Forex per america aur iran tension kay asraat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex per america aur iran tension kay asraat
    Forex mein aaj kal jo tezzi nazar aa rahi hai yeh sub america aur iran tensin ki wajah sae hai kyun kay america iran per attack kernay ki tayari ker raha hai aur apnay troops mein mazeed izafa ker dya hai tou next week mein forex market mein bhi bahut zayada tezzi dekhnay ko milay gi specially crude oil mein jo gay bullish rahay ga aur 70 ko cross keray ga iss lye oil mein trading ker kay aap bahut acha profit hasil ker saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey aur technical thread ki hey jesa k ap sub log jantay hen k America ne Iran pe pabandi laga di hey ab Iran oil sell nhi kar sakta tu phir poori dunia men oil mehngha ho jay ga aur phir forex trading men crude oil bahut ziyada up move kar sakta hey iss liay cl pe trading karnay walay wait karen aur buy pe trade lagaen
    • #3 Collapse

      Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

      Iran aur america ke tension ke waja say currency ke market per kiya impact ho saktaa hai iss baray mai tu koi clear idea nai hai . lakin Iran aur america ke tension ke waja say Crude oil ke markets per iss ka kafi ziada effect nazar aa raha hai. kafi chance hai ke yeh tension increase ho gyie tu crude oil ke price aur increase hoge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

        America iraan tension ki waja se forex mein movement ziada hey. Agar iraan pur attack howa to irani currency devalue ho jaiye gi. USD pehlay he bht strong hey. Aur ziada ho jaiye ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

          daer ap nay bahuy hi achi info share ki hy waqi oil is week mai acha khasa low ker chukka hy jis ki waja sy hm logo ko ager oil mai ab buy ki koi bi trade milti hy tu us ko lyna chaiya kiyo ky ab oil ny thora buy ki terf bhagna hy lehaz ahm logo ko thora w8kerna ho ga taky hm logo ko asani ky sath ik achi trade bi mill jay gi or bahut hi achy profit sy bi hm log asani ky sath us ko hasil bi ker sakty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

            bahuy hi achi info share ki hy waqi oil is week mai acha khasa low ker chukka hy jis ki waja sy hm logo ko ager oil mai ab buy ki koi bi trade milti hy tu us ko lyna chaiya kiyo ky ab oil ny
            • #7 Collapse

              Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

              G bilkul theek keha aap ne 2 din market down rahi he crude oil ki kal raat market close hone se pehle market oper gai he mera sell ka order laga huwa he jo k pehle profit me chal reha tha but ab 15$ loss me he Sunday ki subah ko dekh ker hi close keronga koshish keronga k profit me close kero agar ziada loss ki tarf gai to phir close ker donga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

                g bilkul apne thek kaha hain forex main agar pakistan main kuch hota hain tu merekt main koi asar nhe parta hain jaab k USA iran and europ jesy country main kuch hota hain tu merekt main bhot askar paar jata hain 2 din merekt main bhot he ajeeb move hovi hain jo k usa and iran apas main tention main hain is liye asy hova hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning haisal kar sakty hain forex py america or iran ky tenshion ky asrat nahi parta forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

                    forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

                      forex aik bohat bara business hain is py ameria or iran ka koi be asar nahi parta forex aik online or kabe be band na hony wla business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala unique buisness hain is mai hamara koi be bos nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex per america aur iran tension kay asraat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Forex mein aaj kal jo tezzi nazar aa rahi hai yeh sub america aur iran tensin ki wajah sae hai kyun kay america iran per attack kernay ki tayari ker raha hai aur apnay troops mein mazeed izafa ker dya hai tou next week mein forex market mein bhi bahut zayada tezzi dekhnay ko milay gi specially crude oil mein jo gay bullish rahay ga aur 70 ko cross keray ga iss lye oil mein trading ker kay aap bahut acha profit hasil ker saktay hain
                        Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading business Mein aapne bilkul sahi kaha hai market Mein different Kishan ki movement ki waja USA or Iran ke bich Mein hone wale tension hai market mein bahut jyada movement ki vajah America ki vajah Se Hoti Hai Kyunki basically US dollar ki vajah Se Hi Sab pears Mein movement jyada ho jati hai isliye mai USA ki Convent par acchi Nagar rakhni chahiye is hamm gold ki trading Meri madad Hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X