Market ki movement ko samjhna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ko samjhna chaye
    Dear traders aik achy trader ki trha hamaen market ki movement ko samjhna chaye aur us k mutabiq trade laga I chaye khas tor pe jb trend chal rha ho tu us k opposite trade lagany se ijtanab krna chaye. Agr hm market ki movement ko samjhny mein kamyab ho jaty haen tu hm aik profitable trading ka aghaz kr sakty haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ko samjhna chaye

    G bilkul aisa hi he forex mein market ko analys karnay k liye zarori hai k ap learn kren or chezen seekhay ta ziada faida ho or market ki movement ko samjhen k aj market kis simat mein ja rahi he up he ya down he jesa bhi ho esko sahi tareekay se judge Karen or usk bad ap dekhen gay k apko faida ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ko samjhna chaye

      G Han friends forex trading men Ap ko successful hone k liye market ki movement ko samjhna ho ga market ki movement ko samjhne k liye Ap ko bohot zaida mehnat ki zarort hoti hai Ap market ki movement ko samjh kr trade kre gy to Ap successful hon gy
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ko samjhna chaye

        Dear friend app bilkal theak kha raha hain agr hum forex main kamyab hona cahta hain tho huma.cahia ka hum manaat krne orr forex ko ziada sa ziada time dain orr market ka hassb sa chla orr market ki movement ko samba tb he humari kamyabi ha
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ko samjhna chaye

          G forex trading business ki market ko samjh kar trading karain gay tu market se kuch hasil kar saktay han aur agr hum forex trading business ki market ko samjh kar trading nhi kartay aur tukay laga kar trading karain gay tu is se loss hi hota hy aur market ko samjhna zaroori hy
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ko samjhna chaye

            g han har ak kamiyaab trder k nishani hoti ha k woh trade karna sy pahliye market ko dakta ha humain be chaye k hum trade karuye toh market k movement ko zaroor dak laa jis sy humain pairs kah knowledge or experinces hasil hota ha jis sy hum trade achi kar pahtye hain iss liya humain iss main dak kar chalna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ko samjhna chaye

              yes, dear yahi to markeet main paisa earn krnay ka main maksad hay k hamko sab say pehlay har ik movement ko samjhna chaye k kaisay markeet main kaam chalta hay aur kaisay yeh traders ko confuse krtay huvay apnay targets tak pounch jati hay laikin asal main hamko bahut ziada jaldi rehty hay entery lainay k ham yeh samjhtay hain k aisa na ho k ham is profit say meroom reh jayen hamko jitni jaldi ho sakay hamain markeet main in rehnay chaye aur isi jaldi main ham lose ka shikaar ban jatay hain jis say hamari honewali kamyabi bhi nakami ban jaty hay.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                hamy market ke movement ko samj kar is mai amount invest karny ka risk lena chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum gar maoi bath kar is mai trading be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                  Yes brother agar market ki movement ki samj ajye to per mery hyal ma loss kisi ko na ho our sub k sub profit lety rahengy baherhal ap na achi baat share ki ha humain koshish karni chahwye k market ki movement ko samjy us k baad us pa trade open kary thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                    hamy market ke movement ko samj kar is mai amount invest karny ka risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                      market move karte hain to hamy loss ya profit ho jata hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik unique business hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                        markit ki movment ko sab sy pehlay samjhnaa chahiay phr markit man thoda work kro soch samajh k work karain logon ko mutmaien karain kaam k lihaaz sy unhain deel karain jitni achi apki deeling hogi utna ziada log ap sy impress hongay aur kaam main entresting laingy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ko samjhna chaye

                          G bhai bilkul ap theak kah rahy hain hamin market ki movement Ko smjhna chahye. Ye na ho market buy krny Mai profit dy or Hun sale kar bethain is trha hi paisa kho dain gy. Analysis buht zarori hain theak analysis buht zarori hai. Wrna hum apna account Wash kar bethain gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X