Agr govt is business ko support kry
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr govt is business ko support kry
    Dosto hamari country mein gurbat aur berozgari boht hai agr hamari government forex business ko full support kry jo k aik boht acha business hai jis mein log bina investment k trading kr sakty hein tu mery khayal mein gurbat aur berozgari ka khatma ho sakta hai,apni apni raye dein plz.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr govt is business ko support kry

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey Pakistan men berozgari ka bara masla hey aur bahut se log aesay bhi hen jo achi education k bawajood jobless hen iss liay agar government pak forum ko promote karay aur achi training facility avail karay tu kafi hud tak berozgari kam ho sakti hey
    • #3 Collapse

      Re: Agr govt is business ko support kry

      G dear achi bat hai kay government ko support karna chaye but aisa hota ni hai kiyu kay government kisi bhi business ko support ni karti hai unhain tu bis apni he policy banani hoti hai na es waja se forex ko pakistan mai permote ni kiya gaya hai
      • #4 Collapse

        Re: Agr govt is business ko support kry

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me pakistan ki govt ko forex trading business kay lye koi na koi iqdam lazmi karna chahye tak hamry mulik sy berozgari ka khatma ho saky or hamen achi earning mil saky ab yahan bhot sy aesy log han jo khud trading nhe kar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Agr govt is business ko support kry

          Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa business hy ke jis ko ap apna ghar baith ker bh ker sakty hn aur is business ki subh se badi khoby ke is business ko her koi ker sakta hy Pakistan main unemployment ka rate bahut tauzy se increase ho raha hy to ager government forex ko Pakistan main support kre to unemployment kum ho sakty hy
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Re: Agr govt is business ko support kry

            forex aik big business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex pakistan ke economy ko mazbot bana sakta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha or real busines hain
            • #7 Collapse

              Re: Agr govt is business ko support kry

              forex aik unique business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy suport or resistance ko samj kar is mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Agr govt is business ko support kry

                forex aik online business hain yai aik goverment job sy bohat hi achi job hain ham gar beth kar be kar is main kam kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Agr govt is business ko support kry

                  forex ke karobar mein ager goverment support karti he to ye jobless traders ke ley achi earning ka source ban sakta he jis mein hum with out investment ke he free account bana ke earning kerty hein forex aik legal karobar he jo bary bary momalik mein kea jany wala kamyab business he forex aik life time karoabr he jis mein hum apny marzi ke tiome table ke mutabik kam kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr govt is business ko support kry

                    Ji bilkul apki baat theek ha waqi hamare mulk mein bohat se log bawjood highly educated hone k jobless hain, to agar goverment logo ko forex k bare mein sikhane k liye aise adare ya un insitutions ko support kare jis mein forex k mutaliq logo ki rehnumai aur pratical lessons provide kiye jate hoo to is mein mulk ka b aur sab logo ka bohat faida ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr govt is business ko support kry

                      hamy mahnet karne ho ge hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar govt forex ko suppot lakry to har aik gar mai forex ka kam ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr govt is business ko support kry

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                        Dosto hamari country mein gurbat aur berozgari boht hai agr hamari government forex business ko full support kry jo k aik boht acha business hai jis mein log bina investment k trading kr sakty hein tu mery khayal mein gurbat aur berozgari ka khatma ho sakta hai,apni apni raye dein plz.
                        Assam Alaikum bhaijaan Forex trading business Koi government ka business Nahin Hai Ek private business hai aur Humko itne acche trader Nahin Hai Jo koi acchi earning Hasil Karke apni government ko sport kar Saken Pakistan mein Kisi chij ka koi problem Nahin Hai Bus Yahan Ke Log hi theek Nahin Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr govt is business ko support kry

                          Assalamu Alaikum dear brother aapane bahut acchi baat ki hai Hamare Mulk mein bahut berojgari hai Logon ke pass jobs Nahin Hai iske liye Forex Ek bahut hi Achcha business hai jismein aap Thodi Si taleem aur paise na hone ke bavjud bagair investment ke paise Kama sakte hain Agar government isko sport karen to mulk mein se Kafi had Tak berojgari ka khatm ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X