News per trade na karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News per trade na karin
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay friends hum ko caehyh k hum new k time trade na karin to theak ha kau k es waqat market zada move kar rahe hoti ha aur jub be market zada move kar rahe ho to nuqsan be ho sakta ha es leyh better ha k hum jub be trade kain to news k time na karin to better ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News per trade na karin

    jb kisi currency pairs per news any wali ho to trader ko chahye keh us time koi trade na lain.news any k bad phir trade open krain q keh jb koi high impact news release hoti hai to wo market k technical analysis ko bhi fail kar deti hai..aur market ki movement bahut fast ho jati hai.. news ki 3 types hoti hain 1.low impact 2. high impact 3, medium impact high impact news ka market per bahut ziyada asar hota hai
    • #3 Collapse

      Re: News per trade na karin

      News per trading karny kay aksar traders ko achy results nai milty hain . iss liye traders beshak ager news aur important data ke relese ke time per trading na Karin tu yah b achi baat hai . kion ke iss trah kay time per market ke movement confirm nai hoti hai aur iss trah kay halaat mai trading nai karna chaiye.
      • #4 Collapse

        Re: News per trade na karin

        Dear mein aap ki iss baat sae ittefaq nahin kerta kay news per trade na kerain kyun kay sub sae zayada jo humain faida ho sakta hai woh hum news trading sae hi hasil ker saktay hain kyun kay news time pae agar hum nay analysis ker kay sahih trade open ki ho gi tou uss waqt humain bahut zayada profit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: News per trade na karin

          g han ap sahi kah rhy ha hamay koi be trade news par fully depend ho kar open nai karna chayia ku ka some time news fake be ho sakhti ha is liya hamay loss ho skahta ha aur ham logo ko trade open karna sa pehla marekt ko avhi tyra sa analysis karna chayai aur trend aur news ko dekhta howa trade open karna chayai is par fully depend ho kar kabhi be trade open nai karna chayia
          • #6 Collapse

            Re: News per trade na karin

            forex mai news py trade lagany ky liye haamra expert hona zarore hain pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: News per trade na karin

              plasma business Aaya kamyabi ke liye ek acche wala platform hai yahan se information generate Karen Jitna kaam acche se bolo Karenge Tumko Ye wala gana Dekha karte hai kya aapke paas Itna confidence aapke paas ki kamyabi Hasil karne ke liye kam karne ke liye Forex trading Ek acche wala dekhna Chahiye Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: News per trade na karin

                hamy news ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: News per trade na karin

                  forex mai news py trade risky hote hain agar hum new hain to hamy isy avoid kar dena chahey forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat sat earning be deta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News per trade na karin

                    agar hum forex mai news py trade open karna chatey hain to hamy acha experince hasial karna chahey or hamy market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News per trade na karin

                      ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha news aane par main trader nahin karna chahiye Kyunki new kya aukat wo market moon karte hain isliye Hamein new se Ghanta late chatting Karni chahi Aise Hum isme earn kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News per trade na karin

                        dear aik acha aur professional trader news say he tu earn karta hai ager app month main bhi news app ki favour main ajay tu app aik month ki earning kar sakty hain iss lea news ko sekhna bohut zrori hai kyon k app k strong technicall ko bhi fail karny ki takaat rakhti hai iss leay news ko sekhna app ki mjbori bhi hai kyon k iss k bgair forex market main success mimkin he nahi hoti.
                        • #13 Collapse

                          Re: News per trade na karin

                          assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai lekin main aapko Apne Mishra Dena Chahta Hoon Ki Aane news pr trading Karni chahiye Kyunki news diagram trading Karenge to Yahan To Hamara account was hoyega ya Hamein bahut jyada profit Hoga ekanto Jarur Hoga isliye Hamein news pe trading Jarur karna chahie
                          Visit My Profile
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News per trade na karin

                            news par trading karne ke liye aap ko bahut zyada experience or Knowledge hona chahiye news time market mein bahut zyada fast movement dekhne ko milti hai aapke 1 galt trade apko fast movement ki vajah Se zyada loss de sakti hai isliye new trader ya wo Jinke Paas knowledge or experience Nahin ha news ki fast movement me trading na Karen aap technical analysis trading karay market ke movement ko pridict karty huey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X