Lose ke asal wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose ke asal wajah
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko chaya ka ham phala forex ko acha sa learn kran phr use krta han tu ham ko fiada hota hai us main lose ke sab sa bri wajah hoti hai lalch jab hm lalch krta han aur patience sa kam nea lata han tu hm ko lose ho jata hai kiun ka lalch kran ga tu hamara her decision galat ho ga aur hm ko her dafa lose he ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lose ke asal wajah

    Bhai jan ap ny bilkul sahe kaha hy loss ke asal waja lalach he hofi hy ham market k trend ko follow nai karty and lalach ma a k ghalat trade open kar lety hen jis ke waja sy hamen loss ho jata hy and aksar ue loss itna ziada ho jata hy k hamra account he wash ho jata hy lihaza hamen apny jazbat pa qavu rakh k trading karni chaye
    • #3 Collapse

      Re: Lose ke asal wajah

      Dear friend app kha sawaal bilkal theak ha loss ki asal
      waja ya ha ka humara agr thora sa loss ho jy tho hum himat har jhata hain iss lia huma cahia ka hum sbr sa kam lain orr agr loss ho bhi jy tho tension na lian
      • #4 Collapse

        Re: Lose ke asal wajah

        Lose ka sub say bara waja ye hota hai k hum baghar knowledge aur aur experience k agar trading start karly tu humey lose melta hai. Aur dusri bat ye hoti hai k hum stop lose ka option use nahi karty. Ek he time pa zaida trade open karty hai is liye humey lose melta hai. Humey chahiye k real account mein trading start karny say pehly demo account par practice kary taky experience aur knowledge mel jay tub humey real account mein trading start karna chahiya. Demo account humey experience deta hai
        • #5 Collapse

          Re: Lose ke asal wajah

          Dear aapki baat se itefaaq kerta ho loss ki asal me 2 wajah he ek Lalach doosri jald bazi he ye dono agar hum k andar na ho to hum loss se bach sakte he agar aap ziada ki lalach karte he to aap her soorat me loss me jaeinge or agar jald bazi bhi karenge to tab bhi aap loss karenge is liye achi baat he k in dono cheezon ko chor dena chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Lose ke asal wajah

            loss ke asal waja hamare mistakes hote hain forex aik unique business hain hamy osro ke copy pasts sy gurz karna chahey forex aik international business hain hum is mai agar trend ky against kam kary gy to he hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik aam buisness ke nisbat acha busienss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Lose ke asal wajah

              forex kr karobar mein humary loss ke asal waja humari apni galtiyan hoten hein ager hum apni galtion ko over come karna sekh jaen gey to hum loss baher nikal aen gey or profit gain hona churo ho jaey ga forex aik acha or betareen source of income he is mein apni trading knowledge or experience ko share kerty hein forex aik life time karobar he
              • #8 Collapse

                Re: Lose ke asal wajah

                Assalamu alaikum my dear friend and all member Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge hanji bilkul thik hai ki Last Castle Baja Pakistan Forex Mein Kya Hai Uske Sar mein hai ki hum jaldbazi karte hain aur trading my mistake Karta Hai Jiski wajah se main loss hota hai isliye main chahi ke pahle Demat account par knowledge Haasil Karen aur uske baad hi real mein trading Karen tabhi Hum Log Se Ban sakte hain isliye main chahi ki mehnat Karen aur ek acchi trader bane
                • #9 Collapse

                  Re: Lose ke asal wajah

                  My my dear brother of Pakistan Forex forum Assalamu Alaikum Umeed karta hun ke aap bilkul ager ham ko loss ho jata hai ro ea ki asal waja hamae mistakes ho jate haiin ager ham kise trade maon mistake ker jate hain Tu Humko loss hota hai kya Hamara account watch ho jata hai apni hamein chahiye Ke Hum Apni mistakes ko improve Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Lose ke asal wajah

                    Dear friend loss ki waga hoty hy market main bageer analeses k ghusna gab ap bageer sochy samghy koy bhi trade opon kar dety hain to pher ap ko pareshani ka samna karna parta hy ges say ap ko serf aur serf loss hi hota hy as leye soch samagh kar hi trading karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Lose ke asal wajah

                      jab ham is main lalchi ho kar emotional ho kar kam kary gy or is ky rules ko ignore kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota hamy apni choti or bari gaktio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasi kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X