Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par
    Dear friend mai aap se Yeh puchna Chahta Hoon Ki job market closed Ho Jati Hai to close wale time job Koi high-definition news hoti hai to uska market Par Asar padta hai ki nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

    G han bilkul market jab open hoti hay to gap esi waja se aty hey key jab market close ho to market par news effect karti hay aur esi news key effect hony ki waja se bahot zeyda market me gap ajaty hey, Monday ko jab market open ho gi to koch pairs esy hon gey jes me ham gaps ko dake saken gey es gaps ki waja aur koch be nahi hoti ye market par news effect karti hey esi waja se gaps ajaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

      G bilkul dear aisa he hai kay jub bhi market close hoti hai tu is pay news effect bhut zayda karti hain kiyu kay closeing chal rhi hoti hai na es waja se humain news feed pay tawajo zaroor rakhni chaye ta kay hum lose se bach sakain
      • #4 Collapse

        Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

        Han bhai ap nay ye bohat achi baat kahi hai k market ki closing k waqat Saturday and sun3 ko news effects ketti hain to dear danger news bohat ziyda effects kerti hain jab market open hoti hai to bohat ziyda gaib day ker open hoti hai agar choti news ho to wo bhi effect kerti gai magar bohat thora chan pipes lakin big news to point main gaib deti hai 20 sa15 point tak gaib aa sakta hai news per alret raha krain.
        • #5 Collapse

          Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

          Bhai jan mujhe is k bare mein pata nahi hain mein is mein new hon ham ko is mein mehnta karni chaiye agar ham is mein mehnat kar te hain to ham is mein kamyab ho sakte hain is mein apko greed nahi karna chaioye tab ja kart ap is mein earning kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

            Sir jab market close hoti hai tu us waqt agar kio news ani hoti haio tu us ka as per effect ho sakta hai as lye hum ko as mien aa ker her bar news ko follow kerna hota hai or hum ko as mien aa ker khud ko aik expert trader bana ker pesh kerna hota hai agar hum as mien aik bar expert ban jaty hien tu hum as mien earning he earning hasil ker sakty hien.
            • #7 Collapse

              Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

              Dear frnds jb market band hoti ha to uska news k aany sa market pr koi effect nai hota market monday ko open hogi to when sa open hogi yani unhi points open hogi jhan sa close hoi thi jab k market open k bad news ka market pa effect par skta ha or movemnt ho skti ha
              • #8 Collapse

                Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                DEAR FRIEND as main jab bi news ke ane ka time ho gaa us wakt hi effect pare gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main jab b trading kare tu ham ko as main news ka sahara nahi lena chahiy hai as main ham ko apne mind se hi as main trade lagani chahiy hai tu hi ham as main kamyabi se kam kar sake gee aor ham log as main se ku earning bi kar sake gee
                • #9 Collapse

                  Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                  Bhai jan jahan tak mera mind kam karta hain jab market is waqt close hoti hain news ka kuch bhi asar nahi parta hain aur market to close hopti hai agar movement karti hain to hi is mein isar karta hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar hum is mein earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                    Bohat sare brokers Hai Jin Par Hum kaam kar sakte hain aur broker ki apni khoobian Hain Agar Hum instaforex Ki Baat karen to install Forex broker Ek accha broker hai agar kisi ke paas investment Nahin Tu Bhi instaforex wale bonus account ki Shakal Mein new trader ko trading karne ka mauka deta hai insta Forex broker Ek accha broker hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                      ji haan sarapa Ne bilkul theek Kaha lekin Aisa bilkul bhi nahin hota agar market Band Ho Jaye to kabhi bhi news ka effect Nahin Hota ki market to band hoti hai agar Hame bahut accha trade karna hai market ke on hone par tu hamesha hi kya mai plain Banakar trade karna hoga Agar hum abhi se plan Bana Lenge to hum Pakistan Forex mein bahut accha trade kar sakte hain thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                        dost main aapko ek baat clear kar Dun Kya Jab market karo Jahan Jyada hota hai tu news bhi Usi Waqt nahi banti hai aur ISI Waqt Ye market par affected hota hai lekin Jab koi bhi news Ani hoti hai aur Market
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                          Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna kehna Chahun Ga as sir Mujhe Nhi Pata Ke jab market class Hoti Hai Tou market effect Karti Hai market Pe ya Nhi main mazrat Chahta Hoon Ke Mujhe as Ke bare main Nhi Pata Lekin Koshish Karun Ga as KO Samjhne Ke Liye thanks bro
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                            Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapke bagair manta hun Hamen chahie kya market ko closing se kam Kare tabhi Ham Mein Achcha kam kar sakte hain aur isase Achcha profit bhi Aasan kar sakte hain iske liye Hamen Jitna ho sake toh mehnat karna chahie tabhi Ham Pakistan per Kamyabmein jyada
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab market close Hoti Hai To Kya US time news effect Karti Hai market par

                              ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Jab market close hojati hai tab kse bhi type ka market paar asaar nhi hota. aur market monday ku usi points par open hoti hai jab wo jin points par band hwee thi. market monday start hony kay bad ho sakta hai market ki movement koi farq waghera aya warna chutii waly din me market any say market west bhi band hoti hai aur us par koi asar nhi parta han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X