Account Wash Honi Ki Koi Wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Wash Honi Ki Koi Wajah
    Bhai jan jab bhi humara account wash hota hain iski kiya wajah ho sakti hain aur humko is mein zada trade lagate hain ya pher is mein trade laganae ka andaza nahi hota hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

    Jab hamei trade losss my ja rahi ho to hamay us taime pr apni trade ko close krwa dyna chiya hamaya chiya hama us ko us taime my close kr dy our ham zeada losa sy ham bach jaye takay hanay zeasa loas na ho our ham sahi kam kr sgy agr ham apmy account ko nai bachty hy loss hony dyty hy bethy rehty hy to phr hamay loss ourbbhi zeada hota jata ahy our account wash
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

      DEAR as main ham jab trade lagate hain tu ham ya tu greed karte hon ge ya tu ham as main risk lete hon gee ya tu hamre mistake se hi ye account wahs ho jata hai as liy ham ko an sab chezo se bachna chahiy hai tu hi ha as main kamyab ho sak egee aor ham ko ache se bi kam karna chahiy hai
      • #4 Collapse

        Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

        Dear friend account wash hone ki ek hi waja hai ki hum ismein lalach karte hain aur Jyada profit kamane ki koshish Karte Hain Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye bol ke Sambhal rate comment mein rakh kar train Karni chahiye jisse Hum accha profit bhi kaam Aate Rahenge aur Hamein loss bhi nahin Hoga aur Hamara account wash bhi nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

          Dear bro ziyada tar traders k account wash hony ki sb sy bari wja greed hoti hai..greed ki wja sy trader lot size ko ziyada sy ziyada use karta hai. aur ziyada profit earn karny k chakar main lot size ziyada use karny ki wja sy account wash kra deta hai. agar forex main sabar sy kam liya jaye aur lot size ko account k capital k mutabiq use kiya jaye to account kabhi wash nhi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

            Boss jab hamara account wash hota h tu as mien aik nahi kafi waja hote hien as lyee ham ko as mien sab per control kerna hota h agar ham as mien sab per control kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar jis cheez ka zyada khayal kerna hota h wo h lalach ham ko lalach sy dor rehna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

              ji haan sir Agar Hamara Pakistan Forex account was ho jata hai to usme Hamari Galti Hoti Hai Kyunki hum ne Pakistan Forex main market ko analyzers bilkul bhi nahi kiya hoga hoga isliye Hamara account was ho gaya hai hamein chahiye gaana Pakistan 1st Main Jab Bhi Apna trade open karna ho to Hame bahut hi jyada market ko analyses karna hoga bad tried open Karni Hogi thanks
              • #8 Collapse

                Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke account was hone Ka Yahi waja Hota Hai Hum Jyada large karte hain aur take profile nahi Lagate aur Jyada profit ka lalach Karte Hain aur Lot size bahut jyada Lagate Hain Hamein lot size kam Lagana chahi
                • #9 Collapse

                  Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                  dear mein to ye kaho gaa k ham is mein trading kar te hain to ham is mein riski tarde lagate is waja se hamar account wash ho ja te hain ahm ko is mein tarede kar te waqt lot size kam lrakhna chaiye tab ja kar ap ka is mein balance safe rahe ga aur apko is mein loss bhi nahi hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                    ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai lekin Mere Rai ke mutabik account is Waqt was Hote Hain Jab Hum is online business ko kaise lete hain aur isme hardwork Nahin karte
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                      Account es waqat wash hota hai jab hum market mai TP aur SL key begar vtrade open krtey hai tou humra account wash ho jata hai. Es lye hum ko jab be trade open krna hai tou hum ko market mai SL Aur TP ko istmal krna chahey,. jis sey humra account wash nahi ho gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                        Anji Hamare Pyare doston Awara cinema Baat to sahi likha tha Kyunki yah Baat Hamesha Mai chuka hai Kyunki wo Hamare Sharir mein baat bhi hai aur Kyunki wo Hamare Samne Bahut Achi Hain Kyunki uska baat samajh sake share karna chahie Kyunki Hamare Paas Hai asli hai ya baat hai uski aur baat sahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                          dear main samajhta Hoon aapka account isliye was Hota Hai hi ki aap apne account ko Puri Tarah aur Bina Waqt Ke Chod dete Honge isiliye aapka account watch Hota hoga agar aap account mein jyada der online rahenge to aap ka account was nahi hoga aur agar koi mistake profile mein nahi hogi tu Ya kabhi nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
                            Bhai jan jab bhi humara account wash hota hain iski kiya wajah ho sakti hain aur humko is mein zada trade lagate hain ya pher is mein trade laganae ka andaza nahi hota hain
                            Account was hone ki bahut sari vajah ho sakti hain Jin Mein Sabse Badi bajaya hai ki aap ho aap aap ka lalach Jyada trading par Majboor Karta Hai Jis wajah se aapka account was ho jata hai aisa bilkul nahin karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account Wash Honi Ki Koi Wajah

                              jab trade loss me jaa rahi ho or ham close nahi krty or is had tak chali jaati ha k loss deposit sy zyada ho jata ha tu phr account wash he hona hota ha so hamy cahhye k jab loss me jaa rahy ho tu trade stop kr deni cahhye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X