement bahut Tej Ho Jati Hai hamein chahiye ki hum news ke Waqt apni traders close karne ya phir news ke Waqt trade na Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

      Dear friends bilkul sahi bat he forex mein trading k Duran confuse na Hon or bilkul bhi tension na len bal k fully confidence k sath Kam kren or trading mein ghalti na Karen q k apki choti c ghalti bhi apko nuqsan de sakti he es liye jitna ho saky apni ghalti se sabaq seekhay
      • #4 Collapse

        Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

        yes dear ap ki bat theek hy waqi trade jab bi hm log klagaty hy ager tu hm logo ny bian market ko analysis kiya tarde open ker li hy tu ager tu wo hamri trade sahi simat mai lag agai hy tu faida hi mily ga per ager tu wo galt siamt mai chali gai hy tu lazmi hm logo ko loss ziyada dy jay gi bas ap ko is bat per ana ho ga ky jab bi trade lagay gy lazmi hm log pehly us ko achi terha sy analysis kiya kery tu hi best rahy ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Trading karty time market me ghalti ham se ye ho jati hay key news ko ham bilkul be nazar andaz kar key trades open kar lety hey news ko nazar andaz karny ki waja se technical analysis be hamy loss se nahi bacha sakti hay agar es mistake par control hasil kia jaye to traders ko kabi loss nahi ho sakty ga.
          Bilkul theek kaha hai agar Hum trade Lagate Waqt market ko analyses Karle aur news ko ek baar Jarur Dekh Le Tu Hum Kabhi Bhi nuksan Na Ho Hamein Hamesha hi profit Ho but Hum Aisa Nahin Karte Jab Hamne nuksaan ho jata hai tab Hamein Yeh Sab chijo Se Najar Utar Jati Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

            trading krty waqt zarori ha k aap technical analysis bhi rakhy or news py bhi nazar rakhy phr aaap koi pair select kry phr nuqsaan kam sy kam ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

              Dear friend aap bilkul sahi Baat Kahi Agaram chatting Karne Wale Hain tu hamesha hi Kyon pahle market ko achi Tarah Se analyses Karen aur Galti bilkul Bhi Na Karen Kyunki traded Mein galti ki gunjaish bilkul Bhi Nahin Hoti aapne ek galti kar di to Aapka account was Ho Jayega isliye Jab Bhi pe Lagaya pahle market ko achi Tarah Se analyzers Karen fur trade lagayein
              • #8 Collapse

                Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                jab b trade krnae lgo tu mind ko axe trah hazir rlkhlo nend ki halat m trade ni ki jaty ha apko cheyae kae ap trade krnae sae phly amrket kos mjlo or axe trah amartket ko aanlysis kr kae akm kro isi trah ap kamayb ho skty han or profit bna skty han apko cheyae kae ap glty saae abch rk kam kro hmesha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                  Dear Forex trading business ko Bade Itihas se karna chahiye is Chhotisi mistake se Bada loss ho jata hai jaldbazi nahi karni chahiye Sabar se kaam Lena chahiye aur Market ko Jyada Se Jyada time Dena chahiye Jitna time market Todenge Itni achi trade open kar Sakenge


                  .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                    han brother tading krte waqat hume koi mistake nai krni chaiye is main hume soch samj kr kam krna hota ha ur sab se phaly hume apne emotional ko control krna chaiye is main hume hardworking ki zahrorat hoti ha daily is main menat krni chaiy hume
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                      G han bilkul theyk kaha ap ny forex main trading ky dauran hmaien bilkul bhi ghalti nahi karni cahiyay kyun ky agar hm forex main trading main mistakes karain gay to is ki wajha say nah sirf hm loss utha sakty hain balky hmara account bhi wash ho sakta hai is liyay koshish karain ky trading fresh mind ky sath karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                        g han ap sahi kah rhy ha forex par hamay kabhi be trading karta howa mistakes nai karni chayai ku ka is sa hamay sirf aur sirf loss hota ha aur ham logo ko agr marekt ko analysis karna ma ya trend ko ya news ko nazar andaz karna hamary sab sa bari mistakes hoti ha ku ka is sa hamay sirf aur sirf loss hota ha aur ham logo ko is ki waja sa bobht zada loss beho sakhta ha jis ko recover karna muskil ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                          hamy mistake ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai kam kartyh ain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                            trade k waqt galti belkul nahi kerni hoti hay aor Dear mery khyal say kisi bhe trader ko us wakt trade karni chaiya jab vo mentally tor par fresh hota hay q k kisi preshani ya upset hony say achy wakt may bhe theek trade nahe kar sakian gay aur loss uthana pry ga lakin evening time trade k liay zyada behtr hota hay aur us wakt zyada profit hasil kar sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karty time ghalti nahi karni chaye

                              yes boss ham ko time per trade karna hota h aur jab ham as mien naye hote hien tu hamain as mien sab sy mashwara karna hota h jab ham as mien aik dosre sy mashwara kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar acha ban ker as mien kaam krna hota h jab ham as mien kaam karte hien tu ham ko as mien kio khas tajerba nahi hota h as lyee ham ko tajerba hasil karne k lyee as mien seniors sy rabta karna hota h aur ham ko as mien trading ko seekhna hota h jab ham as mien trading ko seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X