News ka analysis karin phir trade karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka analysis karin phir trade karin
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading karrahy ho gay hum ko caehyh k hum jub be trade karin sub say play new ke tarif dak lain ager to koe new a rahe ha to us ka analysis karin ager analysis avhy a rahin hain to tub trade may entry lain warna na lain to ap k leyh acha ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ka analysis karin phir trade karin

    News pe trade karna intihaye risky kaam hai hamai news ko trade karnay say avoide karna chaye news ko trade karna hamai nahe chaye jis time jis currency ka news ho hamai chaye ke uss currency ke pairs par news say afha ganta pehlai aur ganta bad Tak koye trade na karai.
    • #3 Collapse

      Re: News ka analysis karin phir trade karin

      Asalamu alaqum dear members of forex ap ki bt bilkul seah h k forex m trding k ly bhot zorori ha k ap news reading kr phir trding krni chayee ta k hmy ziada loss na ho or hm ziada learn kr sky or ziada mhnt se ap ko confidence milta h
      • #4 Collapse

        Re: News ka analysis karin phir trade karin

        G han dear main ap ki bat sy totally agree karta hon humain trade open karny sy pehly technical analysis k sath sath fundamental analysis bhi karna chahye. fundamental analysis main news per trading a jati hai...jb koi high impact news ati hai to currency pairs ka technical analysis fail ho jata hai kuch time k liye..
        • #5 Collapse

          Re: News ka analysis karin phir trade karin

          Traders ko chaiye ke woh news kay time per news ka achi trah say anlaysis Karin tu phir he trading position open Karin . traders kay liye ideal practice yah b hosakti hai ke woh try Karin ke news kay baad market ke movement ko settle hony dain , aur phir jis traf market move kary iss taraf trade Karin.
          • #6 Collapse

            Re: News ka analysis karin phir trade karin

            Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai ghar mein Pakistan Forex Mein kamyaab hona hai tu hamesha hi kaem pahle Haridwar news korutech arinjo market se attach Hai Is Tarah Hum market ko achi Tarah Se analyses Karke achha trade Laga Payenge aur accha profit bhi, Payenge
            • #7 Collapse

              Re: News ka analysis karin phir trade karin

              ASLAMOALIKUM dear friends hamein chy k hamein trade lagany se phly hamein news ko analyse krna chy us k bad e lagani chy jis se haeina loss kam our faida zyda hoga
              • #8 Collapse

                Re: News ka analysis karin phir trade karin

                Forex market kay analysis tou bahut zaroori hain agar forex mein trade ko kamyab kerna hai tou aur phir jab news kay lye trading kerni ho tou uss mein market kay analysis kay sath sath humain news kay bhi analysis kerna hotay hain aur agar hum news kay analysis nahin kertay tou news tims pae humain koi bara loss bhi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: News ka analysis karin phir trade karin

                  forex par koi be acha aur khamayb trade open karna ka liya hamay sab sa pehla market ko achi tyra sa analysis karna prta ha aur us ka bad ham logo ko trend ko dekhna chayia aur hamlogo ko market ka related news ko dekhna chayia aur phir hi koi be trade open karna chayia aut\r hamay kabhi be fuly news par trade open nai karna chayia aisa karna sa hamay sirf aur isrf loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: News ka analysis karin phir trade karin

                    ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai Kyunki Hame Kisi bhi chij ka analysis karne ke bad use karna chahiye Taki Hum ismein Kanya Boss ke aur Jyada Se Jyada anchor aur Hamara ya hi maqsad hota hai
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: News ka analysis karin phir trade karin

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News ka analysis karin phir trade karin

                        hamy news ko phaly analysiz karna ho ga or hamy pher trade lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News ka analysis karin phir trade karin

                          forex trading main news ki boht ahmiyat hai news se hmain market ki sort e hal ka andza lgyany main asani hoti hai tu hmain wohi trading method apply krna chahye jis se hmain acha profit mily trading k liye zarori hai k ap apni trading ko kamyab kesy bna skty hain es k liye apko jo method suit krta hai wohi use kar skty hain yah apki apni marzi hoti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News ka analysis karin phir trade karin

                            forex trading mien news ka bhoot hi amal dakhl h agar ham as mien news ko dakh ker trade kerte hien tu ham as mien her bar kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien news ko follow karna hota h aur ham ko as mien her bar news k ane sy pahle market ki herkat ko dakhna hota h agar ham ko as mien andaza ho jata h tu ham as mien trade ker sakte hien aur agar ham ko as mien news k pata nahi chalta h tu ham as mien trade belkul b nahi ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar news per nazar rakhna hota h aur ham ko as mien jab samjh a jaye tu trade zaror open kerna hota h tab ja ker hum kamyab ho sakte hien.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X