loss hone par pareshan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hone par pareshan
    bhaio as an ham ko kabhi bhi loss hone par preshan nahi hona chahiy hai q k profit aor loss tu dono ki as foerex ka hisa hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hone par pareshan

    Trading me profit aur loss hamary experience aur knowledge key base par hota hay es ley trading ko agar loss be ho to pareshan ya confuse nahi hona chaye, traders loss hony par agar confuse ya pareshan ho jaya karen gey to es emotional trading ki waja se wo aur be zeyda loss kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: loss hone par pareshan

      reimagine aapne bilkul sahi kaha hai agar Hamesha main Kabhi Kabar 920 Aaye tu hamesha main bilkul bhi Pareshan Nahi Hona chahie Kyonki Ek Aisa platform Hai jis mein kabhi loss Ho Jaye woh bhi jata hai aur Kabhi Hamein is main kaam abhi lete hain lekin Hume Pareshan Kabhi Bhi Nahi Hona chahie loss hone ki vajah se
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: loss hone par pareshan

        aapne bilkul sahi kaha hai los huny ki Surat men agar ham preshan hungy to mazeed los kar skty han esliye relax then ur los hune pe bilkul bhi preshan na insan bure experience se hamesha aik new sabak milta hai .
        • #5 Collapse

          Re: loss hone par pareshan

          Sir humey lose melny par kabi be preshan nahi hona chahiye kio k lose aur profits har ek business ka hisa hai online business ho ye offline har ek business mein lose be hota hai aur profits be hota hai
          • #6 Collapse

            Re: loss hone par pareshan

            اصل پيغام ارسال کردہ از: lubna1212 پيغام ديکھيے
            bhaio as an ham ko kabhi bhi loss hone par preshan nahi hona chahiy hai q k profit aor loss tu dono ki as foerex ka hisa hain
            Bahut Sare traders Ho trading karte hue Jab loss hota hai tu bahut tension lete hain traders ko Aisa nahin karna chahi apni mistake se Hamesha learn karna chahi tabhi Hua acche trading kar Sakenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: loss hone par pareshan

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Garam Pakistan Forex Mein kaam karke hain aur hum trading Karte Hain To Hamein bahut bada loss Ho Jata Hai Tumne bilkul bhi pareshan nahi hona chahiye Agar Hum Pareshan Ho Jayenge To Hamein Pakistan Forex main kaam karne ka dil bhi nahin Karega isiliye main aap se Yahi Kehna Chahta Hoon kya main Pakistan Forex major block ho jaye to Pareshan bilkul Bhi Nahi Hona chahie Hamein Aage mehnat karna chahie thanks
              • #8 Collapse

                Re: loss hone par pareshan

                DEAR ham ko kabi bi loss hone par pareshan nahi hona chaiy hai q k agar ham as main pareshan hon ge tu hi ham ko as main loss ho gaa agar ham as main pareshan nahi ho ge tu bi ham ko as main loss ho gaa as se bihtar hai kee ham ko jab loss ho tu ham ko pareshan nahi hona chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: loss hone par pareshan

                  Loss hamag hota rehta ahy iss sy kuch naia hota ahy us sy hamay preshan ho k naia betg jana chiya hanaya apna kam jari rakhna chiya our zeada mhanat krni chiya our apny loss ko kam kkrna chiya hmaya chiya hama apny loss ko bhot zeada kam kry our profit zeada kry
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hone par pareshan

                    G ha ap ny tk bt ki ha ky loss to hot ha to is my pray shan ni hona chahey q ky ya to aany jany wali chez ha q ky kbi profits to kbi loss hota he ha her business my or sb ko bs mahnt krty Rana chahey or prayshn to bilkul be ni hona
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hone par pareshan

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai maine sirf Itna Kehna Chahunga ke hamein chahiye ki hum Forex mein lalach bilkul Bhi Na Karen hamein chahiye ki hum Yahi koshish Karenge Kamyab ho jaen aur hamein chahiye ke Agar Jab Bhi Hamen loss hota hai to Hame pareshan nahi hona chahiye Kyunki Pareshan hone se Hamein profit Nahin hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hone par pareshan

                        ha g loss pr kbhe bhe parshan ni hna chye bulke wo mistake jin ki waja se loss ho rha ha aion sb ko clear krna chye ta k next time ham loss se bach ske or sath sath sb se phle demo pr ache trah se practice krne chye ta k ham apne ghaltio ko0 thk kr ske or next time loss se bach ske
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hone par pareshan

                          Profit aur loss kisi b business ka hissa botay hain to lehaza kabi b loss ki waja se pareshan na hon balkay dobara se motivation k sath trading karen aur soch samajh kar trade karen ta k next time loss se bach saken. Learning per focus karen aur new strategies bnaen.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hone par pareshan

                            Ap ki baat theak hai. likan ap ko maloom hai k jab ak trader ko loss hotey hai tou wo anger bhe hota hai aur pareshan bhe hota hai. likan ak trader ko chahey k jab es ko loss ho tou wo apni strategy ko improve krey tou wo loss ko bhe recover kr sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hone par pareshan

                              Dear friend agar humne trade lagaya hai aur Hamara trade loss Mein Gaya Hai To Hame Pareshan bilkul bhi nahin Hona chahie Kyunki pareshani Se Hum Kabhi Bhi Apne sweetness ko control nahi kar Payenge Jiski wajah se Hamein loss Hua Hai Hame chahiye ki hum Hamesha aise hi freshman ke sath market analysis Karen tere mein loss bhi nahin Hoga Aur Hum accha profit bhi kaam Aate rahenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X