basic reason of loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    basic reason of loss in forex trading
    umeed ha ap sab khryt sy hon gye aj ma apko btati hn forex my loss kis wja sy hota ha uski basic waja kiya hoti ha yah bat thik ha ky yah bht bara business ha or yaha ziyda sy ziyda hum aram sy kama sakty hain mgr kisi waja sy loss ho jata ha tw yah loss humri khud ki waja sy hota ha hum apna target set nai karty or na hi koi experiance gain karty hain hmra bs focus gain py hota ha mgr hum apne weak points ko ignore kar rhy hoty hai jis sy wja sy humy loss ka smna karna parhta ha.. we should established good strategies and target the our goals and keep workhard and also use reasonable leverage
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: basic reason of loss in forex trading

    Theek.kaha apne Jab Tak Hum Apna target set nahi karte waqt Tak Hum market mein rehte hain aur trading Karte Rehte Hain Jis ki vajah se overtrading ho jati hai aur Hamein nuksan ho jata hai hamein chahiye ki hum Apna Ek target set Karen aur usko achieve karne ki koshish Karon Jab target achieve Ho Jaaye to Fir rest Karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: basic reason of loss in forex trading

      Assalamu Alaikum dear Boss aapka bahut sahi hai Kyunki Aap Ne Ye Baat Sahi tarike ke shaadi ka hai aur Hamesha chuka hai Kyunki aap Har Baar Sahi karte hain Kyunki Main Jata Hai Kyun rahe hain aur hum aapke hain kaun hai kya kehte hain
      • #4 Collapse

        Re: basic reason of loss in forex trading

        dear ap ki di hoi info theek hy waqi ager hm logo ny forex maiapny ap ko kamyab trader bana hy tu lazmi kuch khas kisam ky rulea banay hony gy or un per lazmi amal kerna ho ga tabhi hm logo ko faida hasil ho sakta hy daikhy forex bi ik amm business kiterha sy hi kam kerta hy lehaza ager hm logo ny forex ko hi kerna hy tu is mai kam kerny ky liya hmlogo ko mehnat kerni ho gi is mai loss ko waja miri nazer mai tu lalch hi hy jis ki waja sy hm log loss kerty hy.
        • #5 Collapse

          Re: basic reason of loss in forex trading

          ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai k ap sab khairiyat se honge ham janty hain k forex trading main loss ki kya basic reason hai wo yeh hai k ham trade tention main lagty hain our ehtyat se nhn lagaty iss se hamein bhut bara nuqsan hota hai ager ham trade ehtyat se lagyein gay tu hamein bhut faida hoga our loss kam hoga
          • #6 Collapse

            Re: basic reason of loss in forex trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
            umeed ha ap sab khryt sy hon gye aj ma apko btati hn forex my loss kis wja sy hota ha uski basic waja kiya hoti ha yah bat thik ha ky yah bht bara business ha or yaha ziyda sy ziyda hum aram sy kama sakty hain mgr kisi waja sy loss ho jata ha tw yah loss humri khud ki waja sy hota ha hum apna target set nai karty or na hi koi experiance gain karty hain hmra bs focus gain py hota ha mgr hum apne weak points ko ignore kar rhy hoty hai jis sy wja sy humy loss ka smna karna parhta ha.. we should established good strategies and target the our goals and keep workhard and also use reasonable leverage
            Basic reason of loss in Forex trading is over trading bad money management aur Sabse Badi Baat lalach aap overtrading sirf aur sirf Lalan Ki vajah Se Karte Hain Aur Ek Aur Bhi Wajah Hai is wajah se nuksan hota hai wo aaya hai kya aap market ko time nahi dete market knowledge Nahin Hota aur aap trade Laga Lete Hain
            • #7 Collapse

              Re: basic reason of loss in forex trading

              mre khyal mai to basic reason loss ki za ha k trader k pass forex ka knowledge ni hta or wo investment k bgair trading starrt kr dta ha agr aias k passs knowledge ho bhe aias ne demo pr practice ni ki hbote jis ki waja se wo chote chote ghaltia krta ha jis ki waja se loss hta baz oqat traeder lalch krta ha jis ki waja se wo lalach mai AIA KR MARA jata ha baz oqat
              • #8 Collapse

                Re: basic reason of loss in forex trading

                G han dear aapne bilkul theek kaha hai basic reason of loss in Forex trading target nahi set karte aur planning ke sath trading nahi karte to loss hi hota hai Forex trading Aisa business hai is Mein Bade Itihas se kaam karna padta hai Chhotisi mistake se last ho jata hai Badi planning ke sath is Mein kaam karna padta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: basic reason of loss in forex trading

                  forex pr loss honae ki kahs wja y aha kae ahm forex pr lalch kr kae kam kty han ro axe trah tradign ni krty ahn or bskhty han kae mht kae bgair hy hme profit ho jae or hm axe trah learnifn or earnign kr laen bhair ksi b mhtn kae jab kae sa ni ho skta a apko kuch panae kae lyae kuch khona prta a apk omhnt krni hoty ha kam krnae kae lyae otherwise apkpo prfoti noi ho skta a
                  • #10 Collapse

                    Re: basic reason of loss in forex trading

                    Forex main loss ki basic wajha experience aur market knowledge ka nah hona hai kyun ky agar hmary pas forex trading ka experience nahi ho ga to kamyab trading karna bahout mushkil hai aur agar hmaien market ka knowledge nahi ho ga to bhi hm market ko smajh nahi sakien gay aur kamyab nahi ho sakien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: basic reason of loss in forex trading

                      dear hume hume sab se zada lose lalach ki waja se hota ha jo hum bonas py zada big lots size ka use krte hein hume is main mnat ktni chaiye lekin is main apne emotinal ko sab se phaly control krna hota ha hume menat k bhagir success hasil nai ho sakti
                      • #12 Collapse

                        Re: basic reason of loss in forex trading

                        Dear friends bht sy log is waja sy log forex trading main loss kr bethtay hain loss ki waja aik to wo forex rules ko follow nhn krtay 2nd apni ghaltion ki waja sy. Knowledge ki kami .bari lot k sath trade open krna. Tp aor stop loss ka istimal na krna.lalach krna.money management k baghair trade open krna ye wo chand annasir hain jis ki waja sy log loss kr bethtay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: basic reason of loss in forex trading

                          Lose melny ka sub say bara waja ye hota hai k hum baghar experience aur knowledge k trading karty hai tub humey lose melta hai forex trading mein without knowledge k agar hum start lay tu lose ka sabab ban jata hai aur stop lose ka istamal nahi karty. Lalach karty hain aur ek trade he time pa zaida trades open karty hain is waja say humey lose melta hai agar experience aur k hum kaam kary gay tu apko lose mely ga demo account ka istamal nahi karty is lye humey lose melta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: basic reason of loss in forex trading

                            dear main samajti hon k koi bhi business easy nhi hota jab tak keh ham is business keh barey mey experience and knowledge na hasil karlety isi tarha ye business bhi easy nhi hai isme bhi success hone keh liye mehnat karna parta hai,thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: basic reason of loss in forex trading

                              g han Forex trading trading in both a risky business hai easy nahi hai agar aap Forex trading may experience ke sath aur hard work ke sath kaam karte hain toh aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading Ek bahut hai risky business hai
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X