Aksar Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar Loss
    Bhai jan humain is mein kasar loss q hota hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur is mein shaed huamra plan kamyab nahi hain ya pher is mein ache tarike se kam nahi karte hain please senoirs koi help hain to kare trading karne ka koi tarike bataye humko is mein loss zada q hota hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aksar Loss

    G dear baz dosto ko daikha gaya hai kay wo gila kartaye hain kay uhnhain hamesha he lose hota hai tu us ki waja ye hai kay un say theak tarha trade ni lagay jata hai ager trade lagaye jaye tu profit zaroor hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Aksar Loss

      Loss zeada is liya ahota ahy k ya asani sy ho jata hy is ki hamay zarorat naia hoti hy jo chez hamay zarorat na ho jis sy ham dry who hi hota hy phr ham mhnata bhi maua krty hy paractis bhi ham naia kety hy is waja sy hamay our hi zeada loss ho jata hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Aksar Loss

        Dear akser loss aa jata ha forex mein ye koi tention wali bt ni ha hamaen loss ko accept krna chaye aur us ka sadebab krna chaye. Loss se bacha ni ja sakta laikn loss ko kem kiya ja sakta wo hm pe ha k kis trha aur kon kon c tadabeer laga kr hm forex se loss ko se Bach sakty haen.
        • #5 Collapse

          Re: Aksar Loss

          Dear brother forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se aksar loss ho jata hey lekin forex trading men aksar loss unn logon ko hota hey jin k pass knowledge aur experience ki kami hoti hey ya jo ziyada profit ka lalach kartay hen unn ko aksar loss ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Aksar Loss

            dear ap koi bi kam kerty hy ap kab bi us kam mai yi zamant nahi dy sakty hy ky ap ko us mai loss nahi ho ga kiyo ky hamry islam mai hy ky jis kam mai loss na ho us ko kam ko islam amiharam samjha jat ahy jaisy ky ap kisi bi bank mai apni amount ko fix kerty hytu badly mai hm logo ko her mah profit milta hy jis mai koi loss ka khtra nahi hy tu yi haram pr forex mai ap ko 2no hoty hy is liya is mai loss sy ghabrana nahi chahiya balky mehnat kerni chahiya.
            • #7 Collapse

              Re: Aksar Loss

              Dear trading kertay huay kabhi bhi jaldbaazi nahi kerni chaiye.Jis pair mai trading kerni hai usay achi tarah ghor say monitor karey ,uss kay barey mai trends ko daikhain or jab sahi tarah samajh ajaey tab he trade lagaya karey.Aksar traders ko jaldbaazi ki wajah sey loss hota hai kiyu wo market kay chart ko daikh kay he trading shuru ker laitay hain jo bilkul bhi sahi strategy nahi hai
              • #8 Collapse

                Re: Aksar Loss

                g han ap sahi kah rhy ha forex par hamay profit sa zada loss hota ha aur ham log is ma loss sa bachna ki kitni hi koshish hi ku na kar laya nai bac pata ha ham logo ko loss is waja sa hota ha jo trade ham na market ki movemnt ko dekhta howa open kiya ha wo market ki opposite movement sa effect hota ha aur hamay is ki waja sa be loss hota ha hamay greed aur jalkdbazzi karna ki waja sa be loss hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Aksar Loss

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
                  Bhai jan humain is mein kasar loss q hota hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur is mein shaed huamra plan kamyab nahi hain ya pher is mein ache tarike se kam nahi karte hain please senoirs koi help hain to kare trading karne ka koi tarike bataye humko is mein loss zada q hota hain
                  traders co Forex trading Mein kaam karke axelos isliye hota hai Kyunki Bina soche samjhe kaam karte hain aur unke Paas Forex trading ke knowledge Bhi Nahin Hoti traders Jab Aise trading Karenge to loss hi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Aksar Loss

                    meray khayal main es k liye Demo account p practice to boaht he zarori hy is sy apko market ke movement k bary me pta chalta hy is sy kafi market ke fluctuation k bary me idea ho jata hy jo ahi trading k zarori hota hy,thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Aksar Loss

                      g haan bhai jaan ham ko as main aksar as liy hi loss hota hai q k ham as main greed karte hain as liy ham ko asmain greed nahi karna chahiy hai agar ham as main greed kare gey tu ham ko as main loss hi ho gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Aksar Loss

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame Pakistan Forex Mein Har Waqt loss hota hai to usme Hamari Galti hoti hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut accha trade Karenge aur Market Kauwa Kaate Na Lage Karenge to Hamein kabhi bhi Pakistan Forex se loss Nahin ho sakta isiliye hamein chahiye Hamen Agar nuksan Se Bachana Hai To Hame market ko analyses karna hoga FIR trade Karni Hogi thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Aksar Loss

                          Dear los se bachny ky liye hame analysis ki zarurat hai hai hame apny analysis ko itna perfect banana prega ke market ko dekhty hi ham apn
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Aksar Loss

                            Dear Assalam alaikum.m ere khaiyal los ki waja hamre knowledge ur practice ki kami hai .hame apny analysis ko itna perfect banana prega ke market ko dekhty hi ham samjh Jaen k market kis tarhan movement kregi y tab hi mumkin hai jab ham analyse ki types ko achi tarhan sekhny ki koshish kren.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aksar Loss

                              Boss ham ko jab b as mien loss hota h tu ham ko as mien gabhrana nahi hta h agar ham as mien gabhrate hien tu ham as mien her bar as mien nuqsan ker sakte hein as lyee ham ko as mien apne aap ko as mien nuqsan sy bachna hota h agar ham as mien nuqsna kerte hien tu ham as mien kaamee nahi ker sakte hien as lyee as mien ham ko nuqsan sy bach ker kaam kerna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X