Buy/Sell limit set karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy/Sell limit set karain.
    Me Abhi demo account use kar raha hoon. Or main sab say best tool abhi tak take profit or stop loss ko use kiya hay. I think issay sab ko use karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Me Abhi demo account use kar raha hoon. Or main sab say best tool abhi tak take profit or stop loss ko use kiya hay. I think issay sab ko use karna chahiye.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
      Me Abhi demo account use kar raha hoon. Or main sab say best tool abhi tak take profit or stop loss ko use kiya hay. I think issay sab ko use karna chahiye.
      bhai jan isy use karna chahye
      q k is ka bara faida ye hy k is sy ap ko ziada loss nahi hota
      aur dosra ye k ap ka aya hoa profit revers nahi hota aur ka order usi rate py close ho jata hy
      • #4 Collapse

        bilkul bht he achi bat ha bhi forex me is ka bht he acha role ha jis se ham is em acha earn kar ksty han stop loss or take profit se ham is me apna bht sa fayda hasal kar skty han han ye forex ka bht he importent option haa
        • #5 Collapse

          yes ap ne bilkul theek kaha he stop loss and take profit ki bigg importance he forex trading me ye ap ko capital loss se bchata he or ap ko earning karwata he is liye is ka istemal lazmi he ,,
          trading me ap ko buht he ahteyat se sicision leni parti he ,wrong dicision ap ko loss ka he fece karwati he ,,,
          • #6 Collapse

            sell ya buy limit set ker ray ho sansno may tujhe basya hay ap ko capital loss se bchata he or ap ko earning karwata he best tool abhi tak take profit or stop loss ko use kiya hay
            • #7 Collapse

              Forex trading aik risky aor profitable business hy, forex me chandd indicators hoty hyn jin ke maddad sy hum apny loss ko reduce kr skty hyn, jesa ke forex me stop loss aor take profit ka option hota jis ko aap use kr ke apny loss ko reduce kr skty hyn aor aap apna take profit use krty howy profit hasal kr skty hyn, so every trader you stop loss and take profit option.
              • #8 Collapse

                dera my forex py kam kr ra hun lkn abi me posting kr ra hun or abi tk trding sktrt ni ki mna ku k abi m yhn new hun to jb posting ka bonus mily ga to hm usse kam krn gy
                • #9 Collapse

                  G han ye aap nay bilkul thk farmaya hai sub is trahan karna chaye is se ye benefit hasel hoga hummay jab loss fixed hoga to utna hi hummay loss hoga trade khud ba khud close hojaye gi aur profit bhi utna hoga jitna hum nay fixed kar rakha hota hai us k bad trade close hojaye gi .
                  • #10 Collapse

                    yaar may ne tou demo acount par b practice nai ki hy chalo kar se start karata hn parkoi tareeqa hi nai batata kuch toura sa hint mi jaye phr ho jaye ga sab kuch h yar koi hint agar de tou bari mehrabani ho gi k starting kaha se lena chahye
                    • #11 Collapse

                      ha aapne bahut hi sahi baat kahi hai ki hume sell limit aur but limit set karana hi chahye taki aapko apana account save karne me bahut hi jyada help milta hai i sloye aapko jab bhi trad karana hai to aapko take proifit aur stop loss ka use karana hi chahiye jisse aapko bahut hi fayda ho sakta hai aapko forex me
                      • #12 Collapse

                        ha yahe tu hai cheezay jin se trading kmayab hoti hai ap es ko achi tarha se dekho aur es ko lagana sekh jae ap ko live aur real trading mai koe be masla nahe ho ga
                        • #13 Collapse

                          bht he achi bat ha bhi forex me is ka bht he acha role ha jis se ham is em acha earn kar ksty han stop loss or take profit se ham is me apna bht sa fayda hasal kar skty han han ye forex ka bht he importent option haa,,,,
                          • #14 Collapse

                            ye dono tools to trading k sab se ehm tool hain aur hamari aasani k liay banaey gay hain ham trade laga kr aur in dono ko set kr k tasalli se computer band kr k so sakte hain aur agr market hamaray favour main gai to aap ko profit khud ba khud mil jaey ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes dear brother bohat acha hay take profit or stop loss ko use karna he sab say pehlay learn karna chahiye, or phir mazeed learning karain thank you.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X